Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Kal Raat...

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Kal Raat...

    AOA,
    Kal match se pehle main ne apni ammi ko manaya keh hum sab dua ker raha hian to jab pakistan jeet jaye ga:insha: to aap hum sab ko icecream khilane le keh jain gi, phir jaise he pakistan :alhamd:Jeeta main ammi logon ko le keh icecream parlour gaya, jate hau abhi roads ep itna rush hona start nahi hua tha, lakin wapsi pe hum ne socha keh thora bohat ghooma jaye or dekha jaye keh log kaise celebrate ker raha hain, to canal road pe punjab university keh hostels keh saath canal ko dono taraf se students ne block kiya hau tha or road keh ooper dhol ki thaap pe bhangre chal raha tha or victory sign bhi banaya hau tha, traffic ki lambi lines lagi hui thin lakin koi bhi irritated nahi tha jaise traffic jam main normally hota hia and time was around 1 in nite,
    aakhir koi 20 min keh baad hum log waha se nikal he gaya phir hum log laxmi chowk gaya to wahan bhi main chowk mian fire works chal raha tha or raat keh koi 2 baj raha tha lakin log jaag raha tha or khushi mana raha tha.
    yeh sab dekh keh bohat khushi hui or kafi arse keh baad hamari nation ek baar ek saath bohat khush hui,
    Allah Talah hamair nation ko aise he khushian ata fermaye or jo aaj kal mushkilain hain qom pe woh bhi khatam hon, Ameen:dua

  • #2
    Re: Kal Raat...

    waalikum asslam

    yes u r right ek nayi rooh phooki gayi hai hamari qoum me lakin ALLAHse dua hai k hamarai qoum josh me hosh na kho diya kre...
    aur yeh b dua hai k hamarai khushiyon ko kisi ki nazar na lagay ..aamen.
    :rose
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

    Comment


    • #3
      Re: Kal Raat...

      Originally posted by saraah View Post
      waalikum asslam

      yes u r right ek nayi rooh phooki gayi hai hamari qoum me lakin ALLAHse dua hai k hamarai qoum josh me hosh na kho diya kre...
      aur yeh b dua hai k hamarai khushiyon ko kisi ki nazar na lagay ..aamen.
      :rose
      teddyyeah

      Comment


      • #4
        Re: Kal Raat...

        Originally posted by musaddaq View Post
        teddyyeah
        :ANYWORD7












        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

        Comment


        • #5
          Re: Kal Raat...

          sachi musaddaq bhai ... humari qaum khatam hi ho chuki thi tensions se... idhar dehshat gardi ka khatra to udhar mehngayi ne backbone torh rakhi he .. atta nahi milta ... bijli qismat se milti he :donno:

          kal baaaht arsay baad humari qaum ne aik saath celebrate kiya he... bachon se le ke burhon tak sab ne aik jaisi khushiyan manayee hein ... we are a proud nation :salam:


          duniya ke har corner me har pakistani khush tha

          Comment


          • #6
            Re: Kal Raat...

            Originally posted by musaddaq View Post
            AOA,
            Kal match se pehle main ne apni ammi ko manaya keh hum sab dua ker raha hian to jab pakistan jeet jaye ga:insha: to aap hum sab ko icecream khilane le keh jain gi, phir jaise he pakistan :alhamd:Jeeta main ammi logon ko le keh icecream parlour gaya, jate hau abhi roads ep itna rush hona start nahi hua tha, lakin wapsi pe hum ne socha keh thora bohat ghooma jaye or dekha jaye keh log kaise celebrate ker raha hain, to canal road pe punjab university keh hostels keh saath canal ko dono taraf se students ne block kiya hau tha or road keh ooper dhol ki thaap pe bhangre chal raha tha or victory sign bhi banaya hau tha, traffic ki lambi lines lagi hui thin lakin koi bhi irritated nahi tha jaise traffic jam main normally hota hia and time was around 1 in nite,
            aakhir koi 20 min keh baad hum log waha se nikal he gaya phir hum log laxmi chowk gaya to wahan bhi main chowk mian fire works chal raha tha or raat keh koi 2 baj raha tha lakin log jaag raha tha or khushi mana raha tha.
            yeh sab dekh keh bohat khushi hui or kafi arse keh baad hamari nation ek baar ek saath bohat khush hui,
            Allah Talah hamair nation ko aise he khushian ata fermaye or jo aaj kal mushkilain hain qom pe woh bhi khatam hon, Ameen:dua

            yaar tumhein gari se utar ker laxmi chowk pe luddiyan dalni chahiyein thein :D:
            :thmbup:

            Comment


            • #7
              Re: Kal Raat...

              wa lekum salam...

              ji...hamey b bahut khushi hoi

              Comment


              • #8
                Re: Kal Raat...

                wayse ek baat khaon k muje bohat dokh howa jeb jawan lerko aur lerkiyon ko sare aam yehn nachty howa dekha to soucha k humre khushi manay k indaaz b bilkol hindu jayse ho chaky hain na sharm na lehaz khushi k liya zarori neh hota k bangrey daly jain nacha jaye muje yeh ascha nhe laga baki haan pakistan ki jeetnay ki khushi to bohatttttttttttttttttttttttttttttttttttttttttttttt ttttttttttttt hain
                ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

                sigpic

                Comment


                • #9
                  Re: Kal Raat...

                  Originally posted by zoniash View Post
                  wayse ek baat khaon k muje bohat dokh howa jeb jawan lerko aur lerkiyon ko sare aam yehn nachty howa dekha to soucha k humre khushi manay k indaaz b bilkol hindu jayse ho chaky hain na sharm na lehaz khushi k liya zarori neh hota k bangrey daly jain nacha jaye muje yeh ascha nhe laga baki haan pakistan ki jeetnay ki khushi to bohatttttttttttttttttttttttttttttttttttttttttttttt ttttttttttttt hain
                  exactly :thmbup:
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #10
                    Re: Kal Raat...

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    exactly :thmbup:
                    :)
                    ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

                    sigpic

                    Comment


                    • #11
                      Re: Kal Raat...

                      Originally posted by mano_billi View Post
                      sachi musaddaq bhai ... humari qaum khatam hi ho chuki thi tensions se... idhar dehshat gardi ka khatra to udhar mehngayi ne backbone torh rakhi he .. atta nahi milta ... bijli qismat se milti he :donno:

                      kal baaaht arsay baad humari qaum ne aik saath celebrate kiya he... bachon se le ke burhon tak sab ne aik jaisi khushiyan manayee hein ... we are a proud nation :salam:

                      duniya ke har corner me har pakistani khush tha
                      g u r right mano, Allah Talah buss aise he hamari mushkilain Asaan Fermain, Ameen

                      Comment


                      • #12
                        Re: Kal Raat...

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        yaar tumhein gari se utar ker laxmi chowk pe luddiyan dalni chahiyein thein :D:
                        yaar jahan bhi khushi manai ja rahi thi, or main guzra wahan he mian ne victory sign se sab ka saath diya thateddy

                        Comment


                        • #13
                          Re: Kal Raat...

                          walaikum salam
                          Ameeeeeeeennnnnn :rose

                          aur ALlah T'ala bohot jald Pakistan k halat bohot achey ker dey Ameen.
                          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                          Comment


                          • #14
                            Re: Kal Raat...

                            Originally posted by musaddaq View Post
                            g u r right mano, Allah Talah buss aise he hamari mushkilain Asaan Fermain, Ameen
                            Originally posted by Xai View Post
                            walaikum salam
                            Ameeeeeeeennnnnn :rose

                            aur ALlah T'ala bohot jald Pakistan k halat bohot achey ker dey Ameen.

                            or humari zameen ko jannat bana dein Ameen Sum Ameen :dua

                            Comment


                            • #15
                              Re: Kal Raat...

                              TV pay deekha tha 14 Aug ka din lug raha tha :D
                              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                              Comment

                              Working...
                              X