Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

app kiya kartay hain jub app ko gussa ata hai

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • app kiya kartay hain jub app ko gussa ata hai

    hey Friends here u have to tell

    app kiya kartay hain jub app ko gussa ata hai...

    :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

  • #2
    Re: app kiya kartay hain jub app ko gussa ata hai

    Originally posted by rehman
    hey Friends here u have to tell

    app kiya kartay hain jub app ko gussa ata hai...

    Hi,
    Main Gussa control karnay ki koshish karta hoon. aur ager kisi kay sat galat baat kardoon to mafi mang leta hoon.
    ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

    Comment


    • #3
      Re: app kiya kartay hain jub app ko gussa ata hai

      me ghuse me serf ghusa hi karti hun bas:fuming:

      Comment


      • #4
        Re: app kiya kartay hain jub app ko gussa ata hai

        may gussay may thora saber aur thora gussa kerti hun

        Comment


        • #5
          Re: app kiya kartay hain jub app ko gussa ata hai

          Mujhay ghussa na honay k barabar aata hay,bila wajha kabhi bhi nahi aata... aur kabhi aa'jaey to main bilkul khamosh ho jati hun :shh: khana nahi khati :lol aur pani tak nahi peeti :lol aur khud ko itna busy kar leti hun k kisi ko pata bhi na chalnay deti k main ghussay main hun :lol khud hi khud ko samjha k again hansi khushi ho jati hun..:lol
          :roseENIGMA:rose

          Comment


          • #6
            Re: app kiya kartay hain jub app ko gussa ata hai

            Originally posted by D@y W@lk3r
            Hi,
            Main Gussa control karnay ki koshish karta hoon. aur ager kisi kay sat galat baat kardoon to mafi mang leta hoon.
            yeh bhi achi habbit..... :)
            :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

            Comment


            • #7
              Re: app kiya kartay hain jub app ko gussa ata hai

              Originally posted by shy
              me ghuse me serf ghusa hi karti hun bas:fuming:
              sahi kaha wese bhi eik waqt mein eik kaam karna chahiye.... :)
              :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

              Comment


              • #8
                Re: app kiya kartay hain jub app ko gussa ata hai

                Originally posted by Rabi
                may gussay may thora saber aur thora gussa kerti hun
                matlab thora khata thora meetha.... :)
                :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

                Comment


                • #9
                  Re: app kiya kartay hain jub app ko gussa ata hai

                  Originally posted by hayaa_n
                  Mujhay ghussa na honay k barabar aata hay,bila wajha kabhi bhi nahi aata... aur kabhi aa'jaey to main bilkul khamosh ho jati hun :shh: khana nahi khati :lol aur pani tak nahi peeti :lol aur khud ko itna busy kar leti hun k kisi ko pata bhi na chalnay deti k main ghussay main hun :lol khud hi khud ko samjha k again hansi khushi ho jati hun..:lol
                  bahadur vo hota hai jo apnay gussay per control karey..... :) lakin kabhi kabhi iss tarah kay gussay ko dabana bhi acha nahi hota.... insaan mein inferiortity complex paida hota.... :)
                  :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

                  Comment


                  • #10
                    Re: app kiya kartay hain jub app ko gussa ata hai

                    Originally posted by rehman
                    bahadur vo hota hai jo apnay gussay per control karey..... :) lakin kabhi kabhi iss tarah kay gussay ko dabana bhi acha nahi hota.... insaan mein inferiortity complex paida hota.... :)
                    Main aisa hi mizaj rakhti hun zara nahi pasand k apni koi bhi feelings share karun, sadness aur ghussa kabhi share karna pasand nahi karti.. kuch batain jo k munasib samjti hun share karti hun,jo munasib nahi lagte'n share nahi karti...:alhamd: kisi bhi qisim k complex say itni hi door hun jitni door sachaai say jhoot hay...
                    :roseENIGMA:rose

                    Comment


                    • #11
                      Re: app kiya kartay hain jub app ko gussa ata hai

                      :welcome: rehman ji:welcome: app itna time kahaa tii :lol


                      gusaa ki baath chal rahi haii .... mujhay Allah ka shookar hai buht kam gusaa ataa haii ........control ki liyee koshish karti ho ka ..... khamoshi ikhteir karoo ....... :rose :)
                      u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                      :pr:

                      Comment


                      • #12
                        Re: app kiya kartay hain jub app ko gussa ata hai

                        Mujhey jab gussa aata hai to agar raastey mein hota hoon, to bahut tez chalta hoon, aur bhid mein sab se aage nikal jaata hoon,

                        dusra mujhey jab gussa aata hai to main bahut bahut khana khata hoon, dusrey ka bhi khana gussey se kha jaat hoon, agar khaney ke mez pe baitha hoon, kuchh log kha rahey hon, aur mujhey gussa already a chuka rahta hai to main sab ka khana kha jaat hoon,

                        Pata nahin wo saara khana kahan jata hai
                        Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                        Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                        Comment


                        • #13
                          Re: app kiya kartay hain jub app ko gussa ata hai

                          Ager koi choti waja ho ji sper mujhe gussa aayeh to jis ki waja se aayeh ous se khoob jhagar leti hoon :hathora gussa khatam ho jata hai.

                          Ager koi buhut serious baat ho aur buhut zada gussa aayeh to chup ho jati hoon, jis ki waja se aayeh ous se baat nahi kerti aur ous se door rehti hoon, balkey humesha k liyeh dour ho jati hoon.
                          sigpic

                          Comment


                          • #14
                            Re: app kiya kartay hain jub app ko gussa ata hai

                            Originally posted by Spy009
                            Mujhey jab gussa aata hai to agar raastey mein hota hoon, to bahut tez chalta hoon, aur bhid mein sab se aage nikal jaata hoon,

                            dusra mujhey jab gussa aata hai to main bahut bahut khana khata hoon, dusrey ka bhi khana gussey se kha jaat hoon, agar khaney ke mez pe baitha hoon, kuchh log kha rahey hon, aur mujhey gussa already a chuka rahta hai to main sab ka khana kha jaat hoon,

                            Pata nahin wo saara khana kahan jata hai

                            Wo aap ke gussey main jal jata hai .....
                            sigpic

                            Comment


                            • #15
                              Re: app kiya kartay hain jub app ko gussa ata hai

                              Awwal to yeh keh mujhey ghussa bohat kam aata hai. Agar aaey bhi to bohat hi kam der ka hota hai. Merey akser qareebi log meri is baat sey shiddat sey chirrtey hain keh main ghusey mein muskraa raha hota hoon. Haan mujhey be'ja ziyadati ho to us per ghussa aata hai aur uska izhaar kar deta hoon. Agar meri ghalti ho to bohat jald ma'zrat kar leta hoon aur agar koi ma'zrat kar ley to ussey bohat jald moaf kar deta hoon ... hoon na achha bacha :D
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment

                              Working...