Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ghareeb..??

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Ghareeb..??

    Assalam o Alaykum PG friends
    a simple and straight question and very realistic and straight answers are required ...kia ghareeb logo ko jeenay ka haq nahi ..people who are trying to survive themselves out ... roz ki mehnat mazdoori ker kay aor part times per guzara ker rahay hain aor asa life style nahi afford ker saktay jo ameer log ker rahay hian ....lakin hakeeki main hamara muaashray main asay logo say kia rawaiyaah ha ham sab bakhoobi waakif hain ...aap sab apnay ird gird aor roz marrah ko daikhtay huyee analyze ker kay bataain kay kia ghareeb ko ya middle man ko koi hak nahi ha jeeenay ka..??...plzz no philosophy required...only genuine approach will be appreciated..
    thanks:rose

  • #2
    Re: Ghareeb..??

    Originally posted by Qabil-e-Nafrat View Post

    Wa Alaikum Aslam,

    Yaar kerna kia he yahan :embarasse
    :thmbup:

    Comment

    • #3
      Re: Ghareeb..??

      Originally posted by munda_sialkoty View Post
      Wa Alaikum Aslam,

      Yaar kerna kia he yahan :embarasse
      agar tujay uss sawal ka jawaab aata ha jo main nay poocha ha to day day .mherbaani teri

      Comment

      • #4
        Re: Ghareeb..??

        Originally posted by Qabil-e-Nafrat View Post
        agar tujay uss sawal ka jawaab aata ha jo main nay poocha ha to day day .mherbaani teri
        tu ne poocha kia he :embarasse
        :thmbup:

        Comment

        • #5
          Re: Ghareeb..??

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          tu ne poocha kia he :embarasse
          ..aik bazahir intehaai bayhooda magar intehaai AHAM sawal...

          Comment

          • #6
            Re: Ghareeb..??

            Originally posted by Qabil-e-Nafrat View Post
            ..aik bazahir intehaai bayhooda magar intehaai AHAM sawal...
            me thoora sooch ke batata hoon :khi:
            :thmbup:

            Comment

            • #7
              Re: Ghareeb..??

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              me thoora sooch ke batata hoon :khi:
              :khi:ok take your time ...

              Comment

              • #8
                Re: Ghareeb..??

                waalikum asslam

                HAAN hai haqq jeenay ka ALLAH ki taraf se ..banda wo haqq cheen raha hai ...tou???
                شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                Comment

                • #9
                  Re: Ghareeb..??

                  Originally posted by saraah View Post
                  waalikum asslam

                  HAAN hai haqq jeenay ka ALLAH ki taraf se ..banda wo haqq cheen raha hai ...tou???

                  exactly, mein ne bhi to yahi kehna tha :embarasse
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #10
                    Re: Ghareeb..??

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    exactly, mein ne bhi to yahi kehna tha :embarasse

                    :yy:
                    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                    Comment

                    • #11
                      Re: Ghareeb..??

                      Originally posted by saraah View Post
                      :yy:
                      badmaashi kerni ein
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #12
                        Re: Ghareeb..??

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        badmaashi kerni ein

                        banda lafz tou koi kaam ka use kreay
                        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                        Comment

                        • #13
                          Re: Ghareeb..??

                          ....

                          jawab tumhe khud bhi maloom hai... Islam ne kisi Arbi ko kisi ujmi per ... or na hi kisi ujmi ko kisi Arbi per fazilat nahi di ... (lakeen asal cheez hai Taqwa....

                          yeh sawal ek bebuniyaad sawal hai... aise foozol sawal na uthe isi liye yeh baat humare Nabi (PBUH) ne arsa pehle hi keh di thi... :SubhanAllhaa:...
                          or koi bhi Insaan kisi bhi Insaan ko haq dene ka laaiq nahi hota hai jo aap apna haq kisi se maange ya us ki faryaad kare.... ya logo se yeh pooche ke hum ghaeeb hai tu hume haq hai ya nahi... aap aise na sirf apna balke apne se jure logo ka bhi tamasha bana dete hain or un logo ko bartariyat ka ehsaas dilaate hain jo khud ko aap se behter sumjhte hain.... or yeh behtri ka ehsaas un mein aise sawal or aise sawal poochne waale log hi paida karte hain....

                          so I wud say Ali, ke Insaan faqt Insaan hota hai... ameer ghareeb nahi.... duniya ki nazar se nahi deen ki nazar se dekho... apne her sawal ka jawab tumhe wahein milega...

                          khush raho... :rose

                          Comment

                          • #14
                            Re: Ghareeb..??

                            Originally posted by saraah View Post
                            waalikum asslam

                            HAAN hai haqq jeenay ka ALLAH ki taraf se ..banda wo haqq cheen raha hai ...tou???
                            to ..jawab poora dain na..dont be afraid of anything ..speak up

                            Comment

                            • #15
                              Re: Ghareeb..??

                              Originally posted by ummid View Post
                              ....

                              jawab tumhe khud bhi maloom hai... Islam ne kisi Arbi ko kisi ujmi per ... or na hi kisi ujmi ko kisi Arbi per fazilat nahi di ... (lakeen asal cheez hai Taqwa....

                              yeh sawal ek bebuniyaad sawal hai... aise foozol sawal na uthe isi liye yeh baat humare Nabi (PBUH) ne arsa pehle hi keh di thi... :SubhanAllhaa:...
                              or koi bhi Insaan kisi bhi Insaan ko haq dene ka laaiq nahi hota hai jo aap apna haq kisi se maange ya us ki faryaad kare.... ya logo se yeh pooche ke hum ghaeeb hai tu hume haq hai ya nahi... aap aise na sirf apna balke apne se jure logo ka bhi tamasha bana dete hain or un logo ko bartariyat ka ehsaas dilaate hain jo khud ko aap se behter sumjhte hain.... or yeh behtri ka ehsaas un mein aise sawal or aise sawal poochne waale log hi paida karte hain....

                              so I wud say Ali, ke Insaan faqt Insaan hota hai... ameer ghareeb nahi.... duniya ki nazar se nahi deen ki nazar se dekho... apne her sawal ka jawab tumhe wahein milega...

                              khush raho... :rose
                              very true ..u tried to teach me the fundamentals of islam regarding the issue ..and m very thankful to you ..but u didnt follow ma question.. see it again ...i want to know the perspective abt your surroundings ...jo hakeekat ma iss issue kay ziman main aapkay ird gird ho raha aap wo biaan kerain ...
                              and m afraid that if no body comes out with straight answer then i will present some of my research (Latest) covering the issue

                              Comment

                              Working...
                              X