Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mehwar...

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Mehwar...

    Originally posted by Adam Zaad View Post
    aaj k dor me sachai ka ilm na rakhna ajeeb see bat lagti hia... or wese b Allah or Nabi (SAW) ka farman hai k ilm zaroor hasil kiya jaye...yahi wo raah hai jis per chal kar insan Allah ko pehchanta hia...siwaye un k jin k liye Allah ney hidayat nahi likhi...or wo log kafir ya mushrik k tor per hi maren gey...

    jee.. lekin maine aisy bhi loug dehkain.. aur mili hoon.. jin tak Khuda ka pegham nahi pohncha tha/.. zaahir he.. yeh her muslim ka farz he ke wo Khuda ka pegham.. aur Islam ki Taleem ko wazeh kare..

    Comment


    • #17
      Re: Mehwar...

      Originally posted by *Samra* View Post
      jee.. lekin maine aisy bhi loug dehkain.. aur mili hoon.. jin tak Khuda ka pegham nahi pohncha tha/.. zaahir he.. yeh her muslim ka farz he ke wo Khuda ka pegham.. aur Islam ki Taleem ko wazeh kare..
      muje ye sun kar hairat ho rahi hia...
      wese ye mumkin b hia...or asha'at'e deen mazhab ka ek ehm fareeza b hia... lekin chon k ham khud mazhab sey door hain isliye hamey pehley apney amal drust karney ki zaroorat hia...

      Comment


      • #18
        Re: Mehwar...

        Originally posted by Adam Zaad View Post
        muje ye sun kar hairat ho rahi hia...
        wese ye mumkin b hia...or asha'at'e deen mazhab ka ek ehm fareeza b hia... lekin chon k ham khud mazhab sey door hain isliye hamey pehley apney amal drust karney ki zaroorat hia...

        right

        Comment


        • #19
          Re: Mehwar...

          Originally posted by Adam Zaad View Post
          Aslam o alikum!

          Umeed hai aap sab kheriat sey hain... :embarasse


          ham sab jantey hain k ye zameen jisey Allah ney hamey rehney k liye banaya hia...ye apney madar yani Sooraj k gird ghoomti hia...badley me sooraj, zameen ko roshan karta hia...or us ka barah-e-rast faida hamey ponchta hia...or issi tarah kainat me phailey howey hazaron sitarey, siyarey, kehkshayen apney apney madar k gird ghoomtey hain or madaar choot'ney ka matlab sirf tabahi hia...
          or ye sab Qanoon-e-Qudrat ka marhoon-e-minnat hia...

          bilkul issi tarah Allah Tallah ney hamari zindagi ka b koi mehwar muta'ain kiya hoga jis k madaar me ghoom ker hi ham apni zindagi ko roshan rakh saktey hain... or madaar ka choot'na, matlab zindagi ka bikhar jana...

          Aap k khayal me kya ye sahi hia...or kya waqye hamari zindagi ka b koi madaar hia...agar hai to wo kya hia...or ham kaisey apni bikhri hoi zindgion ko sanwar saktey hain... !!!

          Originally posted by saraah View Post
          waalikum asslam

          very nice topic :thmbup:
          ji yeh bilkul sahee hai ...lakin aap iss silsilay me confused kiyon hain ?
          kya aap muslim nahi hain?
          hamara madaaar hamara mazhab islam hai..... yeh common sense ki baat hai...
          aur jin ka koi madaar nae hota na unn ka kya haal hota hai wo aap 20th century ka Europeon litrature parrh lain ...andaza ho jaye ga ... k jin ka madaar koi nae thaa wo ''lost generation '' kehlaye .
          so jese kashti ko tawazan k liye langar ki zaroorat hoti hai insaan ko b tawazan ko zarorat hoti hai aur meri nazar me yeh mazhab hai .
          :thmbup::thmbup:

          Comment


          • #20
            Re: Mehwar...

            Originally posted by mano_billi View Post
            madaar kia hota he :donno:
            madar orbit ko kehte he...

            Comment


            • #21
              Re: Mehwar...

              Originally posted by MSA View Post
              madar orbit ko kehte he...

              acha theek he thankeww

              Comment


              • #22
                Re: Mehwar...

                Originally posted by mano_billi View Post
                acha theek he thankeww
                phupa ko bhi bata do:kr:

                Comment


                • #23
                  Re: Mehwar...

                  tum dono bache yaha laro nahi. :tasali:. thread ko Jang ka medaan bana diya he :D

                  Comment


                  • #24
                    Re: Mehwar...

                    mein to nahi layee layee karti ye MSA larta he mjhse

                    Comment


                    • #25
                      Re: Mehwar...

                      Originally posted by saraah View Post
                      waalikum asslam

                      very nice topic :thmbup:
                      ji yeh bilkul sahee hai ...lakin aap iss silsilay me confused kiyon hain ?
                      kya aap muslim nahi hain?
                      hamara madaaar hamara mazhab islam hai.
                      mein bhi kuch aisa he jawab dene wala tha, infact is question ki zaroorat he nahi thi, kyoon being Muslim is ka answer already understood hona chahiye hamein :wk
                      :thmbup:

                      Comment


                      • #26
                        Re: Mehwar...

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        mein bhi kuch aisa he jawab dene wala tha, infact is question ki zaroorat he nahi thi, kyoon being Muslim is ka answer already understood hona chahiye hamein :wk

                        thanks... :)
                        bat agar sirf understand karney k hoti to phir waqye is sawal ki zaroorat paish nahi aati kyon k ham Alhamdulillah kafi samaj dar waqey howey hain...

                        albatta agar baat realize karney ki aye to phir shayed hamey apni zindagion per ghor karna parey ga...

                        Comment


                        • #27
                          Re: Mehwar...

                          Originally posted by Adam Zaad View Post

                          thanks... :)
                          bat agar sirf understand karney k hoti to phir waqye is sawal ki zaroorat paish nahi aati kyon k ham Alhamdulillah kafi samaj dar waqey howey hain...

                          albatta agar baat realize karney ki aye to phir shayed hamey apni zindagion per ghor karna parey ga...

                          Yahan pe realize se behtar lafz implementation tha (I think).
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #28
                            Re: Mehwar...

                            Originally posted by MSA View Post
                            :thmbup::thmbup:
                            :rose

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            mein bhi kuch aisa he jawab dene wala tha, infact is question ki zaroorat he nahi thi, kyoon being Muslim is ka answer already understood hona chahiye hamein :wk
                            kya saboot hai aap yehi jawaab dene walay thay :lpop:
                            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                            Comment


                            • #29
                              Re: Mehwar...

                              Originally posted by saraah View Post
                              :rose



                              kya saboot hai aap yehi jawaab dene walay thay :lpop:
                              mere paas yeh saboot he ke mein jo kehnay lagta hoon tum muj se pehlay keh deti ho, nakal'khoor, cheater cheating kerna achi baat nahi hoti 372-shed
                              :thmbup:

                              Comment


                              • #30
                                Re: Mehwar...

                                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                                mere paas yeh saboot he ke mein jo kehnay lagta hoon tum muj se pehlay keh deti ho, nakal'khoor, cheater cheating kerna achi baat nahi hoti 372-shed
                                yh naqal khor kya hota hai yaqeenan aap hi hotay hongay

                                jhoot kam bola kren

                                me tou shakar khor hoon jissay RABB shakar deta hai
                                شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                                Comment

                                Working...
                                X