Aslam o alikum!
Umeed hai aap sab kheriat sey hain... :embarasse
ham sab jantey hain k ye zameen jisey Allah ney hamey rehney k liye banaya hia...ye apney madar yani Sooraj k gird ghoomti hia...badley me sooraj, zameen ko roshan karta hia...or us ka barah-e-rast faida hamey ponchta hia...or issi tarah kainat me phailey howey hazaron sitarey, siyarey, kehkshayen apney apney madar k gird ghoomtey hain or madaar choot'ney ka matlab sirf tabahi hia...
or ye sab Qanoon-e-Qudrat ka marhoon-e-minnat hia...
bilkul issi tarah Allah Tallah ney hamari zindagi ka b koi mehwar muta'ain kiya hoga jis k madaar me ghoom ker hi ham apni zindagi ko roshan rakh saktey hain... or madaar ka choot'na, matlab zindagi ka bikhar jana...
Aap k khayal me kya ye sahi hia...or kya waqye hamari zindagi ka b koi madaar hia...agar hai to wo kya hia...or ham kaisey apni bikhri hoi zindgion ko sanwar saktey hain... !!!

Comment