Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Criticism ...!!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Criticism ...!!!

    :pgame:
    That's Enough...!!

    Comment

    • #17
      Re: Criticism ...!!!

      Originally posted by mano_billi View Post
      aisi adaton ko dusro se kase khatam kiya ja sakta he ummid? 372-shock
      tumhe dosro se khatam kyun karna hai yeh aadatein??372-shock
      rehne do yaar... shaid dosro ke mizaaj mein yeh aadat is liye bhi ho ke hum se humare kuch gunaah isi bahane kum hojaaye.... :shyy:
      so cheer..... ...

      Comment

      • #18
        Re: Criticism ...!!!

        ye jonsa bhi sizam hi isay hona choayee acha hota hi sehat k liye :hii:
        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

        Comment

        • #19
          Re: Criticism ...!!!

          Originally posted by aabi2cool View Post
          ye jonsa bhi sizam hi isay hona choayee acha hota hi sehat k liye :hii:
          :pgame:
          That's Enough...!!

          Comment

          • #20
            Re: Criticism ...!!!

            Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
            :pgame:
            oh mitti pao jee :wk
            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

            Comment

            • #21
              Re: Criticism ...!!!

              Originally posted by mano_billi View Post
              Asalam o Alaikum...

              mera question ye he... ke log aik dusre ko itna criticize kyu karte hein? har dusre bande me keere kyu nikalte hein? apne giraybaan me kyu nahi jhante kisi or pe ungli uthane se pehle :donno:
              Wa salaam aap ki baat sey mujhey aik baat yaad aaii...

              baat yeh keh - aik bandey ney bohat maal-o-dolat laga ker aik mahal tameer karwaya, jab usney apney doston ko bulaya keh aao dekho, doston ney neechey sey kharrey ho ker jab mehal ka minara dekha to boley: baqi to sab theek haii, bas minara thorra terrha lag raha hai 372-shed

              kehney sey muraad yeh hai keh logon key dilon mein hassad aur keena kahin na kahin kisi na kisi soorat mein mojood rehta hai. Ooper ooper sey ham khud ko dho letey hain ander ki safaii nahin kartey... jab tak hamara ander ghubar'alood hai, hamein doosron per ungli uthaney mein mushkil pesh nahin aaey gi. Critism ka ta'aluq hassad sey hota hai, hassad kisi bhi shay sey ho, bohat bura hota hai. Yahan per GOOD criticism ki baat nahin - balkeh us tanqeed ki baat hai jo nafrat ka beech boti hai.

              Woh kisi ney bohat umdah kaha hai keh agar aap aik ungli doosrey ki tarf kartey ho, to aap ki teen ungliyaan aap hi ki tarf ishara kar rahi hoti hain. Lehaza kisi per ungli uthaney sey pehley apney gareban ki safaii bhi kar leni chahiyey.

              Kisi shaair ney kaha hai keh:

              doosron per agar tabsraa kijiyey
              aainah saamney rakh liya kijiyey
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment

              • #22
                Re: Criticism ...!!!

                Originally posted by Masood View Post

                is nay zaroor kaam ki baat ki hogi, aap sab zaroor paRheay ga :hii:
                That's Enough...!!

                Comment

                • #23
                  Re: Criticism ...!!!

                  Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                  is nay zaroor kaam ki baat ki hogi, aap sab zaroor paRheay ga :hii:

                  mera bhi yahi khiyal ha is mai kam ki batin hi honi ha:lolkesi ko parhnay ki zarrort nhi ha ammu nay bata dia ha siyaq-o-sabaq372-haha

                  Comment

                  • #24
                    Re: Criticism ...!!!

                    Originally posted by Fairy View Post
                    mera bhi yahi khiyal ha is mai kam ki batin hi honi ha:lolkesi ko parhnay ki zarrort nhi ha ammu nay bata dia ha siyaq-o-sabaq372-haha
                    :)
                    That's Enough...!!

                    Comment

                    • #25
                      Re: Criticism ...!!!

                      Originally posted by ummid View Post
                      tumhe dosro se khatam kyun karna hai yeh aadatein??372-shock
                      rehne do yaar... shaid dosro ke mizaaj mein yeh aadat is liye bhi ho ke hum se humare kuch gunaah isi bahane kum hojaaye.... :shyy:
                      so cheer..... ...
                      sahi baat he

                      Originally posted by aabi2cool View Post
                      ye jonsa bhi sizam hi isay hona choayee acha hota hi sehat k liye :hii:

                      Originally posted by Masood View Post
                      Wa salaam aap ki baat sey mujhey aik baat yaad aaii...

                      baat yeh keh - aik bandey ney bohat maal-o-dolat laga ker aik mahal tameer karwaya, jab usney apney doston ko bulaya keh aao dekho, doston ney neechey sey kharrey ho ker jab mehal ka minara dekha to boley: baqi to sab theek haii, bas minara thorra terrha lag raha hai 372-shed

                      kehney sey muraad yeh hai keh logon key dilon mein hassad aur keena kahin na kahin kisi na kisi soorat mein mojood rehta hai. Ooper ooper sey ham khud ko dho letey hain ander ki safaii nahin kartey... jab tak hamara ander ghubar'alood hai, hamein doosron per ungli uthaney mein mushkil pesh nahin aaey gi. Critism ka ta'aluq hassad sey hota hai, hassad kisi bhi shay sey ho, bohat bura hota hai. Yahan per GOOD criticism ki baat nahin - balkeh us tanqeed ki baat hai jo nafrat ka beech boti hai.

                      Woh kisi ney bohat umdah kaha hai keh agar aap aik ungli doosrey ki tarf kartey ho, to aap ki teen ungliyaan aap hi ki tarf ishara kar rahi hoti hain. Lehaza kisi per ungli uthaney sey pehley apney gareban ki safaii bhi kar leni chahiyey.

                      Kisi shaair ney kaha hai keh:

                      doosron per agar tabsraa kijiyey
                      aainah saamney rakh liya kijiyey

                      sahi kaha ap ne

                      Originally posted by Fairy View Post
                      mera bhi yahi khiyal ha is mai kam ki batin hi honi ha:lolkesi ko parhnay ki zarrort nhi ha ammu nay bata dia ha siyaq-o-sabaq372-haha

                      kidhar lost ho aj kal

                      Comment

                      • #26
                        Re: Criticism ...!!!

                        Originally posted by mano_billi View Post
                        sahi baat he

                        ek dum sahi baat

                        Comment

                        • #27
                          Re: Criticism ...!!!

                          tanqeed se mutaliq kuch .............!

                          زاویہ 2/باب 10
                          تنقید اور تائی کا فلسفہ

                          ایک بار میں نے تائی سے پوچھا کہ یہ تیری زندگی جو گزری ہے،اس کا میں تو شاہد نہیں ہوں، وہ کس قسم کی تھی؟ اُس نے بتایا کہ میں چھبّیس برس کی عمر میں بیوہ ہو گئی اور پھر اُس کے بعد میری عمر دیکھ لو، تمہارے سامنے ہے- اَسّی برس ہے- میں ایسے ہی رہی، لیکن میں کڑوی بہت تھی اور تلخ طبیعت کی ہو گئی- جب میں بیوہ ہو گئی- میں خُدا پر بھی تنقید کرتی تھی، حالات پر بھی، وقت پر بھی، لوگوں پر بھی اور میری کڑواہٹ میں مزید اضافہ ہوتا رہتا تھا -

                          -----------------------------------------
                          اتّفاق سے اب ہمارے ہاں
                          Criticism
                          کچھ زیادہ ہی ہونے لگا ہے اور کچھ ہمیں پڑھایا بھی جاتا ہے- کچھ ہماری تعلیم بھی ایسی ہے- کچھ ہم ایسے West oriented Educated
                          لوگ ہو گئے ہیں کہ ہم کہتے ہیں کہ ہر بات کا احتساب کرو، اس پر تنقید کرو اور ہر چیز کو تسلیم کرتے ہوئے اور ایسے ہی آگے چلتے ہوئے زندگی بسر نہ کرو

                          -----------------------------------------
                          جب آدمی کسی کو
                          Criticize

                          اللہ آپ کو آسانیاں عطا فرمائے اور آسانیاں عطا کرنے کا شرف عطا فرمائے
                          Last edited by saraah; 2 September 2009, 21:39.
                          شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                          Comment

                          • #28
                            Re: Criticism ...!!!

                            Originally posted by MSA View Post
                            aur u ne bhi bacho ki tarah mind hi kur lia
                            ji bhee nahi

                            Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                            chalo long drive par chalaiN
                            chalein ammu raste me jo smne ayega usay neche de dein ge

                            :pgame:

                            Originally posted by saraah View Post
                            tanqeed se mutaliq kuch .............!

                            زاویہ 2/باب 10
                            تنقید اور تائی کا فلسفہ

                            me ki sharah apee ki kia hi baat he humesha ki tarah well versed

                            Comment

                            Working...
                            X