asslamoalikum respected members :rose
hope u wl b fine shine :toini:
waqt guzrta hai ...zindagi guzrti hai ... zindagi k taqazay waqt k sath badltay jatay hain ... purani riwayteain dam torrti hain ... nayi janam leti hai.....jeenay k andaaz badltay hain...rehan sehan ka tareeqay badlnay lagtay hain ....soch badlti hai....
kuch logon k liye ''naya pan'' qabool krna chandaan mushkil nae hota ...jab k kuch logon ki wabastagi ...''puranay pan'' k sath itni hoti hai , k zra waqt lagta hai adjust honay me.... yeh koi mayoob baat b nae hai ...
kiyon k
2 mukhtalif pehloun se dekha jaye tou dono k haqq me dalayal diye ja saktay hain... ek ka taluq dil se hai ek ka taluq dimagh se.... :)
so behas yeh nae k kya krna chahiye
purani cheez b radd nae kr saktay k kuch cheezain jitni purani hon utnmi umdah aur mazboot hoti hain
aur nayi cheez ko b qabool krna chahiye k tarraqi k liye zaroori hota hai

sawaal yeh hai k aap iss hawalay se khud ko kis muqam pe rakhtay hain...?
aap k liye roz marra zindagi me purani cheezon/MAAHOL/LOGON ko chorrna aur nayi cheez/MAAHOL/LOGON ko qabol krna kitna aasaan aur kitna mushkil hai ?

zra soch k jawaab dijiye ga
Comment