Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Kisi ke chale jane se...
Collapse
X
-
Re: Kisi ke chale jane se...
Originally posted by mano_billi View PostAsalam o alaikum :lpop:
nahi aisi wasi koi baat nahi he :na: woh to me bas soch rahi thi bethe bethe :lpop:
ap ki zindagi me baaht se log atay hein or baht se log jatay hein...jo atay hein woh ap ki zindagi me kuch dayr ke lye rukte bhe hein...
or ap ke dil pe apne qadmon ke nishan bhee chor jatay hein...
likin sab ko hi aik na aik din jana he... :donno: koi humesha ke lye nahi ruk sakta :na:
my question : 372-shock
to kia kisi ke chale janay se is duniya se ya ap ki zindagi se ...
zindagi ruk jati he? 372-scare
waiting for ur replies 372-shock
Kehtay hain kay jab insan par mout aati hai to us ko wo wakt shaam ka lagta hai.us wakt wo sochta hai kay main nay dunya main kitna wakt guzara aur khud hi jawab bhi deta hai kay shayad aik din yaa is say bhi kam.
Azizon kay bichar janay ka dukh hota hai lekin yeh bhi us wakt zehan main rakhna chahiye kay aik din syedna Izrael eleh salam nay hamari jaan bhi nikalni hai.sigpic
Comment
-
Re: Kisi ke chale jane se...
Am agree wid saarha sis, kuch din pehle main b yehi sochti thi, ke pata nahi kaya ho ga, zindagi kese guzre gi, shayad main khud ko is sehar se bahar he nikaal sakti. Agar kuch changes meri life main na aatin.. Awr maine ye b deikha ke jin logon ke peeche khud ko barbad behaal kar lete hain ,wo to apni life main khush o khuram hain unhain koi parwah nahi, awr yaar aaj kal ke is dour main koi kisi ki qadar nahi karta yaad kaya kare ga. Hanh hum jeise kuch pagal log hote hain jo dil se laga lete hain yaad ko...
Comment
-
Re: Kisi ke chale jane se...
Originally posted by naveed iqbal View Postw/salam
life ruk to nhi jati laken aik khela peda ho jata hy jo shaid kabhi pur nhi ho pataOriginally posted by Mirza Ghalib View Postkisi kay chalay janay say dunya rukk nahi jaati.baray baray aflatoon dunya main aye magar aakhir ko apnay asli mukam ki taraf lout gey, Nabio tak ko jana para.zindgi ki sab say talkh hakeekat mout hai jis ko ham tasleem nahi kartay.aur jo tasleem kar letay hain un kay liye zindgi bayma'ani ho jaati hai.
Kehtay hain kay jab insan par mout aati hai to us ko wo wakt shaam ka lagta hai.us wakt wo sochta hai kay main nay dunya main kitna wakt guzara aur khud hi jawab bhi deta hai kay shayad aik din yaa is say bhi kam.
Azizon kay bichar janay ka dukh hota hai lekin yeh bhi us wakt zehan main rakhna chahiye kay aik din syedna Izrael eleh salam nay hamari jaan bhi nikalni hai.
Originally posted by Sehar View PostAm agree wid saarha sis, kuch din pehle main b yehi sochti thi, ke pata nahi kaya ho ga, zindagi kese guzre gi, shayad main khud ko is sehar se bahar he nikaal sakti. Agar kuch changes meri life main na aatin.. Awr maine ye b deikha ke jin logon ke peeche khud ko barbad behaal kar lete hain ,wo to apni life main khush o khuram hain unhain koi parwah nahi, awr yaar aaj kal ke is dour main koi kisi ki qadar nahi karta yaad kaya kare ga. Hanh hum jeise kuch pagal log hote hain jo dil se laga lete hain yaad ko...Allah Pak sab ki muskurahatein qaym rakhein :dua
Comment
-
Re: Kisi ke chale jane se...
Walikum salam Khush rahye
Ji sahi kaa Log aty jaty rhaty hain or kisi ko bhi hamesha nahi rhana
han albata ye qadmon kay nishan wo bhi dil pay samj nahi ayi baat :P
Hmm Kisi kay bhi jany say zindagi nahi rukti hay :) Time kay saath saath sub normal ho jata hay na zindagi easy hi kisi say nahi ruk sakti
Comment
Comment