Re: ek masherwa chaye
ya ALLAHHHHHHHHHHHHH nheeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeee me ko 10 saal bad wiyah nhe nhe nhe kerna itne late masood bhai
Originally posted by Masood
View Post
Wa salaam aap ney auntiyon sey poochha hai na to phir wohi aap ko dein gi - sanu kii
-
-
-
-
-
-
chalo kujh dass hi detey hain aap bhi kya yaad karein gi keh kis sakhi bhaii sey pala parra tha kabhi :p - mashwra aur woh bhi mufto muft :p
Dekho bacha...
Is baat ka sab sey barra amal dakhal aap ki aaindah aaney wali zindagi sey hai. Aik zindagi aap ki yeh hai jo aap key apney waldein key haan basar ho rahi hai - in ka kaam hai keh aap ki behtar taleem-o-tarbyiat karein - lekin jab baat taleem ki aati hai to kuchh batein zehn mein rakhni zaroori hai...
ap k masherway ka bohat bohat thanku aur g me ki ama ko bohat shoq hia k main agay bohat zayda perhon aur ALLAH ka ihsaan hain k humri family main koi rekawaet nhe hain hain taleem ko ly ker to bilkol nhe hain shadi k bad main lekriyan perh rahi hain
Jaisa keh ilm kyun hasil kiya jaa raha hai? Kya is sey aap ney apni professional life shuru karni hai? Kya aap is liyey ilm hasil karna chahtey hain keh aap aik achhey insaan ban sakein aur muashrey ki oonch neech ko samajh sakein? Ya phir ilm mehaz is liyey hasil kiya jaa raha hai keh yeh bas aisa hai - sabhi kartey hain ham bhi karein gey - yani aik farz samajh ker??? Ya phir aap khud kuchh seekh ker doosron ko sikhana chahtey hain?? waghera....
main ny humsha sy yeh yeh souch rakhi k main apne mulk apne logon k kuch kaam a sakon yeh nhe k bus doelt ya job he keroon mger me ka dil kerta hain k main her bachy ko ilam don her insan sy kuch na kuch seekhon aur agay b seekhaon is k liya muje abi bohat bohat seekhna hain
Aap ko yeh bhi zehan mein rakhna hai keh hamarey haan aik riwaaj hai keh bachiyon ki taleem mukamil hotey hi unki shadi ka socha jata hai... main aap key ghar key halaat nahin janta - nahin janta keh aap ki walidah kahan tak soch rahi hain, yeh bhi shayid maloom nahin keh aap ki nisbat kahan ho...
nhe humry haan yeh rawaj nhe hain humry haan bachiyon ki taleem aur us k bad un ko aschi terhan sy set ker k yani professiionally jeb wo koi field join ker leti hain teb shadi ho jati hain is liya kisi ko jeldi nhe hoti siway me k
mumkin hai keh aap ki nisbat jahan ho, woh log larkiyon ki job key haq mein na hon, magar unhein is baat sey gharz ho keh larki parhi likhi hai..
yeh seb sy wada jhot ay kiyon aj tak jitne b proposal aayain yeh he first requriment the k lekri job kerti hon main nh janti aysa kiyon mger main ny kabi job k bare main soucha he nhe tha aur na he shadi k bad me ko job krna passand hain per aj kal k logo ki yeh latest demand hain lerki job wali ho
Ab parha likha hona bohat sari baton per mushtamil hai - sirf degrees ley leney sey insaan parha likha nahin ban jata... balkeh shaoor waqt key saath aata hai aur uskey liyey insaniyat ka muta'lea zaroori hai. Iskey liye koi zaroori nahin keh aap barri barri degrees hi hasil karein...
bhyshuk
Aap ki walidah ney jo mashwra diya hai, woh yaq
inan is liyey achha hai keh woh aap ka mustaqbil kisi aisey shoabey mein dekh rahi hain jiska ta'aluq ilm waghera sey ho. Taleem ka shoaba bohat moatbar hai - jo log issey profession nahin samajhtey woh ghalti par hain - ilm seekhna aur sikhana dono sey profession key zimrey mein aatey hain aur ilm sikhaney per ujrat lena koi mayoob baat nahin...
Darj-e-bala baton ko zehn mein rakh ker pehley aap apney aap sey aur phir apni walidah mohtarma sey apney mustaqbil ka tayyun kijiyey keh aap aaindah 10 saal, 20 saal ya jab bhi aap azdawagi zindagi mein aaein, kahan hongi, ya ho sakti hain - iska us taleemi line per bohat gehra asar hai jo aap chunein gi :)

Comment