Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mehwar...

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Mehwar...

    Aslam o alikum!

    Umeed hai aap sab kheriat sey hain... :embarasse


    ham sab jantey hain k ye zameen jisey Allah ney hamey rehney k liye banaya hia...ye apney madar yani Sooraj k gird ghoomti hia...badley me sooraj, zameen ko roshan karta hia...or us ka barah-e-rast faida hamey ponchta hia...or issi tarah kainat me phailey howey hazaron sitarey, siyarey, kehkshayen apney apney madar k gird ghoomtey hain or madaar choot'ney ka matlab sirf tabahi hia...
    or ye sab Qanoon-e-Qudrat ka marhoon-e-minnat hia...

    bilkul issi tarah Allah Tallah ney hamari zindagi ka b koi mehwar muta'ain kiya hoga jis k madaar me ghoom ker hi ham apni zindagi ko roshan rakh saktey hain... or madaar ka choot'na, matlab zindagi ka bikhar jana...

    Aap k khayal me kya ye sahi hia...or kya waqye hamari zindagi ka b koi madaar hia...agar hai to wo kya hia...or ham kaisey apni bikhri hoi zindgion ko sanwar saktey hain... !!!


  • #2
    Re: Mehwar...

    ufff Allah ji inni mushkil urdu mjhe nhi ati

    Comment


    • #3
      Re: Mehwar...

      Originally posted by mano_billi View Post
      ufff Allah ji inni mushkil urdu mjhe nhi ati

      Comment


      • #4
        Re: Mehwar...

        Originally posted by Adam Zaad View Post
        Aslam o alikum!


        bilkul issi tarah Allah Tallah ney hamari zindagi ka b koi mehwar muta'ain kiya hoga jis k madaar me ghoom ker hi ham apni zindagi ko roshan rakh saktey hain... or madaar ka choot'na, matlab zindagi ka bikhar jana...

        Aap k khayal me kya ye sahi hia...or kya waqye hamari zindagi ka b koi madaar hia...agar hai to wo kya hia...or ham kaisey apni bikhri hoi zindgion ko sanwar saktey hain... !!!
        waalikum asslam

        very nice topic :thmbup:
        ji yeh bilkul sahee hai ...lakin aap iss silsilay me confused kiyon hain ?
        kya aap muslim nahi hain?
        hamara madaaar hamara mazhab islam hai..... yeh common sense ki baat hai...
        aur jin ka koi madaar nae hota na unn ka kya haal hota hai wo aap 20th century ka Europeon litrature parrh lain ...andaza ho jaye ga ... k jin ka madaar koi nae thaa wo ''lost generation '' kehlaye .
        so jese kashti ko tawazan k liye langar ki zaroorat hoti hai insaan ko b tawazan ko zarorat hoti hai aur meri nazar me yeh mazhab hai .
        Last edited by saraah; 3 June 2009, 09:45.
        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

        Comment


        • #5
          Re: Mehwar...

          Originally posted by saraah View Post
          waalikum asslam

          very nice topic :thmbup:
          ji yeh bilkul sahee hai ...lakin aap iss silsilay me confused kiyon hain ?
          kya aap muslim nahi hain?
          hamara madaaar hamara mazhab islam hai..... yeh commen sense ki baat hai...
          aur jin ka koi madaar nae hota na unn ka kya haal hota hai wo aap 20th century ka euoropion litrature parrh lain ...andaza ho jaye ga ... wo ''lost generation'' kehl;ati hai .

          so jese kashi ko tawazan k liye langar ki zaroorat hoti hai insaan ko b tawazan ko zarorat hoti hai aur meri nazar me yeh mazhab hai .
          me musalman hon, Alhamdulillah
          is baat ka izhar na karney maqsad aap logon sey sun'na hia...shayed is tarah hamarey zehn me mazhab ka tasawurr ziada ubhar kar samney aye ga...

          aap ney bilkul sahi kaha...or achi misaal di...thanks for your precious comments... :)

          Comment


          • #6
            Re: Mehwar...

            Originally posted by Adam Zaad View Post
            me musalman hon, Alhamdulillah
            is baat ka izhar na karney maqsad aap logon sey sun'na hia...shayed is tarah hamarey zehn me mazhab ka tasawurr ziada ubhar kar samney aye ga...

            aap ney bilkul sahi kaha...or achi misaal di...thanks for your precious comments... :)
            ok mind na kijiye ga mere iss trah kehnay par :D:
            khush rahiye
            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

            Comment


            • #7
              Re: Mehwar...

              madaar kia hota he :donno:

              Comment


              • #8
                Re: Mehwar...

                Originally posted by saraah View Post
                ok mind na kijiye ga mere iss trah kehnay par :D:
                khush rahiye

                aisi koi baat nahi... muje b to apni musalmaniat ka izhar karney ka moqa mil gaya... :)

                aap ham sey ziada khush rahiyee...

                Comment


                • #9
                  Re: Mehwar...

                  Originally posted by mano_billi View Post
                  madaar kia hota he :donno:
                  ye ab me kaisey samjaon... :donno:

                  Comment


                  • #10
                    Re: Mehwar...

                    Originally posted by Adam Zaad View Post
                    Aslam o alikum!

                    Umeed hai aap sab kheriat sey hain... :embarasse

                    ham sab jantey hain k ye zameen jisey Allah ney hamey rehney k liye banaya hia...ye apney madar yani Sooraj k gird ghoomti hia...badley me sooraj, zameen ko roshan karta hia...or us ka barah-e-rast faida hamey ponchta hia...or issi tarah kainat me phailey howey hazaron sitarey, siyarey, kehkshayen apney apney madar k gird ghoomtey hain or madaar choot'ney ka matlab sirf tabahi hia...
                    or ye sab Qanoon-e-Qudrat ka marhoon-e-minnat hia...

                    bilkul issi tarah Allah Tallah ney hamari zindagi ka b koi mehwar muta'ain kiya hoga jis k madaar me ghoom ker hi ham apni zindagi ko roshan rakh saktey hain... or madaar ka choot'na, matlab zindagi ka bikhar jana...

                    Aap k khayal me kya ye sahi hia...or kya waqye hamari zindagi ka b koi madaar hia...agar hai to wo kya hia...or ham kaisey apni bikhri hoi zindgion ko sanwar saktey hain... !!!

                    ager mai apke topic se sahi se samajhi hoon.. to mere nazdek yeh he ke..insaan ko taqwa ikhtiyar kerna chahiye jis se wo apni zindagi ko bikherne se bacha sakta he.

                    Comment


                    • #11
                      Re: Mehwar...

                      Originally posted by *Samra* View Post
                      ager mai apke topic se sahi se samajhi hoon.. to mere nazdek yeh he ke..insaan ko taqwa ikhtiyar kerna chahiye jis se wo apni zindagi ko bikherne se bacha sakta he.
                      ji aap ney bilkul sahi samja hia...
                      sanwari hoi zindgi ka hasool us madaar k gird ghoom kar hi kiya ja sakta hia jo Allah Tallah ney hamey mazhab ki soorat me atta kiya hia... kash wo hamey is ki toufeeq dey... :dua

                      Comment


                      • #12
                        Re: Mehwar...

                        Originally posted by Adam Zaad View Post
                        ji aap ney bilkul sahi samja hia...
                        sanwari hoi zindgi ka hasool us madaar k gird ghoom kar hi kiya ja sakta hia jo Allah Tallah ney hamey mazhab ki soorat me atta kiya hia... kash wo hamey is ki toufeeq dey... :dua

                        jee aap ne thik kaha.. lekin samjahne wale samjh jaate hain.. aur jo samjhna hi nahi chahhte.. wo kabhi samjhain gai bhi nahi.

                        Comment


                        • #13
                          Re: Mehwar...

                          Originally posted by *Samra* View Post
                          jee aap ne thik kaha.. lekin samjahne wale samjh jaate hain.. aur jo samjhna hi nahi chahhte.. wo kabhi samjhain gai bhi nahi.
                          tabhi Allah Talla farmata hai k usney un k dilon per muhren laga di hain...

                          Comment


                          • #14
                            Re: Mehwar...

                            Originally posted by Adam Zaad View Post
                            tabhi Allah Talla farmata hai k usney un k dilon per muhren laga di hain...
                            jab insaan aik baat ko jaante boojte bhi us ko naa maane.. to wo insaan gumraahi ikhitaar ker leta he.. lekin jo loug sachai ka ilm nahi rakhte un ke liye to shayed maafi hogi. aap ka kiya khiyaal he.

                            Comment


                            • #15
                              Re: Mehwar...

                              Originally posted by *Samra* View Post
                              jab insaan aik baat ko jaante boojte bhi us ko naa maane.. to wo insaan gumraahi ikhitaar ker leta he.. lekin jo loug sachai ka ilm nahi rakhte un ke liye to shayed maafi hogi. aap ka kiya khiyaal he.

                              aaj k dor me sachai ka ilm na rakhna ajeeb see bat lagti hia... or wese b Allah or Nabi (SAW) ka farman hai k ilm zaroor hasil kiya jaye...yahi wo raah hai jis per chal kar insan Allah ko pehchanta hia...siwaye un k jin k liye Allah ney hidayat nahi likhi...or wo log kafir ya mushrik k tor per hi maren gey...

                              Comment

                              Working...
                              X