Asalamaalaikum
hope you all are doing fine shine...
hmmm...I work with childrenz......
per recently ek buzrgwaar se mulaqat hoi..... bari si daarhi and all.... un se mulaqat yun hi hogai... woh ek alag kahani hai.... baat asal wahan bigri jub unho ne hum se poocha: "tum kin baccho ke saath kaam karti hai??"
I said: "hum baccho ke saath hi kaam karte hain.... " (go ke me ko sumjh aa gai thi woh kya pooch rahe hain372-shed)
than he said: "bacchi tum sumjhi nahi.... mera matlab kaun se mazhab ke bacche hain?"
me ne kaha: "Mazhab??? baccho ka...? hum sirf baccho ke saath kaam karte hai... hindu baccha, Muslim baccha and all in sub ke saath kaam nahi karte.."
phir unho ne ek lambi sans li or hume sumjhane lage na jaane kya kya... or phir ek lambi behas hoi... un ke kai sawal... or humare kai jawab.... (jin ke baad hume "kaafir" jaise seeghe se nawaza gaya)
ab sawal yahan yeh hai ke "kya hume sirf MUSLIM baccho ke liye hi kaam karna chahiye sirf is liye ke hum MUSLIM hai.... ??"
"kya hume sirf unhi baccho ki basic needs puri karni chahiye jo MUSLIM hai??"
aise bauaht se sawal humare liye akser khare hote rehte hain???
kisi bacche ki ya kisi family ki basic need puri karte waqt us ka mazhab dekhna kya zaroori hai???
Insaan ko kub tak Mazhab.... zaat.... rutbe.....Nasal.... etc etc mein tola jaayega...? or yeh bhi batayen ke aise buzrgo ka kya kiya jaaye.....??? pata nahi humari jarein kamzor hai ya hum log khud....?
seriously confused....:think:

Comment