Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Test/Exams

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Test/Exams

    Assalam o Alaikum...

    student ki life me buhat se test aur exams aate he .... jaise jaise us ka level berhta he us ka test ya exam ka level bhi berh jata he...goya k us ka exam us ki capabilities ko mud'e'nazar rakh k hi lia jata he....in other words us ka imtehan wahi lia jata he jitna us ko perhaya gaya hota he ya jitni us ki salahiat hoti he....

    now if we relate this to our life....kia aisa posible he k akhrat me bhi ham se jo sawalat ho wo hamari capabilities k according ho??? ya hame jis status pe paida kia gaya jis course k according hamari life guzri jo syllabus hum ko follow kurne ka kaha gaya jo k offcourse har bunde ka different he...us k according sawalat ho....yani k aik aam insaan se kuch aur sawalat ho aur aik aalim se kuch aur kyun k dono ne different pattern follow kia life me(un ko wahi rasta bataya gaya ya un k lie set kya gaya, un ki paidaish se pehle)....yani k jo hamara eeman he ya jo soch hame aata ki gai he....usi syllabus k according hamara test ho ???

    wese to yeh thread purana he....per mujhe is ka answer kuch sahi se nahi mila....app k pass kuch ho to bata sakte he....
    Last edited by MeemSheenAlif; 24 May 2011, 18:26.

  • #2
    Re: Test/Exams

    Originally posted by MSA View Post
    Assalam o Alaikum...

    aik ajeeb sa sawal he

    student ki life me buhat se test aur exams aate he .... jaise jaise us ka level berhta he us ka test ya exam ka level bhi berh jata he...goya k us ka exam us ki capabilities ko mud'e'nazar rakh k hi lia jata he....in other words us ka imtehan wahi lia jata he jitna us ko perhaya gaya hota he ya jitni us ki salahiat hoti he....

    now if we relate this to our life....kia aisa posible he k akhrat me bhi ham se jo sawalat ho wo hamari capabilities k according ho??? ya hame jis status pe paida kia gaya jis course k according hamari life guzri jo syllabus hum ko follow kurne ka kaha gaya jo k offcourse har bunde ka different he...us k according sawalat ho....yani k aik aam insaan se kuch aur sawalat ho aur aik aalim se kuch aur kyun k dono ne different pattern follow kia life me....yani k jo hamara eeman he ya jo soch hame aata ki gai he....usi syllabus k according hamara test ho:donno:

    agur to yeh sawal samjh agaya to phir...yeh PART I he...
    Wa Alaikum Assalam,

    ye perh k bata dein k kya likha hay inna sara 372-shockphir hum jawab de dein gay
    sigpic

    Comment

    • #3
      Re: Test/Exams

      Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
      Wa Alaikum Assalam,

      ye perh k bata dein k kya likha hay inna sara 372-shockphir hum jawab de dein gay
      yeh to mujhay bhi nahi pata kia likha he...
      jis ne likha he ussi ko pata ho ga:mm:

      Comment

      • #4
        Re: Test/Exams

        Originally posted by MSA View Post
        Assalam o Alaikum...

        aik ajeeb sa sawal he

        student ki life me buhat se test aur exams aate he .... jaise jaise us ka level berhta he us ka test ya exam ka level bhi berh jata he...goya k us ka exam us ki capabilities ko mud'e'nazar rakh k hi lia jata he....in other words us ka imtehan wahi lia jata he jitna us ko perhaya gaya hota he ya jitni us ki salahiat hoti he....

        now if we relate this to our life....kia aisa posible he k akhrat me bhi ham se jo sawalat ho wo hamari capabilities k according ho??? ya hame jis status pe paida kia gaya jis course k according hamari life guzri jo syllabus hum ko follow kurne ka kaha gaya jo k offcourse har bunde ka different he...us k according sawalat ho....yani k aik aam insaan se kuch aur sawalat ho aur aik aalim se kuch aur kyun k dono ne different pattern follow kia life me....yani k jo hamara eeman he ya jo soch hame aata ki gai he....usi syllabus k according hamara test ho:donno:

        agur to yeh sawal samjh agaya to phir...yeh PART I he...

        sochtay hain jawab daynay kay baray maiN :mm:
        That's Enough...!!

        Comment

        • #5

          walaikum salam

          haan ....

          now give me part 2 mey solve ker deyti hun :$
          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

          Comment

          • #6
            Re: Test/Exams

            Originally posted by Xai View Post

            pehle part 1 to pass hojae

            Comment

            • #7
              Re: Test/Exams

              Originally posted by MSA View Post
              pehle part 1 to pass hojae
              Mey ney sahih jawab diya hai
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment

              • #8
                Re: Test/Exams

                Originally posted by Xai View Post
                Mey ney sahih jawab diya hai
                part 2 ko abhi aane me time he
                research work kurna he us pe

                Comment

                • #9
                  Re: Test/Exams

                  Originally posted by MSA View Post
                  Assalam o Alaikum...

                  kia aisa posible he k akhrat me bhi ham se jo sawalat ho wo hamari capabilities k according ho??? ya hame jis status pe paida kia gaya jis course k according hamari life guzri jo syllabus hum ko follow kurne ka kaha gaya jo k offcourse har bunde ka different he...us k according sawalat ho....yani k aik aam insaan se kuch aur sawalat ho aur aik aalim se kuch aur kyun k dono ne different pattern follow kia life me....yani k jo hamara eeman he ya jo soch hame aata ki gai he....usi syllabus k according hamara test ho:donno:

                  w/salam,

                  mery zaati khayal kay mutabiq to Allah'tala nay har insaan ko aik he qism ki hidayat aur fitrat par paida kia hai, aisa nahe hai kay is dunia maiN aanay walay har shaks ko alag subject ya syllabus dia gaya hai, mera yeh khayal hai kay insaan ko us ki fitrat, sha'ur aur aqal kay sath mukammal aazadi di gai, jesa kay iqbal nay kaha tha

                  Amal say zindagi banti hai, jannat bhi jahan'num bhi,,
                  yeh khaaki apni fitrat maiN na noori hai na naari hai..

                  maiN nay pg par he 'fitrat' kay hawalay say aik article likha tha jis maiN maiN nay kaha tha kay Allah'tala nay apni mar'fat bhi insaan ki fitrat maiN he rakhi, phir us par yaqeen ki mohar laganay kay leay Anbiya aur Rasool bhaijay.

                  mery mutabiq insaan ka Aalim ban'na ya jahil reh jana us kay apnay ikhteyar maiN hota hai, matlab rooz-e-hashar "adal" ka wada hai to is maiN insaan kay pass koi bahana nahe hoga, insaan nay jo khud muntakhib kia hoga usi par us ki jawab'dahi hogi, aur chonkay woh raah insan ki apni muntakhib karda hogi is leay mera yeh khayal hai kay sawal aik he qism kay hongaiy magar jawab humari sochoN ki wajah say alag alag hongaiy jis ki buniyad par hum pass ya fail hongaiy.
                  That's Enough...!!

                  Comment

                  • #10
                    Re: Test/Exams

                    wa.alaikum asalam.
                    jaisay sab students ko aik hee type ka exam dia jaata hay, waisay hee sab Muslims ka bhi aik jaisa hee test hoga...difference is...k hamain ye bhi pata hay k test mai'n kia kia hoga, test answers bhi hamaray paas mojowd hay:)

                    Originally posted by MSA View Post
                    Assalam o Alaikum...

                    aik ajeeb sa sawal he

                    student ki life me buhat se test aur exams aate he .... jaise jaise us ka level berhta he us ka test ya exam ka level bhi berh jata he...goya k us ka exam us ki capabilities ko mud'e'nazar rakh k hi lia jata he....in other words us ka imtehan wahi lia jata he jitna us ko perhaya gaya hota he ya jitni us ki salahiat hoti he....

                    now if we relate this to our life....kia aisa posible he k akhrat me bhi ham se jo sawalat ho wo hamari capabilities k according ho??? ya hame jis status pe paida kia gaya jis course k according hamari life guzri jo syllabus hum ko follow kurne ka kaha gaya jo k offcourse har bunde ka different he...us k according sawalat ho....yani k aik aam insaan se kuch aur sawalat ho aur aik aalim se kuch aur kyun k dono ne different pattern follow kia life me....yani k jo hamara eeman he ya jo soch hame aata ki gai he....usi syllabus k according hamara test ho:donno:

                    agur to yeh sawal samjh agaya to phir...yeh PART I he...
                    Finding truth - Finding love
                    These diamonds sparkle from lights above

                    Lorraine Venner

                    Comment

                    • #11
                      Re: Test/Exams

                      wa lekum salam...

                      very nice question...
                      Well...hamey ye realize karney ki ashad zaroorat hai k hamara imtehal wo nahi jo akhirat me hoga...hamara imtehan wo hai jis sey ham guzar rahey hain...yani hamari zindagi, dunia me guzara janey wala waqt hi hamara imtehan hia...or ham is imtehan me jitna acha perform karen gey utna acha silla or utney hi bulad darjaat hamey akhirat me milen gey...

                      Dunia me jab ek bacha paida hota hia...palta barhta hia to us ki taleemat ka silsila b shirooh ho jata hia...Islam me jaisa k hai k 7 saal ki umar sey namaz her soorat me parhni chaye...

                      phir jab baligh hota hai to Roza us per farz hota hia...phir jab maaldaar hota hai to Hajj or Zakat dena b zaroori hotey hain...or is sab k sath insanon k sath husn-e-salook, deeni taleem hasil karna or us ko phailana...gharz Deen k asoolon per amal paira hona or us k mutabiq apni zindagi basar karney per insan jitna acha hoga us ko akhirat me utna hi acha silla b miley ga...

                      Comment

                      • #12
                        Re: Test/Exams

                        Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                        w/salam,

                        mery zaati khayal kay mutabiq to Allah'tala nay har insaan ko aik he qism ki hidayat aur fitrat par paida kia hai, aisa nahe hai kay is dunia maiN aanay walay har shaks ko alag subject ya syllabus dia gaya hai, mera yeh khayal hai kay insaan ko us ki fitrat, sha'ur aur aqal kay sath mukammal aazadi di gai, jesa kay iqbal nay kaha tha

                        Amal say zindagi banti hai, jannat bhi jahan'num bhi,,
                        yeh khaaki apni fitrat maiN na noori hai na naari hai..

                        maiN nay pg par he 'fitrat' kay hawalay say aik article likha tha jis maiN maiN nay kaha tha kay Allah'tala nay apni mar'fat bhi insaan ki fitrat maiN he rakhi, phir us par yaqeen ki mohar laganay kay leay Anbiya aur Rasool bhaijay.

                        mery mutabiq insaan ka Aalim ban'na ya jahil reh jana us kay apnay ikhteyar maiN hota hai, matlab rooz-e-hashar "adal" ka wada hai to is maiN insaan kay pass koi bahana nahe hoga, insaan nay jo khud muntakhib kia hoga usi par us ki jawab'dahi hogi, aur chonkay woh raah insan ki apni muntakhib karda hogi is leay mera yeh khayal hai kay sawal aik he qism kay hongaiy magar jawab humari sochoN ki wajah say alag alag hongaiy jis ki buniyad par hum pass ya fail hongaiy.

                        aap ney bilkul sahi kaha...

                        albatta akhri baat sey mutaliq ye kehna chahon ga akhirat me sawal to ek jaisey hi hongey...albatta insan k fail ya pass honey (Jannat ya Jahnum) ka faisla us k dunia me kiye gaye amaal per hoga...
                        or akhirat me kiye gaye sawalon ka jawab b wohi shakhs sahi dey paye ga jo dunia me Allah or Rasool (SAW) ka farman'bardar raha hoga...

                        Comment

                        • #13
                          Re: Test/Exams

                          Originally posted by Adam Zaad View Post
                          wa lekum salam...

                          very nice question...
                          Well...hamey ye realize karney ki ashad zaroorat hai k hamara imtehal wo nahi jo akhirat me hoga...hamara imtehan wo hai jis sey ham guzar rahey hain...yani hamari zindagi, dunia me guzara janey wala waqt hi hamara imtehan hia...or ham is imtehan me jitna acha perform karen gey utna acha silla or utney hi bulad darjaat hamey akhirat me milen gey...

                          Dunia me jab ek bacha paida hota hia...palta barhta hia to us ki taleemat ka silsila b shirooh ho jata hia...Islam me jaisa k hai k 7 saal ki umar sey namaz her soorat me parhni chaye...

                          phir jab baligh hota hai to Roza us per farz hota hia...phir jab maaldaar hota hai to Hajj or Zakat dena b zaroori hotey hain...or is sab k sath insanon k sath husn-e-salook, deeni taleem hasil karna or us ko phailana...gharz Deen k asoolon per amal paira hona or us k mutabiq apni zindagi basar karney per insan jitna acha hoga us ko akhirat me utna hi acha silla b miley ga...

                          :thmbup: right

                          Comment

                          • #14
                            Re: Test/Exams

                            ok thanks alll :salam:

                            Comment

                            • #15
                              Re: Test/Exams

                              Originally posted by MSA View Post
                              Assalam o Alaikum...

                              aik ajeeb sa sawal he

                              now if we relate this to our life....kia aisa posible he k akhrat me bhi ham se jo sawalat ho wo hamari capabilities k according ho??? ya hame jis status pe paida kia gaya jis course k according hamari life guzri jo syllabus hum ko follow kurne ka kaha gaya jo k offcourse har bunde ka different he...us k according sawalat ho....yani k aik aam insaan se kuch aur sawalat ho aur aik aalim se kuch aur kyun k dono ne different pattern follow kia life me....yani k jo hamara eeman he ya jo soch hame aata ki gai he....usi syllabus k according hamara test ho:donno:

                              agur to yeh sawal samjh agaya to phir...yeh PART I he...
                              waalikum asslam
                              tumharay hisaab s eachaa sawaal hai aur esay sawaal krtay raha kro...

                              dekho sab se pehlay aap yeh dekho k aap ki capibilities kya hain ...kya aap ne inka tayuun kiya hai...
                              kahin aap yeh tou samjh rahay k jo farz hum pe laagoo kiye gaye hain islam ki tarf se ..hum unhen poora krnay ki ahliat nae rakhtay ...etc,
                              hum apnay amaal se moonh nae phair saktay aur agr hum sochain k hum me tou falan falan moqay pr itni sakat hi nae thi k hum apna flan farz poora kr saktay ..tou is k liye mere zehan me ek ayat ka tarjuma aaraha hai ...
                              k ALLAH kisi par itna bojh nae daalta jisay banda sahaar na sakay''....
                              tou jo kuch syllabus hamein diya gaya hai wo hamarai ''capibilities'' ko mad e nazar rakh kr hi diya gaya hai.....iss liye hum apnay faraiz se pehlootehi nae bart saktay...

                              baqi jahan tak baat hai k sawaal kese hongay ... tou beshak uss din kisi par ''zulam'' na hoga ,zulam jo k ''adal'' ka opposite hai..

                              lakinnnn mayoos b nae hona .... apna farz poora kr k umeed nae khatam krni ... jo raasta aapko bata diya gaya hai uss pe aap bas chaltay jao.... aur agar hum sirf yeh kahain k sirf amaal hi jaza aur saza ki bunyaad hongay... tou sirf esa nae hai.... sab se barrh k cheez hai ALLAH ka fazal ... iss k baad hamara ALLAH K MEHBOOB NABI S.A.W ki ummat hona....
                              but let me repaet ... k apna amal aap ne krna hi krna hai /....:thmbup:
                              kuch b confusion ho tou discuss kr saktay ho....:)
                              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                              Comment

                              Working...
                              X