Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Kisi ke chale jane se...

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Kisi ke chale jane se...

    Originally posted by saraah View Post
    waalikum asslam

    mmmmmmmmmm............... kisi bohat apnay ki mout aapki zindagi me ek barra kirdar ada krti hai,aap sar ta paa badal sktay ho,... bohat mumkin hai kuch log na b badltay hon.:donno:

    aur wese kisi ka juda hona.... iss se b faraq parrta hai...magar zindagi nae rukti...infact zindagi ruk nae sakti...iska bahao bohat tez hai... aur jin k liye ruk jaye ...shyd wo nakam ho jatay hain... :rose
    :thmbup:
    waleikum assalam
    mera bhi yehi jawaab hai.waqt sab se bara marham hota hai.kuch der k liye zindagi ruk bhi jaye to phir maamool pe aane lagti hai.aur jo maazi mein jeete hain woh kabhi aage nahin barh sakte.agar woh isi baat ko le kar bethe rahe isi ka maatam karta rahe to mere kheyal mein yeh nashukri ho gi aur doosri bohot si naimaton aur khushiyon ki jo Allah ne use di.

    Comment

    • #17
      Re: Kisi ke chale jane se...

      walaikum salam mano,

      maut tau barhaq hai. iss liye jaaney walon ko miss zaroor kertey ho lekin sabr aa jata hai shayad ye aik qudrati si baat hai .... :rose

      Aur friends ki misaal li jaye tau wo bhi aap ki zindagi mey log atey hein aur jatey hein, zindagi chalti rahti hai aap ko bhi aur log mil jatey hein aur un ko bhi :-)

      Merey tau her aye din dost bichar jatey hein, koi kidher chala jata hai koi kidher.... her baar mey sochti hun k bas ab kisi k bhi itna kareeb nahi hona k phir itna rona perhey her baar :lol lekin phir khud bakhud dostiyan ho jati hein.... lekin ye hai k un k sath in touch zaroor rahti hun .... kuch aeysey dost bhi hien jin sey 10-12 saalon sey nahi mili magar lekin un sey bat hoti hai phone pe, through internet .... Alhumdulillah
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment

      • #18
        Re: Kisi ke chale jane se...

        Originally posted by mano_billi View Post
        likin kisi apne ki maut se ap ki zindagi par gehra asar bhee to parta he na .. or specially ye soch kar ke woh shakhs ap ke samne kabhi nahi aye ga dubara :donno: kia tab bhee zindagi guzarna asaan hota he?

        bilkul parrta hai..... lakin zindagi apnay aap me mout se zayda taqatwar nae lagti kya :)..ghaseetay chali jati hai banday ko apnay sath....:ANYWORDnice
        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

        Comment

        • #19
          Re: Kisi ke chale jane se...

          Originally posted by Xai View Post
          walaikum salam mano,

          maut tau barhaq hai. iss liye jaaney walon ko miss zaroor kertey ho lekin sabr aa jata hai shayad ye aik qudrati si baat hai .... :rose

          Aur friends ki misaal li jaye tau wo bhi aap ki zindagi mey log atey hein aur jatey hein, zindagi chalti rahti hai aap ko bhi aur log mil jatey hein aur un ko bhi :-)

          Merey tau her aye din dost bichar jatey hein, koi kidher chala jata hai koi kidher.... her baar mey sochti hun k bas ab kisi k bhi itna kareeb nahi hona k phir itna rona perhey her baar :lol lekin phir khud bakhud dostiyan ho jati hein.... lekin ye hai k un k sath in touch zaroor rahti hun .... kuch aeysey dost bhi hien jin sey 10-12 saalon sey nahi mili magar lekin un sey bat hoti hai phone pe, through internet .... Alhumdulillah
          good he

          Originally posted by saraah View Post
          bilkul parrta hai..... lakin zindagi apnay aap me mout se zayda taqatwar nae lagti kya :)..ghaseetay chali jati hai banday ko apnay sath....:ANYWORDnice
          ye bhee sahi he

          Comment

          • #20
            Re: Kisi ke chale jane se...

            Originally posted by Xai View Post
            walaikum salam mano,

            maut tau barhaq hai. iss liye jaaney walon ko miss zaroor kertey ho lekin sabr aa jata hai shayad ye aik qudrati si baat hai .... :rose
            sahi kaha dear:thmbup:ye aik qudratii amar hay k sabr aa hee jata hay , Allah tala nay nizaam hee aissa tarteeb de rakha hay , sbr na aey to koi bhi apnay pyaroN k bagher jee nahin paaey , lekin waqt k saath sambhal jaatay hain :)

            Merey tau her aye din dost bichar jatey hein, koi kidher chala jata hai koi kidher.... her baar mey sochti hun k bas ab kisi k bhi itna kareeb nahi hona k phir itna rona perhey her baar :lol lekin phir khud bakhud dostiyan ho jati hein....
            :lol hamesha me bhi yehee sochty hun 372-shockper amal kabhi nahin kar sakii
            Last edited by Eshaa Chaudhry; 29 July 2009, 19:42.
            sigpic

            Comment

            • #21
              Re: Kisi ke chale jane se...

              Originally posted by mano_billi View Post
              Asalam o alaikum :lpop:

              my question : 372-shock

              to kia kisi ke chale janay se is duniya se ya ap ki zindagi se ...
              zindagi ruk jati he? 372-scare

              waiting for ur replies 372-shock
              wa Alaikum assalam ,
              shona zindagi rukti nahin haan lekin aik khala aik kami see zarur reh jatee hay us shakhs kii .............................., jab koi aisee baat ho to us waqt lagta to yehee hay sab ko k jessay rukk jaey gee zindagi , lekin wo ruktii nahin as saraah said k uska bahao bht tez hay :)
              sigpic

              Comment

              • #22
                Re: Kisi ke chale jane se...

                Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                sahi kaha dear:thmbup:ye aik qudratii amar hay k sabr aa hee jata hay , Allah tala nay nizaam hee aissa tarteeb de rakha hay , sbr na aey to koi bhi apnay pyaroN k bagher jee nahin paaey , lekin waqt k saath sambhal jaatay hain :)

                :lol hamesha me bhi yehee sochty hun 372-shockper amal kabhi nahin kar sakii
                mein bhee har baar yahi kehti hu ab sambhal kar rahu gi itni zada dosti barhau gi hi nahi :lol phir wasi hojati hu :lol

                Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                wa Alaikum assalam ,
                shona zindagi rukti nahin haan lekin aik khala aik kami see zarur reh jatee hay us shakhs kii .............................., jab koi aisee baat ho to us waqt lagta to yehee hay sab ko k jessay rukk jaey gee zindagi , lekin wo ruktii nahin as saraah said k uska bahao bht tez hay :)
                :hug: sahi kaha esha de ... zindagi kisi ke lye nahi rukti ..rayt ki tarah hathon se nikalti jati he

                Comment

                • #23
                  Re: Kisi ke chale jane se...

                  Originally posted by mano_billi View Post
                  Asalam o alaikum :lpop:

                  nahi aisi wasi koi baat nahi he :na: woh to me bas soch rahi thi bethe bethe :lpop:

                  ap ki zindagi me baaht se log atay hein or baht se log jatay hein...jo atay hein woh ap ki zindagi me kuch dayr ke lye rukte bhe hein...
                  or ap ke dil pe apne qadmon ke nishan bhee chor jatay hein...

                  likin sab ko hi aik na aik din jana he... :donno: koi humesha ke lye nahi ruk sakta :na:

                  my question : 372-shock

                  to kia kisi ke chale janay se is duniya se ya ap ki zindagi se ...
                  zindagi ruk jati he? 372-scare

                  waiting for ur replies 372-shock
                  jab koi chala jata hai to zindgee weeran ho jati hai, sunsaan ho jati hai, hairaan ho jati hai, pareshan ho jati hai, nadaan ho jati hai, qabrustaan ho jati hai, guldaan ho jati hai, qurbaan ho jati hai
                  That's Enough...!!

                  Comment

                  • #24
                    Re: Kisi ke chale jane se...

                    Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post

                    372-scare372-scare372-scare
                    sigpic

                    Comment

                    • #25
                      Re: Kisi ke chale jane se...

                      Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                      372-scare372-scare372-scare
                      yeh in logoN kay serious threads kuch ziadah he hogaiy haiN 372-shed elaaj karna paRay ga :lpop:
                      That's Enough...!!

                      Comment

                      • #26
                        Re: Kisi ke chale jane se...

                        Walikum Assalaam

                        Zindagi nahi rukhti kisi k chaley janey se chahey duniya se ya zindagi se aap ki zindagi chalti rehti hai wo alag baat hai k koi bhool jata hai aur koi roo kar aur yado mai kho kar apni zindagi guzar deyta hai khas kar un logo k janey se jo aap k dil k bohot hi qareeb hoon aur aap un ko apna sab kuch mante ho. un k jane se hansi mai bhi ghum hota hai.

                        Comment

                        • #27
                          Re: Kisi ke chale jane se...

                          Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                          jab koi chala jata hai to zindgee weeran ho jati hai, sunsaan ho jati hai, hairaan ho jati hai, pareshan ho jati hai, nadaan ho jati hai, qabrustaan ho jati hai, guldaan ho jati hai, qurbaan ho jati hai

                          Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                          yeh in logoN kay serious threads kuch ziadah he hogaiy haiN 372-shed elaaj karna paRay ga :lpop:
                          mamaaaaa

                          :bhago:

                          Comment

                          • #28
                            Re: Kisi ke chale jane se...

                            Originally posted by Aanchal View Post
                            zindai rukti to nahi kisi kay janay say ...lekan har aik ki apni jaga hoti hai insaan miss zaror karta hai :rose
                            Liar Liar Liar
                            That's Enough...!!

                            Comment

                            • #29
                              Re: Kisi ke chale jane se...

                              Originally posted by umeed ki kiran View Post
                              Walikum Assalaam

                              Zindagi nahi rukhti kisi k chaley janey se chahey duniya se ya zindagi se aap ki zindagi chalti rehti hai wo alag baat hai k koi bhool jata hai aur koi roo kar aur yado mai kho kar apni zindagi guzar deyta hai khas kar un logo k janey se jo aap k dil k bohot hi qareeb hoon aur aap un ko apna sab kuch mante ho. un k jane se hansi mai bhi ghum hota hai.
                              hmm sahi kaha

                              Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                              Liar Liar Liar
                              u ke nikkay MSA ko chuhay chuk ke legaye hein :tunn:
                              Roger

                              Comment

                              • #30
                                Re: Kisi ke chale jane se...

                                Originally posted by mano_billi View Post
                                u ke nikkay MSA ko chuhay chuk ke legaye hein :tunn:
                                Roger

                                Mission Accomplished

                                Comment

                                Working...
                                X