Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Criticism ...!!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Criticism ...!!!

    Asalam o Alaikum...

    mano the fifo :lpop: hazir he ap sab ki khidmat me :zuban:
    baht dino se koi discussion wala topic nahi dekha me ne jis pe hum kuch soch ke likh sakein :mm: to me ne socha sab ko sochne pe majbur karu

    mera question ye he... ke log aik dusre ko itna criticize kyu karte hein? har dusre bande me keere kyu nikalte hein? apne giraybaan me kyu nahi jhante kisi or pe ungli uthane se pehle :donno:

    chahe jitni bhee positive traits kyu na hon aik insan me likin log wo ignore kar ke uske aik negative point par hi kyu focus karna pasand karte hein :eye:

    har choti choti baat kyu pakar lete hein or phir us baat ko itnaaa lamba khench ke third party ke samne paysh karte hein

    humari kuch aunties me ye adat zada payee jati he :mm: kisi ki backbiting karne ki...idhar aik aunty utheen udhar 2 peche bethi hui aunties ne bichari ki burayan shuru kar di

    aisa kyu he humare muashre mein log apne kaam se kaam kyu nahi rakh sakte? :donno:

  • #2
    Re: Criticism ...!!!

    Originally posted by mano_billi View Post

    waalikum asslam fifo
    me pichlay dinon issi topic ko shuru karnay wali thi lakin qadray mukhtalif andaz me ...khair.... nice topic :)

    kahin parrha thaa''jo shakhs hamesha nukta cheeni k mood me rehta hai aur doosron k nuqs nikalta hai wo apnay aap me tabdeeli ki salahiat se mehroom hojata hai''.........
    jo k yaqeenan ruk kr sochnay ka muqaam hai ...:thmbup:

    aur kiyon apnay kaam se kaam nae rakhtay?.....
    bhayee pehlay ''kaam'' tou ho jab aap ka paas small n petty concerns hi hongay tou aap khaak apnay ''kaam'' s ekaam rakho gay....

    bachay infaradi aur ajtamai dono satah pr fard aur qoum k paas ''maqsad'' hona chahiye ...
    tabhi aap apnay kaam se kaam rakh patay hain
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

    Comment

    • #3
      Re: Criticism ...!!!

      Originally posted by saraah View Post

      thankoo apee :lpop:

      bilkul sahi kaha ap ne :thmbup: insan dusron me itne keere niqal chuka hota he apne ap me burayi nazar hi nahi ati 372-haha
      likin phir bhee insan ko aik dafa ruk ke ye to sochna chahye na ke aik finger point karte hein to baki ki 3 fingers apki apni taraf point karti hein

      likin saraah apee ghar me kitne kaam hote hein...ghar ki kitni tensions hoti hein in sab ke bawajood logon ke paas itna faltu time hota he ke dusron ke baray me baat kar sakein :donno:

      Comment

      • #4

        bhyi ruk k sochnay walay tou esa nae kren gay aur jo kren gay wo bhala kaahay ko ruk k sochian gay :ANYWORD10
        bas samjhnay ki baat hai meri jaan .... tazaad ko samjho ..zindagi samjh me aajaye gi

        aur doosri baat
        fifi banday ki life ki janib approch kya hai ...yeh baat bohat ahmiat rakhti hai ...
        kabhi kabhi jab aap bahasiat qoum kuch sochain qoumi rawwaiye pe nazar dorrayen tou fard ka rawwaiya samjh me aanay lagta hai ....:thmbup:
        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

        Comment

        • #5
          Re: Criticism ...!!!

          thinkingg

          Comment

          • #6
            Re: Criticism ...!!!

            Originally posted by mano_billi View Post
            Asalam o Alaikum...

            mano the fifo :lpop: hazir he ap sab ki khidmat me :zuban:
            baht dino se koi discussion wala topic nahi dekha me ne jis pe hum kuch soch ke likh sakein :mm: to me ne socha sab ko sochne pe majbur karu

            mera question ye he... ke log aik dusre ko itna criticize kyu karte hein? har dusre bande me keere kyu nikalte hein? apne giraybaan me kyu nahi jhante kisi or pe ungli uthane se pehle :donno:

            chahe jitni bhee positive traits kyu na hon aik insan me likin log wo ignore kar ke uske aik negative point par hi kyu focus karna pasand karte hein :eye:

            har choti choti baat kyu pakar lete hein or phir us baat ko itnaaa lamba khench ke third party ke samne paysh karte hein

            humari kuch aunties me ye adat zada payee jati he :mm: kisi ki backbiting karne ki...idhar aik aunty utheen udhar 2 peche bethi hui aunties ne bichari ki burayan shuru kar di

            aisa kyu he humare muashre mein log apne kaam se kaam kyu nahi rakh sakte? :donno:
            akser aurtou me yeh buri adaat paiy jaati he.

            Hadees mai bhi ata he ke.. dozakh mai aurtain ziada hongi.. uski aik waja yeh bhi he.. ke akser aurtain.. Hassad..apne dil me rakhti hain.

            Aur wo hi auratain doosre ke uper baat kerti hain.. jin ka apna Imaan kamzor hota he.

            Aur aik hadees mai ata he ke apne MUrda bahi ka gosht mat kaho.. jis ke yehi meanings hain/... ke uski ghair-haazri me.. uske bare mai baaatian naa kero... jisko GHEEBAT kehte hain..aur gheebat bohat bada Gunah he.

            Kiya aap iss baat ko IMAGINE ker sakte hain.. ke koi kisi murde ka gosht khana kaisa he...??? to wo hi baat IMAGINE kero.. aur socho.. ke yeh GHeebat kerna.. Murda bahhi/ behan ka gosht khane ke braabar he.

            Hum sab ko chahiye apni Islah kerain.. aur apne gire baan mai jhaankain.. jab hum yhe kerna sikh jain gai.. to hum ko apne se ziadaa koi BURA nahi lage ga.:)
            Last edited by *Samra*; 26 May 2009, 11:47.

            Comment

            • #7
              Re: Criticism ...!!!

              Originally posted by mano_billi View Post
              Asalam o Alaikum...

              mano the fifo :lpop: hazir he ap sab ki khidmat me :zuban:
              baht dino se koi discussion wala topic nahi dekha me ne jis pe hum kuch soch ke likh sakein :mm: to me ne socha sab ko sochne pe majbur karu

              mera question ye he... ke log aik dusre ko itna criticize kyu karte hein? har dusre bande me keere kyu nikalte hein? apne giraybaan me kyu nahi jhante kisi or pe ungli uthane se pehle :donno:

              chahe jitni bhee positive traits kyu na hon aik insan me likin log wo ignore kar ke uske aik negative point par hi kyu focus karna pasand karte hein :eye:

              har choti choti baat kyu pakar lete hein or phir us baat ko itnaaa lamba khench ke third party ke samne paysh karte hein

              humari kuch aunties me ye adat zada payee jati he :mm: kisi ki backbiting karne ki...idhar aik aunty utheen udhar 2 peche bethi hui aunties ne bichari ki burayan shuru kar di

              aisa kyu he humare muashre mein log apne kaam se kaam kyu nahi rakh sakte? :donno:
              w/salam

              abhi mery tabiyat itni bhi theek nahe kay u kay itnay saray kionz ka jawab day sakoon

              baad maiN reply karonga, wesay acha topic hai teddy
              That's Enough...!!

              Comment

              • #8
                Re: Criticism ...!!!

                Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post

                Salam again :shyy:

                woh kia hai na mano me ki tabiyat bhi theek hogai to socha reply kardoon
                That's Enough...!!

                Comment

                • #9

                  me ke ammu 0 metre ho ke agaye

                  Comment

                  • #10
                    Re: Criticism ...!!!

                    Originally posted by mano_billi View Post
                    Asalam o Alaikum...

                    mano the fifo :lpop: hazir he ap sab ki khidmat me :zuban:
                    baht dino se koi discussion wala topic nahi dekha me ne jis pe hum kuch soch ke likh sakein :mm: to me ne socha sab ko sochne pe majbur karu

                    mera question ye he... ke log aik dusre ko itna criticize kyu karte hein? har dusre bande me keere kyu nikalte hein? apne giraybaan me kyu nahi jhante kisi or pe ungli uthane se pehle :donno:

                    chahe jitni bhee positive traits kyu na hon aik insan me likin log wo ignore kar ke uske aik negative point par hi kyu focus karna pasand karte hein :eye:

                    har choti choti baat kyu pakar lete hein or phir us baat ko itnaaa lamba khench ke third party ke samne paysh karte hein

                    humari kuch aunties me ye adat zada payee jati he :mm: kisi ki backbiting karne ki...idhar aik aunty utheen udhar 2 peche bethi hui aunties ne bichari ki burayan shuru kar di

                    aisa kyu he humare muashre mein log apne kaam se kaam kyu nahi rakh sakte? :donno:

                    Walaikom Assalam
                    jo loag buht zyada criticize kartay hain ...woh khud apnay behaviour say sabit kar daitay hain ... keh woh apnay ksi complex ka badla dosroon say laina chah rahay hain....
                    HAZARAT ALI RAT ka fermaan hai keh: jis shakhs kay apnay khayalat kharab hooN ... us mein dosroon kay muqablay mein bad-zani bhi zyada hoti hai.....
                    For New Designers
                    وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                    Comment

                    • #11

                      wasalam....

                      criticism ki do Qismein hoti hai... ek positive in other words healthy...or dosra negative... i.e unhealthy 372-shock
                      ab yeh do Qismein un bandu per depend nahi karti jo criticisz karte hain balke un per depend karti hai jin per criticism kiya gaya hai..... I mean aap un ke tanz ko un ki baaton ko un ke criticism ko kaise lete hain.... coz people will keep behaving the way they wants.... log itne bhi bure nahi hote... bus apni aadato se majboor hote hain....
                      and if people talk behind you... it simply means ke you are one step ahead from them... thats what I think... and I do...
                      :D

                      Comment

                      • #12
                        Re: Criticism ...!!!

                        i think backbiting khas kar aurtein hi kartin hain.. kuch mard hazraat bhi hotay hatay hain jo backbiting kartay hain.. yah srif wo hi log kartay hain jo kuch hasil na kar sakay ho aur dosray ki qabliyaat say jaltay hoon. is liyah wo kuch to kar nahi saktay to us insaan ka masharay main moqaam giranay kay liyah backbiting kartay phirtay hain..
                        yaad rakhay jo insaan app say kisi ki backbiting karay to wo app kay janay kay bad app ki backbiting start karday ga...so aisay logoon say door rahay.......................
                        ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                        Comment

                        • #13
                          Re: Criticism ...!!!

                          Originally posted by mano_billi View Post
                          me ke ammu 0 metre ho ke agaye
                          aur u ne bhi bacho ki tarah mind hi kur lia

                          Comment

                          • #14
                            Re: Criticism ...!!!

                            Originally posted by mano_billi View Post
                            me ke ammu 0 metre ho ke agaye
                            chalo long drive par chalaiN
                            That's Enough...!!

                            Comment

                            • #15
                              Re: Criticism ...!!!

                              Originally posted by *Rida* View Post
                              Walaikom Assalam
                              jo loag buht zyada criticize kartay hain ...woh khud apnay behaviour say sabit kar daitay hain ... keh woh apnay ksi complex ka badla dosroon say laina chah rahay hain....
                              HAZARAT ALI RAT ka fermaan hai keh: jis shakhs kay apnay khayalat kharab hooN ... us mein dosroon kay muqablay mein bad-zani bhi zyada hoti hai.....
                              sahi baat he thankeww for replying rida apee

                              Originally posted by ummid View Post
                              wasalam....

                              criticism ki do Qismein hoti hai... ek positive in other words healthy...or dosra negative... i.e unhealthy 372-shock
                              ab yeh do Qismein un bandu per depend nahi karti jo criticisz karte hain balke un per depend karti hai jin per criticism kiya gaya hai..... I mean aap un ke tanz ko un ki baaton ko un ke criticism ko kaise lete hain.... coz people will keep behaving the way they wants.... log itne bhi bure nahi hote... bus apni aadato se majboor hote hain....
                              and if people talk behind you... it simply means ke you are one step ahead from them... thats what I think... and I do... :D

                              aisi adaton ko dusro se kase khatam kiya ja sakta he ummid? 372-shock

                              Originally posted by D@y W@lk3r View Post
                              i think backbiting khas kar aurtein hi kartin hain.. kuch mard hazraat bhi hotay hatay hain jo backbiting kartay hain.. yah srif wo hi log kartay hain jo kuch hasil na kar sakay ho aur dosray ki qabliyaat say jaltay hoon. is liyah wo kuch to kar nahi saktay to us insaan ka masharay main moqaam giranay kay liyah backbiting kartay phirtay hain..
                              yaad rakhay jo insaan app say kisi ki backbiting karay to wo app kay janay kay bad app ki backbiting start karday ga...so aisay logoon say door rahay.......................

                              mard aurton se zada backbiting karte hein or zada shoqeen hote hein gossip sun'ne ke 372-shock

                              sahi baat kahi ap ne :laptop:
                              Last edited by mano_billi; 31 August 2009, 18:10.

                              Comment

                              Working...
                              X