Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Test/Exams

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Test/Exams

    Originally posted by saraah View Post
    waalikum asslam
    tumharay hisaab s eachaa sawaal hai aur esay sawaal krtay raha kro...

    dekho sab se pehlay aap yeh dekho k aap ki capibilities kya hain ...kya aap ne inka tayuun kiya hai...
    kahin aap yeh tou samjh rahay k jo farz hum pe laagoo kiye gaye hain islam ki tarf se ..hum unhen poora krnay ki ahliat nae rakhtay ...etc,
    hum apnay amaal se moonh nae phair saktay aur agr hum sochain k hum me tou falan falan moqay pr itni sakat hi nae thi k hum apna flan farz poora kr saktay ..tou is k liye mere zehan me ek ayat ka tarjuma aaraha hai ...
    k ALLAH kisi par itna bojh nae daalta jisay banda sahaar na sakay''....
    tou jo kuch syllabus hamein diya gaya hai wo hamarai ''capibilities'' ko mad e nazar rakh kr hi diya gaya hai.....iss liye hum apnay faraiz se pehlootehi nae bart saktay...

    baqi jahan tak baat hai k sawaal kese hongay ... tou beshak uss din kisi par ''zulam'' na hoga ,zulam jo k ''adal'' ka opposite hai..

    lakinnnn mayoos b nae hona .... apna farz poora kr k umeed nae khatam krni ... jo raasta aapko bata diya gaya hai uss pe aap bas chaltay jao.... aur agar hum sirf yeh kahain k sirf amaal hi jaza aur saza ki bunyaad hongay... tou sirf esa nae hai.... sab se barrh k cheez hai ALLAH ka fazal ... iss k baad hamara ALLAH K MEHBOOB NABI S.A.W ki ummat hona....
    but let me repaet ... k apna amal aap ne krna hi krna hai /....:thmbup:
    kuch b confusion ho tou discuss kr saktay ho....:)
    thanks...
    mein ne farz ki bat nahi ki thi...farz to pora kurna hi he hur halat me....

    sawal pochna sirf yeh tha k hur tabqe ki alug alug thoughts he...sub ka eman(mutlub yakeen) diferent he...to kia sawal us k yakeen k mutabiq ho ga k tumhara yakeen yeh tha us k lie tum ne kia kya?:donno:

    kher mil jay ga kabhi answer....
    thanks an y ways

    Comment


    • #17
      Re: Test/Exams

      Originally posted by Adam Zaad View Post

      aap ney bilkul sahi kaha...

      albatta akhri baat sey mutaliq ye kehna chahon ga akhirat me sawal to ek jaisey hi hongey...albatta insan k fail ya pass honey (Jannat ya Jahnum) ka faisla us k dunia me kiye gaye amaal per hoga...
      or akhirat me kiye gaye sawalon ka jawab b wohi shakhs sahi dey paye ga jo dunia me Allah or Rasool (SAW) ka farman'bardar raha hoga...
      je maiN nay point out kia tha

      insaan nay jo khud muntakhib kia hoga usi par us ki jawab'dahi hogi
      That's Enough...!!

      Comment


      • #18
        Re: Test/Exams

        Originally posted by MSA View Post
        ok thanks alll :salam:
        where is dosra part 372-scare

        Originally posted by MSA View Post
        kher mil jay ga kabhi answer....
        matlab humaray jawabat durst nahe hain :cc:
        That's Enough...!!

        Comment


        • #19
          Re: Test/Exams

          Originally posted by MSA View Post
          sawal pochna sirf yeh tha k hur tabqe ki alug alug thoughts he...sub ka eman(mutlub yakeen) diferent he...to kia sawal us k yakeen k mutabiq ho ga k tumhara yakeen yeh tha us k lie tum ne kia kya?:donno:

          ways
          iss baat ko thorra explain kro :mm:
          Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post



          matlab humaray jawabat durst nahe hain :cc:
          uncle me b yehi soch rhi hoon :ANYWORD7
          شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

          Comment


          • #20
            Re: Test/Exams

            Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
            where is dosra part 372-scare



            matlab humaray jawabat durst nahe hain :cc:
            sahi he na...yeh jo neechay u ka commnet quote kia he yeh he na jawab
            aur second part u ko pata to he ....chorein zyada ho jay ga phir kabhi sahi


            Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
            je maiN nay point out kia tha

            insaan nay jo khud muntakhib kia hoga usi par us ki jawab'dahi hogi

            Comment


            • #21
              Re: Test/Exams

              Originally posted by saraah View Post
              iss baat ko thorra explain kro :mm:


              uncle me b yehi soch rhi hoon :ANYWORD7
              agur mujhay yakeen he k mujhay job mile gi....to sawal yeh ho ga k mein ne job hasil kurne k lie kya kia??:donno:

              waisi jawab mil gaya he

              Comment


              • #22
                Re: Test/Exams

                Originally posted by MSA View Post
                sahi he na...yeh jo neechay u ka commnet quote kia he yeh he na jawab
                aur second part u ko pata to he ....chorein zyada ho jay ga phir kabhi sahi
                jesi tumhari marzi :lpop:
                That's Enough...!!

                Comment


                • #23
                  Re: Test/Exams

                  kia kehna chaty hain:donno:

                  Comment


                  • #24
                    Re: Test/Exams

                    Wo kya he na....mujhe yeh thread phir se yaad agya

                    Comment


                    • #25
                      Re: Test/Exams

                      bablu tum bohat boltay ho
                      :thmbup:

                      Comment


                      • #26
                        Re: Test/Exams

                        Is sawaal ka jawaab Pakistan mein sirf aabi bhai de saktay hein, lekin afsoos k wo Pakistan mein nahi hein
                        :thmbup:

                        Comment


                        • #27
                          Re: Test/Exams

                          walekumsalam
                          paper to sab ka aik hi he....is me aalim ya aam admi ki koi tafreeq nahi he...qayamat wale roz farishtey kuch ulmaa ko janat ki taraf le ja rahe hon ge...Allah ka hukam aey ga k in ko jahanam me daal do..farishte herat se poochen ge k parwardigar ye to bare ibadat guzar the...to Allah farmaen ge k nahi ye dikhlawa karte the...in me ikhlaas nahi tha.to asal cheez he k ham kitne ikhlas or sachai se apna paper solve karte hen.ager ham 20/25 saal aik dunyavi degree lene k leay sarf kar sakte hen to kia Allah ko pane k leay...2/3 saal bhi nahi nikal sakte?jab koi behad ikhlas se Alla ki justaju karta he to Allah us k leay rasty asaan farma deta he.

                          Comment


                          • #28
                            Re: Test/Exams

                            Originally posted by MeemSheenAlif View Post
                            Wo kya he na....mujhe yeh thread phir se yaad agya
                            agr tumein uss wqt jawaab mil jata tou aaj yeh thread yaad na aata.....wese ab kya jawaab chahiye???
                            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                            Comment


                            • #29
                              Re: Test/Exams

                              saraah yeh chahta he ke tum isay jawaab de do
                              :thmbup:

                              Comment


                              • #30
                                Re: Test/Exams

                                Originally posted by MeemSheenAlif View Post
                                Assalam o Alaikum...

                                student ki life me buhat se test aur exams aate he .... jaise jaise us ka level berhta he us ka test ya exam ka level bhi berh jata he...goya k us ka exam us ki capabilities ko mud'e'nazar rakh k hi lia jata he....in other words us ka imtehan wahi lia jata he jitna us ko perhaya gaya hota he ya jitni us ki salahiat hoti he....

                                now if we relate this to our life....kia aisa posible he k akhrat me bhi ham se jo sawalat ho wo hamari capabilities k according ho??? ya hame jis status pe paida kia gaya jis course k according hamari life guzri jo syllabus hum ko follow kurne ka kaha gaya jo k offcourse har bunde ka different he...us k according sawalat ho....yani k aik aam insaan se kuch aur sawalat ho aur aik aalim se kuch aur kyun k dono ne different pattern follow kia life me(un ko wahi rasta bataya gaya ya un k lie set kya gaya, un ki paidaish se pehle)....yani k jo hamara eeman he ya jo soch hame aata ki gai he....usi syllabus k according hamara test ho ???


                                wese to yeh thread purana he....per mujhe is ka answer kuch sahi se nahi mila....app k pass kuch ho to bata sakte he....
                                kya tumhara matlab yeh banta hai kisi be pehloo se k koi esi cheez jis ka hukam diya gya ho/wajib ho/farz ho lakin insaan k ilam me wo baat kisi wja se na aa skay ya insan kisi wja se uss pe amal na kr skta ho.tou uss k liye b wo jawab deh hoga ????
                                شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                                Comment

                                Working...
                                X