Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

qaberon per mizaar*

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • qaberon per mizaar*

    salam again zayda bat na kerty howay topic ki taraf ati hon k yeh topic ays ahain jis main shayed bohat sy logon ko mery sy ikhtilaaf ho her ek ka apna apna aeeda aur souch hoti hain
    qaberon per yeh jo mizaar bana diye jaty hain kia yeh islam main jaiz hain

    aur in mizaaron per ja ker manetain mangna aur hath pehlana kia yeh jaiz hain ager ye jaiz hain to nabi pak PBUM k bare main seb ys pehly yeh baat ani chaye the k un ki qaber p mubarak per mizaar banay jata aur manetain mangi jati mger aysa kuch nhe jahan tak me ki zaati rahye hain k bohat sy aysi herkatain hum ny hinduon sy le hain manet mangna mizaron per ja ker qaberon ko chomna jeb k ALLAH SY DUA MANGNY K LIYA HUMAIN DIRECT DUA KERNI CHAYE HAAN NAIK LOGO KA WASEELA HOTA HAIN MGER KIA HUM NY KABI SOUCHA HAIN K NABI pak PBUM ny humain jo duain seekhain wo dircet mangi gai .to pher aysa kiyon k hum apni duan k liya un logo ko kehty hain jo is dunya main nhe hain jeb k humainkud he apni duaon per yakeen nhe why aur qaberon per mizaar banana k main bohat he khilaaf hon
    ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

    sigpic

  • #2
    Re: qaberon per mizaar*

    Originally posted by ashi View Post

    :jazak::SubhanAllhaa:I also totally agree with U and your comments. Jo Kuch bhi aap nay likha hay woh haqaqat main Quran aur Ahadeeth s.w pay ghour aur fikar na kernay ki wahjah say hai. Warana bari simple see baat hai..quran , ahadeeth aur islami tareekh k mutabiq yeh cheezain quron-e-ola main nahi theen..yeh sab kharafat baad ki paidawar hain.

    Hum sure-Fateha main yahee dua mangtay hain..ki "ay hamary rab hum teri hi ibaadat kertay hai aur tujh say hi madad mangtay hain, hamain seedtha rasta dekha, un loggoon ka rasata (yani nabi karim s.w aur aap k sahaba kiram ka rasta) jin per tu nay inam kia, na k un loggon ka rasta jin per tera ghazab hua aur jo rastay say bhatak gay" (Aamin) :insha:

    Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

    Comment

    • #3
      Re: qaberon per mizaar*

      Ashii bajii v good topic ...i totally agree wid u
      Hazoor Pak salalahu a'laihi wassalam ne farmaya hai
      اللهم لا تجعل قبري وثنا يعبد، اشتد غضب الله على قوم اتخذوا قبور أنبيائهم مساجد
      or ibn-e a'bbas ra se ravayat hai k
      لعن رسول الله -صلى الله عليه وسلم- زائرات القبور والمتخذين عليها المساجد والسرج

      awliya or saliheen ki quboor ki is tarha sey غلو is baat se bilkul door nahiin k insaan ko shirk tak le jaye
      غلو hai hud sey tajawoz karna or quboor chahe wo saleheen ki hoon ya ghair saleheen ki shara' mai is ki sift ek hi hai , shari'at mai is baat ka koi daleel nai hai k kisi saleh ki qabar ki dosroon ki qabar sey tamyeez ki jaye
      in mai غلو is tarah sey kiya jata hai k saleheen k quboor par kitaabat ki jaye, on ko ooncha kar diya jaye yani kuch banna diya jaye un par , غلو is tarah bhi hota hai k qabar ko Allah se taqarub ka waseela banaya jaye or jo us qabar mai hai us ko Allah k haan apna shafee' mana jaye or us qabar ko ye haq diya jaye k us k liye nazar kiya jaye zibah ki jaye or or uss ki matti se isteshfa' kiya jaye ye samjtey howe k ye Allah k haan un ka waseela hai..........contd.....
      Last edited by BhaTaktii RooH; 10 September 2009, 10:44.
      .......................!!!!!

      Comment

      • #4
        Re: qaberon per mizaar*

        .....pehlii hadeeth mai is baat ka bayan hai k quboor bhi awsaan bun saktii hai kyunki wohi jahiliyat ki أوثان or jahiliyat k buth hain .....jahiliyat mai bhi jab logoon k dil butoon or darkhtoon or pathroon waghera se lag jatey tu un ki ibadat mai wo shirk-e-akbar tak pohonch jatey halankey in mai wo aqal ko sukoon or nafs ko itmenaan bhi nahii tha.......phir saliheen anbiya or rusul ki quboor ki ibadat ho yeh koi ajeeeb baat nahiin ........
        kyunki donoo se matloob tu Allah ka qurb or shafa'at hi hai
        kyunki wo mushrik apney un khudaoon k barey mai kehtey hain مَا نَعْبُدُهُمْ إِلَّا لِيُقَرِّبُونَا إِلَى اللَّهِ زُلْفَى
        or yeh bhi kehtey hai وَيَقُولُونَ هَؤُلَاءِ شُفَعَاؤُنَا عِنْدَ اللَّهِ

        ab doosrii hadeeth jis mai qabroon par masajid or suruj banaey waaloon par lanat ki gayii hai
        masajid is tarah se k un par ta'meer ki jaye wahan jaaney par zoor diya jaye or wahan ja kar un kkaraamaat ka zikar kiya jaye, dua'oon ki qabooliyat ki tawaqoo' ki jaye ya un se tabaruk hasil kiya jaye waghera
        or suruj k ma'ney hain jaisey pichley zamaaney mai in par qandeelein jalayii jaatii thein or aaj kal in par yeh lighting waghera kii jaati hai jo yeh zaahir karta hai k yeh jagah logoon ka maqsud hai jis se qabar ki ta'zeem ki jatii hai ....
        tu aisey log malo'on hai kyunki qabroon ki tasreej karna in ki غلو karna hai ...kyunki ye logoon ko is ki taraf mutawajeh karta hai or phir door nahiin k Allah ke saath in ko shareek tehraya jaye
        .......................!!!!!

        Comment

        • #5
          Re: qaberon per mizaar*

          NOTE:

          urdu meri achii nahiin hai..:shyy:... is liye jo ghaltiyaan hoo un ko nazar andaaz kartey howe main idea liya jaye ...:)
          .......................!!!!!

          Comment

          • #6
            Re: qaberon per mizaar*

            Originally posted by bhataktii rooh View Post
            Ashii bajii v good topic ...i totally agree wid u
            Hazoor Pak salalahu a'laihi wassalam ne farmaya hai
            اللهم لا تجعل قبري وثنا يعبد، اشتد غضب الله على قوم اتخذوا قبور أنبيائهم مساجد
            or ibn-e a'bbas ra se ravayat hai k
            لعن رسول الله -صلى الله عليه وسلم- زائرات القبور والمتخذين عليها المساجد والسرج

            awliya or saliheen ki quboor ki is tarha sey غلو is baat se bilkul door nahiin k insaan ko shirk tak le jaye
            غلو hai hud sey tajawoz karna or quboor chahe wo saleheen ki hoon ya ghair saleheen ki shara' mai is ki sift ek hi hai , shari'at mai is baat ka koi daleel nai hai k kisi saleh ki qabar ki dosroon ki qabar sey tamyeez ki jaye
            in mai غلو is tarah sey kiya jata hai k saleheen k quboor par kitaabat ki jaye, on ko ooncha kar diya jaye yani kuch banna diya jaye un par , غلو is tarah bhi hota hai k qabar ko Allah se taqarub ka waseela banaya jaye or jo us qabar mai hai us ko Allah k haan apna shafee' mana jaye or us qabar ko ye haq diya jaye k us k liye nazar kiya jaye zibah ki jaye or or uss ki matti se isteshfa' kiya jaye ye samjtey howe k ye Allah k haan un ka waseela hai..........contd.....

            :jazak::SubhanAllhaa:Bohut khoob!:thmbup:

            Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

            Comment

            • #7
              Re: qaberon per mizaar*

              Originally posted by bhataktii rooh View Post
              .....pehlii hadeeth mai is baat ka bayan hai k quboor bhi awsaan bun saktii hai kyunki wohi jahiliyat ki أوثان or jahiliyat k buth hain .....jahiliyat mai bhi jab logoon k dil butoon or darkhtoon or pathroon waghera se lag jatey tu un ki ibadat mai wo shirk-e-akbar tak pohonch jatey halankey in mai wo aqal ko sukoon or nafs ko itmenaan bhi nahii tha.......phir saliheen anbiya or rusul ki quboor ki ibadat ho yeh koi ajeeeb baat nahiin ........
              kyunki donoo se matloob tu Allah ka qurb or shafa'at hi hai
              kyunki wo mushrik apney un khudaoon k barey mai kehtey hain مَا نَعْبُدُهُمْ إِلَّا لِيُقَرِّبُونَا إِلَى اللَّهِ زُلْفَى
              or yeh bhi kehtey hai وَيَقُولُونَ هَؤُلَاءِ شُفَعَاؤُنَا عِنْدَ اللَّهِ

              ab doosrii hadeeth jis mai qabroon par masajid or suruj banaey waaloon par lanat ki gayii hai
              masajid is tarah se k un par ta'meer ki jaye wahan jaaney par zoor diya jaye or wahan ja kar un kkaraamaat ka zikar kiya jaye, dua'oon ki qabooliyat ki tawaqoo' ki jaye ya un se tabaruk hasil kiya jaye waghera
              or suruj k ma'ney hain jaisey pichley zamaaney mai in par qandeelein jalayii jaatii thein or aaj kal in par yeh lighting waghera kii jaati hai jo yeh zaahir karta hai k yeh jagah logoon ka maqsud hai jis se qabar ki ta'zeem ki jatii hai ....
              tu aisey log malo'on hai kyunki qabroon ki tasreej karna in ki غلو karna hai ...kyunki ye logoon ko is ki taraf mutawajeh karta hai or phir door nahiin k Allah ke saath in ko shareek tehraya jaye
              :jazak::SubhanAllhaa::thmbup:

              Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

              Comment

              • #8

                Plz also consider this..

                Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                Comment

                • #9
                  Re: qaberon per mizaar*

                  اسلام علیکم
                  یہ آجکل پیغام پر کیا ہڑبونگ مچی ہوئی ہے جس کا جو منہ میں آتا بولے چلے جاتا کوئی رول نہیں کوئی زمہ داری نہیں کوئی روکنے ٹوکنے والا نہیں انتظامیہ ہے کہ اس کے کان پر جوں تک نہیں رینگ رہی اختلافی پہ اختلافی امور پر تھریڈز لگ رہے ہیں اور دھڑا دھڑ لگ رہیں مجال ہے جو کسی کو خبر ہو ؟؟؟؟؟؟؟؟' کیا ہے یہ سب ؟؟؟؟ جسے دیکھو شرک اور بدعت کی گن اٹھائے بس فائر پر فائر کیے چلا جارہا ہے نہ شرک کا پتا کہ کیا بلا ہے ؟؟ نہ بدعت کا پتا کے کسے کہتے ہیں ؟؟؟؟ بس ساری امت کو مشرک اور بدعتی ثابت کرنا ہی عین اسلام و ایمان ٹھرا ۔۔ ۔خود ان لوگوں کی اپنی حالت یہ ہے کہ ان میں سے بمشکل کو یہ معلوم ہوگا کہ شریعت میں مسائل کے تعین کے دلائل کتنے ہیں اورکون کونسے ہیں ؟؟؟؟؟؟
                  میری انتظامیہ سے گذارش ہے کہ فی الفور اس تھریڈ کو حذف کیا جائے یا پھر پیغام کے اصول و ضو ابط میں تبدیلی لائی جائے تاکہ جس کو شرک و بدعت کی زیادہ تکلیف ہے
                  ہم اس سے دلائل کی زبان میں باآسانی بات کرسکیں اور بعد میں اس کے لیے کوئی راہ فرار نہ ہو ؟؟

                  ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                  Comment

                  • #10
                    Re: qaberon per mizaar*

                    Originally posted by aabi2cool View Post

                    Wa allaikum Salaam

                    Mohtarm,
                    Aap Pegham per Islam Section key moderator rah chukey hain. Aap key paas Islam ka ilm hai to yeh aap ka BHI farz banta hai keh aap shariyat key un pehluoun ko roshnaas karwaein jin sey aap wabasta hain.

                    Aur Aabid bhai aap ko kis ney mana kiya hai ya aap ka haath roka hai keh aap jawab na dein? Magar aik baat aap bhi yaad rakha karein keh aik haqeeqat yeh bhi hai keh jis maktab-e-soch sey aap wabasta hain, zaroori nahin keh har koi us sey mutfiq ho!!!
                    مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
                    نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

                    Comment

                    • #11
                      Re: qaberon per mizaar*

                      Originally posted by Admin View Post

                      laikin mery khayal maiN is qism kay thread kam az kam "GUPSHUP" section maiN nahe honay chaheaiN..

                      maiN nay aik baar isi baat par aik thread lagaya tha kay "GupShup maiN kioN" har section ko visit karnay walay afrad aik khaas mood lay kar he us section maiN aatay haiN, agar yeh thread aur is jesay degar thread "Islam Section" maiN hoon to wahan munasib tareeqay say baat ho sakti hai.
                      That's Enough...!!

                      Comment

                      • #12
                        Re: qaberon per mizaar*

                        Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                        laikin mery khayal maiN is qism kay thread kam az kam "GUPSHUP" section maiN nahe honay chaheaiN..

                        maiN nay aik baar isi baat par aik thread lagaya tha kay "GupShup maiN kioN" har section ko visit karnay walay afrad aik khaas mood lay kar he us section maiN aatay haiN, agar yeh thread aur is jesay degar thread "Islam Section" maiN hoon to wahan munasib tareeqay say baat ho sakti hai.
                        thread move kar diya jaey ga, magar thread mein poochhi gaii baat na'maqool nahin!
                        مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
                        نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

                        Comment

                        • #13
                          Re: qaberon per mizaar*

                          Originally posted by Admin View Post
                          thread move kar diya jaey ga, magar thread mein poochhi gaii baat na'maqool nahin!
                          maiN nay kab kaha na'maqool 372-haha

                          baat ko :shyy:
                          That's Enough...!!

                          Comment

                          • #14
                            Re: qaberon per mizaar*

                            Originally posted by admin View Post
                            wa allaikum salaam

                            mohtarm,
                            aap pegham per islam section key moderator rah chukey hain. Aap key paas islam ka ilm hai to yeh aap ka bhi farz banta hai keh aap shariyat key un pehluoun ko roshnaas karwaein jin sey aap wabasta hain.

                            Aur aabid bhai aap ko kis ney mana kiya hai ya aap ka haath roka hai keh aap jawab na dein? Magar aik baat aap bhi yaad rakha karein keh aik haqeeqat yeh bhi hai keh jis maktab-e-soch sey aap wabasta hain, zaroori nahin keh har koi us sey mutfiq ho!!!
                            اسلام علیکم مسعود بھائی !
                            میں پیغام ہر اسلام سیکشن کا موڈ رہ چکا ہوں اور دین اسلام کا ادنٰی سا طالب علم بھی ہوں تو اسی لیے کہہ رہا ہوں نہ کہ یہ اختلافی تھریڈ ہے اس قسم کے تھریڈ نہیں لگنے چاہیں . . . یہ پیغام کی پالیسی کے خلاف ہیں آپ نے پیغام کے اسلام سیکشن کے اصولوں کو مرتب کرتے ہوئے خود یہ لکھا ہے کہ..... اسلام آج بہتر فرقوں میں بٹ چکا اور ہم نے دین کو انتہائی مشکل بنادیا ہے اور جس طرح سے ہماری سوچیں ایک دوسرے سے دور ہوتی جارہی ہیں اس طریقے سے ہم میں مزید فرقے بننے میں دیر نہیں لگے گی اور ہرفرقہ خود کو حق بجانب سمجھتا ہے اور سب کو بیک وقت لکھنے کی اجازت بھی نہیں دی جاسکتی وغیرہ وغیرہ . . . . تو ایسے میں آپ ہی مجھے بتائیے کہ کیا اس قسم کے تھریڈ آپس میں دوری کا باعث بنیں گے یا محبت کا ؟؟؟؟؟؟؟؟ اور یہی اعتراض میں نے کیا ہے کہ اس قسم کے تھریڈ پیغام پالیسی کے خلاف ہیں لہزا یا پالیسی چینج کی جائے یا پھر اس قسم کے مواد کو تلف کیا جائے ۔۔ ۔ اور باقی میں نے یہ کہیں نہیں کہا کہ آپ سب لوگوں کا میرے مسلک یا میرے نظرئیے سے متفق ہونا لازمی ہے میں نے تو یہ کہا ہے کہ اگر اس قسم کے تھریڈ لگانے ہی ہیں تو پھر عام اجازت دے دیں تاکہ یہ فورم بھی دیگر بہت سے فورمز کی طرح فرقہ واریت کا اکھارہ بن سکے ۔۔۔
                            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                            Comment

                            • #15
                              Re: qaberon per mizaar*

                              372-shocksalam aabi bhai yeh ap ko kia ho gaya hain kis bat per itna cheekh rahin hain ap aur kiyon main nay na to kisi firkay ko bura kaaha hain na he main ny mazhab k khilaaf koi baat ki hain ager ki hain to u should explain k kia baat ki hain main ny ager islam main qaberon per mizar bana un ko sajda kerna un k agay menat manga jaiz hain to ap gusa kiyo ker rahy ap muje ayaat batain quran k bare main baatin kahan likha hain ? main rehnomai chahti hon may b muje he pata na laga ho k konsi hadees main kosni aayaat main yeh seb ap bata dain na gusa kiyon mery bhai na to mera swal kisi aur firkay ki taaf lay jata hain na he mazhab k khilaaf hum ayse mozaat per baat kerty howay gusa kiyon ho jaty jo humri apni pada kerda bid adet hain ? ap ko ilkhtalaf kis baat ho rah ahain ap ko to chaye k age rmain galt hon to piyar samjhain missal hain example dain muje b pata lagy k jeb ALLAH aur us k rasool PBUM ny humain mizaaron per qaberian bana manetain manga sajda kerna asyi koi taleem nhe di to yeh seb kaahn sy seklh lia hum ny bohat aaram sy ans dijye ga plz :shyy:

                              Working...
                              X