Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Kal Raat...
Collapse
X
-
Re: Kal Raat...
Originally posted by munda_sialkoty View Postend mein bhi nahi dekhna tha, avein pakistani team per ehsaan kia end pe dekh kerاللھم صلی علٰی Ù…Øمد وعلٰی آل Ù…Øمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک Øمید مجید۔
اللھم بارک علٰی Ù…Øمد وعلٰی آل Ù…Øمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک Øمید مجید۔
Comment
-
Re: Kal Raat...
Originally posted by musaddaq View PostAOA,
Kal match se pehle main ne apni ammi ko manaya keh hum sab dua ker raha hian to jab pakistan jeet jaye ga:insha: to aap hum sab ko icecream khilane le keh jain gi, phir jaise he pakistan :alhamd:Jeeta main ammi logon ko le keh icecream parlour gaya, jate hau abhi roads ep itna rush hona start nahi hua tha, lakin wapsi pe hum ne socha keh thora bohat ghooma jaye or dekha jaye keh log kaise celebrate ker raha hain, to canal road pe punjab university keh hostels keh saath canal ko dono taraf se students ne block kiya hau tha or road keh ooper dhol ki thaap pe bhangre chal raha tha or victory sign bhi banaya hau tha, traffic ki lambi lines lagi hui thin lakin koi bhi irritated nahi tha jaise traffic jam main normally hota hia and time was around 1 in nite,
aakhir koi 20 min keh baad hum log waha se nikal he gaya phir hum log laxmi chowk gaya to wahan bhi main chowk mian fire works chal raha tha or raat keh koi 2 baj raha tha lakin log jaag raha tha or khushi mana raha tha.
yeh sab dekh keh bohat khushi hui or kafi arse keh baad hamari nation ek baar ek saath bohat khush hui,
Allah Talah hamair nation ko aise he khushian ata fermaye or jo aaj kal mushkilain hain qom pe woh bhi khatam hon, Ameen:dua
last world cup maine nahi dehka tha.. lekin iss baar Pehle din se mujhe yaqeen tha ke inshallah Pakistan jeete ga... aur dua bhi yehi kerahi thi.. :)
allah kere pakistan mai humesha aman rahe aur issi tarah mil ker humari qoum khusiya manaaye. amin
Comment
-
Re: Kal Raat...
Originally posted by musaddaq View PostAOA,
Ameen:dua
Sum Aameen
Ufff kal raat to yahan toronto bhi dekhnay wala tha teddyteddyyahan " Gerrard Street" k naam se aik street bht mash'hjoor hay , jahan indian pakistani her kisam ki cheez milay gee aapko :dance::dance:(chaat papri, kulchay , kulfiyan etc etc )....hum log bhi raat wahan gaey thay 12, 15 log ikathhay ho kar .....N It was soooooooooooooooo wonderful n jaannnu :hug: k sab pakistani wahan jama huey thay gariyon pe Flags lagaey huey larkay larkiyan gariyon k door kholay flag ko hathoN may liey halla macha rahay thay .....horns baja rahay thay khushi se cheekh cheekh k mubarakbaad de rahay thay ...bhangray daal rahay thay.........:dance2::dance2:.....larkay larkiyon nay green t shirts n white pants pehni huey thin ...hath pairon pe paint kiey itnayy cool lag rahay thay........full volume may patriotic songs lagay huey thay shops per :eye::eye::eye:
ird gird k goray ( i mean native log ) aa aa k dekh rahay thay k aaj pakistaniyon ko kya ho gaya372-haha372-haha mubarakein de rahay thay wo log bhi.....iteddyteddy
mann bht khush huaa kal bht bht ziada teddyteddy
aur yehee khyaal aaya k hum log jo yahan bht kamm hain to hum logon nay aik bharpoor halla macha diya hay to ..pakistan mein to is say bhi berh k khushiyan hon gee :eye:
Allah taala humaray mulk ka waqar sada bulnd rakhay Aameen :duasigpic
Comment
-
-
Re: Kal Raat...
Originally posted by Fairy View Postaj ka samachar khatam howa372-haha372-haha372-hahamusadaqay ya tu news mai bhi dekha rhay thay tum ya batao tum nay kitnay bhangray dal kar apna wazan kam kia
or tum ne to suna hai keh apne ghar keh saamne gerha daal diya hian kuud kuud keh372-haha
Comment
Comment