Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~Wabastagi~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Re: ~Wabastagi~

    Originally posted by saraah View Post

    ڈرامے بازا میرے نال ڈرامے بازی کرنا ایں
    Ub to hum tum se batamezi bhi nahi ker sakta. Ub to tum hamara saas yani hamara Ammi he :(
    :thmbup:

    Comment

    • #62
      Re: ~Wabastagi~

      Hmmm Change ACHA ho tu qabool kar liya Jata hai . Jin cheezo'n main ya Jin logo'n kay sath mann lagey wahaan adjustment main asaani rehti hai .. OLD IS GOLD ALWAYZ tu Purani cheezo'n ki ahmiyat apni jagah lekin un ko chora ja sakhta hia .. Lekin RISHTO'N ko nahin .. :) Rishto'n ko chorna mushkil hota hai . time lagta hai .. Apney muqaam par atey howay ..
      Zindagi Thak Gaye ..!!

      Comment

      • #63
        Re: ~Wabastagi~

        Mujhay tou aaj bhi Kabootar ki hoshyaari per shak hota hay :lol

        Khair, aik cheese main mention karna bhool gaya kay poornay rishtay, mahool aur cheesoon ka choURna... rishtay jitnay puraanay hotay hain utnay mazboot hotay hain isi liye unn ko itni asaaani say chouRa nahin jaa sakta, jahan tak mahool ki baat hay tou jaisay jaisay insaan baRhta hay waisay waisay uss kay mahool main bhi tabdeeli aa hi jaati hay, mahool hum badaltay nahin balkay khudh hi tabdeel hota jaata hay..... jaisay school colleges main dostoo ka mahool, phir biwi bachoon ka aur unn kay rishtaydaaroo say mayl joul tou mahool ki tabdeeli tou insaan main waisay hi aajaati hay, haan albaata puraana dour yaad kar kay chand lamhay khushi zaroor muyassir hoti hay (dil main ek lehar see uthi hay abhi, koi taaza hawa chali hay kahin).... nayi cheese kay aatay hi puraani cheese ki ahmiyat main kami tou aaj aati hay, haan agar woh working condition main hay tou uss ko zaroor sanbhal laitay hain... agar nahin tou uss ko pheekna hi paRta... Insaan hoo, cheesain hoon, yaa rishtay.... koi bhi cheese humesha kay liye qaayim nahin rehti, sab ko fana hona hay aik dinn :)

        Originally posted by saraah View Post

        @خان:lol
        میں سارہ ہوں جی سارہ
        بہت اچھی بات کہی لاسٹ پیرا گراف میں یو آر رائٹ ،ویسے بھی چینج از لائف اور وہ کیا کہتے ہیں ثبات ہے تغیر کو زمانے میں وغیرہ وغیرہ ہاں البتہ اگر میں کبوتروں کے زمانے میں ہوتی اور پیغام بھیجا کرتی تو یقینا اس حوالے سے میں ضرور ناسٹیلجک ہوجاتی :lol
        sigpic

        Comment

        • #64
          Re: ~Wabastagi~

          Originally posted by Mr. Sialkoty View Post

          Mer janiye nasha te nai kern lag pai
          Ufff me ko bay'ikhtiyar inni zorrr se hunsi aaey :rew:k me ki beti shor se uth gaeey u ki waja se :slap:
          sigpic

          Comment

          • #65
            Re: ~Wabastagi~

            Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
            Ufff me ko bay'ikhtiyar inni zorrr se hunsi aaey :rew:k me ki beti shor se uth gaeey u ki waja se :slap:
            mujay ghareeb ka baal samaj kr maar rahi ho uth to wo tumharay kharaton se b jati ho gi :bhago:
            :thmbup:

            Comment

            • #66
              Re: ~Wabastagi~

              Originally posted by saraah View Post
              asslamoalikum respected members :rose

              hope u wl b fine shine :toini:

              waqt guzrta hai ...zindagi guzrti hai ... zindagi k taqazay waqt k sath badltay jatay hain ... purani riwayteain dam torrti hain ... nayi janam leti hai.....jeenay k andaaz badltay hain...rehan sehan ka tareeqay badlnay lagtay hain ....soch badlti hai....
              kuch logon k liye ''naya pan'' qabool krna chandaan mushkil nae hota ...jab k kuch logon ki wabastagi ...''puranay pan'' k sath itni hoti hai , k zra waqt lagta hai adjust honay me.... yeh koi mayoob baat b nae hai ...

              kiyon k
              2 mukhtalif pehloun se dekha jaye tou dono k haqq me dalayal diye ja saktay hain... ek ka taluq dil se hai ek ka taluq dimagh se.... :)
              so behas yeh nae k kya krna chahiye

              purani cheez b radd nae kr saktay k kuch cheezain jitni purani hon utnmi umdah aur mazboot hoti hain
              aur nayi cheez ko b qabool krna chahiye k tarraqi k liye zaroori hota hai

              sawaal yeh hai k aap iss hawalay se khud ko kis muqam pe rakhtay hain...?
              aap k liye roz marra zindagi me purani cheezon/MAAHOL/LOGON ko chorrna aur nayi cheez/MAAHOL/LOGON ko qabol krna kitna aasaan aur kitna mushkil hai ?

              zra soch k jawaab dijiye ga
              kurriya,

              change is never easy for anyone, but its the only permanent thing in life

              Comment

              • #67

                its easy since last few years for me....!! i have learned it.... :wink

                Comment

                • #68
                  Re: ~Wabastagi~

                  One Art

                  The art of losing isn't hard to master;
                  so many things seem filled with the intent
                  to be lost that their loss is no disaster,

                  Lose something every day. Accept the fluster
                  of lost door keys, the hour badly spent.
                  The art of losing isn't hard to master.

                  Then practice losing farther, losing faster:
                  places, and names, and where it was you meant
                  to travel. None of these will bring disaster.

                  I lost my mother's watch. And look! my last, or
                  next-to-last, of three beloved houses went.
                  The art of losing isn't hard to master.

                  I lost two cities, lovely ones. And, vaster,
                  some realms I owned, two rivers, a continent.
                  I miss them, but it wasn't a disaster.

                  -- Even losing you (the joking voice, a gesture
                  I love) I shan't have lied. It's evident
                  the art of losing's not too hard to master
                  though it may look like a disaster.
                  Elizabeth Bishop
                  شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                  Comment

                  • #69

                    :garmi:

                    Comment

                    • #70
                      Re: ~Wabastagi~

                      Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                      Ufff me ko bay'ikhtiyar inni zorrr se hunsi aaey :rew:k me ki beti shor se uth gaeey u ki waja se :slap:
                      ab bhi daraoni he ho :lol

                      Comment

                      Working...
                      X