Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

**Food For Thought....!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • **Food For Thought....!

    Asalamaalaikum

    hope you all are doing fine shine...

    hmmm...I work with childrenz......

    per recently ek buzrgwaar se mulaqat hoi..... bari si daarhi and all.... un se mulaqat yun hi hogai... woh ek alag kahani hai.... baat asal wahan bigri jub unho ne hum se poocha: "tum kin baccho ke saath kaam karti hai??"
    I said: "hum baccho ke saath hi kaam karte hain.... " (go ke me ko sumjh aa gai thi woh kya pooch rahe hain372-shed)
    than he said: "bacchi tum sumjhi nahi.... mera matlab kaun se mazhab ke bacche hain?"
    me ne kaha: "Mazhab??? baccho ka...? hum sirf baccho ke saath kaam karte hai... hindu baccha, Muslim baccha and all in sub ke saath kaam nahi karte.."
    phir unho ne ek lambi sans li or hume sumjhane lage na jaane kya kya... or phir ek lambi behas hoi... un ke kai sawal... or humare kai jawab.... (jin ke baad hume "kaafir" jaise seeghe se nawaza gaya)
    ab sawal yahan yeh hai ke "kya hume sirf MUSLIM baccho ke liye hi kaam karna chahiye sirf is liye ke hum MUSLIM hai.... ??"

    "kya hume sirf unhi baccho ki basic needs puri karni chahiye jo MUSLIM hai??"
    aise bauaht se sawal humare liye akser khare hote rehte hain???

    kisi bacche ki ya kisi family ki basic need puri karte waqt us ka mazhab dekhna kya zaroori hai???

    Insaan ko kub tak Mazhab.... zaat.... rutbe.....Nasal.... etc etc mein tola jaayega...? or yeh bhi batayen ke aise buzrgo ka kya kiya jaaye.....??? pata nahi humari jarein kamzor hai ya hum log khud....?

    seriously confused....:think:

  • #2
    Re: **Food For Thought....!

    Originally posted by ummid View Post
    "kaafir" jaise seeghe se nawaza gaya)
    ye kaya hota hy
    Last edited by aabi2cool; 10 August 2009, 17:28.
    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

    Comment

    • #3

      walaikum asalam :hairdrayer:

      bari dayr bad acha topic mila :garmi: thankew ummid ati jati raha karo :fly:

      bache to bache hote hein :tunn: masoom zehen unhe kia pata ho woh kon hein ...kia hein :garmi:
      unke parents jo unhe batate hein ...follow karne ko kehte hein woh to wohi karein ge na :haey:
      agar unke parents ye kahein ke namaz nahi parho ge to choco nahi mile gi to woh namaz parhein ge likin choco ke lye :think: kyu ke unhe itni samajh nahi hoti ke kia sahi he or kia ghalat... :fly:

      bache sab ke equal hote hein koi discrimination nahi hoti :tunn: sab ka dil karta he jhulay jhulein
      sab ka dil karta he chocoz khayein

      sab ka dil karta he ludo khelein ..cartoon dekhein :fly: titliyan pakrein..jugnu ki light ke peche bhagein :fly:

      un buzurg se puchna tha ap apne bachpan mein yani koi 5 ya 6 saal ki umr me kia sirf musalman bachon ke sath khelte the? :mm:

      Comment

      • #4
        Re: **Food For Thought....!

        [quote=ummid;1128091

        [FONT=Times New Roman]
        Asalamaalaikum
        [/FONT]

        waalikum asslam

        Insaan ko kub tak Mazhab.... zaat.... rutbe.....Nasal.... etc etc mein tola jaayega...?

        qareen qayaas hai k jab tak dunia baqi hai...zaroori nahi k meri raye se mutfiq hua jaye /hmmm

        or yeh bhi batayen ke aise buzrgo ka kya kiya jaaye.....???

        kuch na karna bibi wrna kaafir k baad koi aur tag b lag jaye ga :lol

        pata nahi humari jarein kamzor hai ya hum log khud....?

        hum kamzor nae hain..shyd bana diye jatay hain:think:

        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

        Comment

        • #5
          Re: **Food For Thought....!

          Originally posted by ummid View Post
          Asalamaalaikum

          "kya hume sirf MUSLIM baccho ke liye hi kaam karna chahiye sirf is liye ke hum MUSLIM hai.... ??"

          "kya hume sirf unhi baccho ki basic needs puri karni chahiye jo MUSLIM hai??"

          kisi bacche ki ya kisi family ki basic need puri karte waqt us ka mazhab dekhna kya zaroori hai???

          Insaan ko kub tak Mazhab.... zaat.... rutbe.....Nasal.... etc etc mein tola jaayega...? or yeh bhi batayen ke aise buzrgo ka kya kiya jaaye.....??? pata nahi humari jarein kamzor hai ya hum log khud....?
          waleikum assalam :haey:

          nahin.....nahin aur nahin.

          bache hi kya koi bhi insaan ho takleef mein ho to uski madad karni chahiye k hai to woh insaan.humare mazhab mein kahan kaha gaya hai k sirf muslims ki madad karni chahiye,,sirf unke saath ache ikhlaaq se pesh aana chahiye.

          jaise k sarah ne kaha yeh silsila to khatam hone wala nai lagta.
          aise buzurgon ko waqei kya kaha jaye :donno: yeh hum khud hi hain in chakron mein uljhe hue :tauba

          Comment

          • #6
            Re: **Food For Thought....!

            Bache to masoom hote hain un ke liye agar hum karte hain to mazahab ka farq kiyon, ye buzrag logon ko to sarahana chahiye, tareef karni chahiye na ke hamare dilon main kadurwat dalni chahiye, kaam to kaam hota hai is main mazhab ka kaya sawaal

            Comment

            • #7
              Re: **Food For Thought....!

              Originally posted by ummid View Post
              Asalamaalaikum

              hope you all are doing fine shine...

              hmmm...I work with childrenz......

              per recently ek buzrgwaar se mulaqat hoi..... bari si daarhi and all.... un se mulaqat yun hi hogai... woh ek alag kahani hai.... baat asal wahan bigri jub unho ne hum se poocha: "tum kin baccho ke saath kaam karti hai??"
              I said: "hum baccho ke saath hi kaam karte hain.... " (go ke me ko sumjh aa gai thi woh kya pooch rahe hain372-shed)
              than he said: "bacchi tum sumjhi nahi.... mera matlab kaun se mazhab ke bacche hain?"
              me ne kaha: "Mazhab??? baccho ka...? hum sirf baccho ke saath kaam karte hai... hindu baccha, Muslim baccha and all in sub ke saath kaam nahi karte.."
              phir unho ne ek lambi sans li or hume sumjhane lage na jaane kya kya... or phir ek lambi behas hoi... un ke kai sawal... or humare kai jawab.... (jin ke baad hume "kaafir" jaise seeghe se nawaza gaya)
              ab sawal yahan yeh hai ke "kya hume sirf MUSLIM baccho ke liye hi kaam karna chahiye sirf is liye ke hum MUSLIM hai.... ??"

              "kya hume sirf unhi baccho ki basic needs puri karni chahiye jo MUSLIM hai??"
              aise bauaht se sawal humare liye akser khare hote rehte hain???

              kisi bacche ki ya kisi family ki basic need puri karte waqt us ka mazhab dekhna kya zaroori hai???

              Insaan ko kub tak Mazhab.... zaat.... rutbe.....Nasal.... etc etc mein tola jaayega...? or yeh bhi batayen ke aise buzrgo ka kya kiya jaaye.....??? pata nahi humari jarein kamzor hai ya hum log khud....?

              seriously confused....:think:

              Topic bohat acha he "Food for Thoughts". Itnay achay topics kese sooch leti ho :hairdrayer:

              Coming to the point. Aap ki sooch achi he ke aap buchon ke saath kaam kerti hein. Meri recommendation he ke aap unhein buchon ke saath kaam karein aur un bazurg ke saath kaam na karein :think:Aap samaj he gai hoon gi mera point of view
              :thmbup:

              Comment

              Working...
              X