Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

app kiya kartay hain jub app ko gussa ata hai

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: app kiya kartay hain jub app ko gussa ata hai

    Originally posted by Masood
    Awwal to yeh keh mujhey ghussa bohat kam aata hai. Agar aaey bhi to bohat hi kam der ka hota hai. Merey akser qareebi log meri is baat sey shiddat sey chirrtey hain keh main ghusey mein muskraa raha hota hoon. Haan mujhey be'ja ziyadati ho to us per ghussa aata hai aur uska izhaar kar deta hoon. Agar meri ghalti ho to bohat jald ma'zrat kar leta hoon aur agar koi ma'zrat kar ley to ussey bohat jald moaf kar deta hoon ... hoon na achha bacha :D

    :tauba Tabhi to aap abhi tak barey nahi huwey :lol
    sigpic

    Comment


    • #17
      Re: app kiya kartay hain jub app ko gussa ata hai

      Originally posted by Saima Shaheen
      :tauba Tabhi to aap abhi tak barey nahi huwey :lol
      badey ho ker jo jo jo jo gham lagtey hain achha hai na keh hamein woh gham na lagein :D to ham bachey hi achhey :p
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • #18
        Re: app kiya kartay hain jub app ko gussa ata hai

        Originally posted by Hala
        :welcome: rehman ji:welcome: app itna time kahaa tii :lol


        gusaa ki baath chal rahi haii .... mujhay Allah ka shookar hai buht kam gusaa ataa haii ........control ki liyee koshish karti ho ka ..... khamoshi ikhteir karoo ....... :rose :)
        hala ji me official tour per karachi gaya howa tha.... 7 days karachi mein rahna para ..... :)
        wese hala jee me ko jab gussa aata hai tu me room kay doors aur windows close kar kay classical music per khatak dance karta hoon..... jab dance kar kar kay thak jata hoon tu meray gussa oter jata hai.....
        :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

        Comment


        • #19
          Re: app kiya kartay hain jub app ko gussa ata hai

          Originally posted by Spy009
          Mujhey jab gussa aata hai to agar raastey mein hota hoon, to bahut tez chalta hoon, aur bhid mein sab se aage nikal jaata hoon,

          dusra mujhey jab gussa aata hai to main bahut bahut khana khata hoon, dusrey ka bhi khana gussey se kha jaat hoon, agar khaney ke mez pe baitha hoon, kuchh log kha rahey hon, aur mujhey gussa already a chuka rahta hai to main sab ka khana kha jaat hoon,

          Pata nahin wo saara khana kahan jata hai
          matlab aap sara gussa khanay per nikaltay ho???
          :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

          Comment


          • #20
            Re: app kiya kartay hain jub app ko gussa ata hai

            Originally posted by Masood
            badey ho ker jo jo jo jo gham lagtey hain achha hai na keh hamein woh gham na lagein :D to ham bachey hi achhey :p

            Tabhi mei kahoo aap ke bachpan ki rasm pichley dino kiu poori ki gayi, ab pata chala :lol
            sigpic

            Comment


            • #21
              Re: app kiya kartay hain jub app ko gussa ata hai

              Originally posted by Saima Shaheen
              Tabhi mei kahoo aap ke bachpan ki rasm pichley dino kiu poori ki gayi, ab pata chala :lol
              :lol :lol aap ko kaha tha na keh us rasm mein shirkat mat karna - ab main kya kar sakta hoon - bhughtein baith kar :kr: :kr:
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • #22
                Re: app kiya kartay hain jub app ko gussa ata hai

                Main ne kab shirkat ki thi yeh to ourti ourti khabar pohanch gayi hum tak :eye: :lol ..........wese kya khayal hai sab ki rayeh li jayeh is rasm per :mm: :p
                sigpic

                Comment


                • #23
                  Re: app kiya kartay hain jub app ko gussa ata hai

                  Originally posted by Saima Shaheen
                  Main ne kab shirkat ki thi yeh to ourti ourti khabar pohanch gayi hum tak :eye: :lol ..........wese kya khayal hai sab ki rayeh li jayeh is rasm per :mm: :p
                  Is mein raaey leney wali kaun si baat hai? Jo hukm hai woh to poora karna chahiye na.

                  Waisey aap ab mukkar rahi hain, aap ko yaad hona chahiye main ney shart rakhi thi keh jab tak aap jalwa'afroz nahin ho gi main nahin karoon ga :khi: aap mehman-e-khasoosi thi
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • #24
                    Re: app kiya kartay hain jub app ko gussa ata hai

                    Yeh to sarasar jhoot hai, mei to shamil hi nahi ho payi thi is rasm mei, lagta ahi aap ne kisi aur ko saima samajh ker kerwa liya kaam apna :kr:
                    sigpic

                    Comment


                    • #25
                      Re: app kiya kartay hain jub app ko gussa ata hai

                      Originally posted by Saima Shaheen
                      Yeh to sarasar jhoot hai, mei to shamil hi nahi ho payi thi is rasm mei, lagta ahi aap ne kisi aur ko saima samajh ker kerwa liya kaam apna :kr:
                      nahin madam main itna bhulakarr nahin hoon jitni aap ho - mujhey achhi tarha yaad hai keh aap hi aaein thin, sehmi sehmi, ruki ruki, dheerey dheerey aur phir yakdam chhup gaee thin aik satoon key peechhey - yaad karo na :wk
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • #26
                        Re: app kiya kartay hain jub app ko gussa ata hai

                        Originally posted by Masood
                        nahin madam main itna bhulakarr nahin hoon jitni aap ho - mujhey achhi tarha yaad hai keh aap hi aaein thin, sehmi sehmi, ruki ruki, dheerey dheerey aur phir yakdam chhup gaee thin aik satoon key peechhey - yaad karo na :wk

                        yeh to aisa lagta hai ke aap kisi film ka scene btaa rahey ho :cc:
                        sigpic

                        Comment


                        • #27
                          Re: app kiya kartay hain jub app ko gussa ata hai

                          Originally posted by Saima Shaheen
                          yeh to aisa lagta hai ke aap kisi film ka scene btaa rahey ho :cc:
                          Ho sakta hai us mein ham hi they :D aur yeh rasm bhi wahin thi, magar main filmein nahin dekhta - lehaza merey liye to haqeeqat hi tha. Khawabon mein to larkiyaan rehti hain :zuban:
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • #28
                            Re: app kiya kartay hain jub app ko gussa ata hai

                            Originally posted by Masood
                            Ho sakta hai us mein ham hi they :D aur yeh rasm bhi wahin thi, magar main filmein nahin dekhta - lehaza merey liye to haqeeqat hi tha. Khawabon mein to larkiyaan rehti hain :zuban:

                            Masoom jo hoti hain :zuban:
                            sigpic

                            Comment


                            • #29
                              Re: app kiya kartay hain jub app ko gussa ata hai

                              Originally posted by Saima Shaheen
                              Masoom jo hoti hain :zuban:
                              is masoomiyat par mar janey ko dil karta hai :zuban:
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • #30
                                Re: app kiya kartay hain jub app ko gussa ata hai

                                Originally posted by Masood
                                is masoomiyat par mar janey ko dil karta hai :zuban:

                                Kiu bilawaja marr ker masoom logo kp badnaam kertey ho :zuban:
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X