Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
~Tehwaar... Qoum Ki Pehchaan~
Collapse
X
-
Re: ~Tehwaar... Qoum Ki Pehchaan~
Originally posted by saraah View Postasslamoalikum dear members :rose
''tehwaar qoum ki pehchaan hotay hain''
bahasiat ek pakistani qoum k aap k ghar /khandaan me kon kon say tehwaar celebrate kiye jatay hain ?
aur koun koun se non pakistani tehwaar celebrate kiye jatay hain?
like beshumaar ''days'' hain jo hamaray nahi lakin hum jazba khair sagaali k tour par aur khud ko broad minded khyaal krtay hue wo manatay hain..koi thorri bohat tarmeem ya izafay k sath ....
sachi baat kijiye ga :thmbup:
wo taraameem aur izafay kya hotay hain?
me b birthday kisi na kisi tarmeem aur izafay k sath ..koi na koi jawaaz khud ko de kr aakhir mana hi leti hoon ...har saal tou nae kisi doosray teesray saal.
aur doosra sawaal aabi bhai se hai
''k hamaray pedaish k din ki islamic point of view se kya hasiat hoti hai?''
kya krna chahiye iss din.... aam din hi samjhna chahiye iss ko baqi dinon ki trah kya ?:donno:
baqi log b iss ka jawaab de saktay hain?
wasalam
hum EID manaate hain.. Birthday kabhi bhi nahi manaai.. balqe us din ami abiu kehte hain ke Nafal padho.. sadqa nikaalo..
Meri sister ke bete ne 5 saal ki umer mai Quran Majeed ka pehla dor mukamal kiya .. to us Khushi me humne kaafi acha Din manayea.. jis me sab ne usko gifts diye.
aur is ke ilawaa aur koi khass din nahi hai jo manaain houn.. jab choti thi to 14th August ko chote choti jhandiya Pakistan ki bana ker apne Room me lagaati thi.. :D
Comment
-
Re: ~Tehwaar... Qoum Ki Pehchaan~
Originally posted by *Samra* View Postwasalam
hum EID manaate hain.. Birthday kabhi bhi nahi manaai.. balqe us din ami abiu kehte hain ke Nafal padho.. sadqa nikaalo..
Meri sister ke bete ne 5 saal ki umer mai Quran Majeed ka pehla dor mukamal kiya .. to us Khushi me humne kaafi acha Din manayea.. jis me sab ne usko gifts diye.
aur is ke ilawaa aur koi khass din nahi hai jo manaain houn.. jab choti thi to 14th August ko chote choti jhandiya Pakistan ki bana ker apne Room me lagaati thi.. :D
hmm maSHALLAH waqai iss noyyiyat ki khushi celebrate kr leni chahiye :)
ok thanksss :roseشاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا
Comment
-
Re: ~Tehwaar... Qoum Ki Pehchaan~
Originally posted by saraah View Postasslamoalikum dear members :rose
''tehwaar qoum ki pehchaan hotay hain''
bahasiat ek pakistani qoum k aap k ghar /khandaan me kon kon say tehwaar celebrate kiye jatay hain ?
aur koun koun se non pakistani tehwaar celebrate kiye jatay hain?
like beshumaar ''days'' hain jo hamaray nahi lakin hum jazba khair sagaali k tour par aur khud ko broad minded khyaal krtay hue wo manatay hain..koi thorri bohat tarmeem ya izafay k sath ....
sachi baat kijiye ga :thmbup:
me is mamle me buhat kharab waqae huwa ho...
me koi thwar nahi manata..infact us josh'o'jazbe se nahi manata...
not even 14th august...mutlub chutti hoti he us dn to ghar me kia kurna ..han agur uni me hoto..kuch ijitamai gathering rally wagera kurte he....
infact mujhay eid bhi normal days k muqable me boring lugti he....mujhay yad he mein last 2'3 eid me eid k din pg pe bhi aya ho:D...bakra'eid me maza ata he us waqt tuk jub tuk mein kasai ban hota ho:D...baki religious festivals me jub relatives k ghar khane ki cheze le k jana hota he wo sakht bura lugta he
mujh se itna formal nahi huwa jata ....
Comment
-
Re: ~Tehwaar... Qoum Ki Pehchaan~
Originally posted by MSA View PostWalaikum Assalam...

mujh se itna formal nahi huwa jata ....ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

ISKA ILAAJ WAQAI HONA CHAHIYE ...... AUR WO TUM KHUD HI KARO GAY....
BOHAT MUMKIN HAI KHUD HI SAB SET HO JAYE JAB TUM PRACTICAL LIFE ME JAO
prayers :roseشاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا
Comment
-
Re: ~Tehwaar... Qoum Ki Pehchaan~
Originally posted by aabi2cool View Postinfact u ko apna ilaj karwana chahiyeeeee :wk
Originally posted by saraah View PostSACH BOLAY AK BOHAT SHUKRIA :thmbup:

prayers :rose
Comment
Comment