Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Are You Perfectionist???

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Re: Are You Perfectionist???

    Originally posted by saraah View Post
    hmmmmmmm
    kya matlab...would u explain???
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment


    • #62
      Re: Are You Perfectionist???

      Originally posted by saraah View Post
      aur muje pata hai aap ko kuch aata jata nahi :ANYWORD10



      tum tou phir buri phansin372-scare



      iss se doosron pe kya asar parrta hai?
      baqi family members pe?:mm:




      ...
      :embarasse haa naa bohat buri phansiiii yaaa allah mujh masoom per reham kerna :dua

      baqi family members per farq yeh parta he ke wo mere ghar per hone se ghabraate hain :lol

      Comment


      • #63
        Re: Are You Perfectionist???

        Originally posted by saraah View Post


        achaa kya aap khud logo ki expectations pe ''hamesha'' poora utrtay hain...kabhi sochaa aap ne :mm:..aap k pooray circle me,family,friends,relatives.....!?



        tou janab yeh koi achi aadat nae try to change ur self....otherwise ek waqt aata hai docters aap ko kehtay hain ji ''change urself''....
        lakin uss waqt aap ka itna stamina nae hota k tabdeeliyaan laai ja sakaein....
        apni technical eyes ka kuch krna chahiye aapko.... kya aap kr saktay hain???
        Tumhari pehli baat ka jawaab yeh ke, mein apni nunni munni 30 saal ki age mein apnay saaray rishtay bohat bharpoor tareekay se nibhaa raha hoon. Aur bohat se loogon ki expectations jo muj per hoti hein un per pura utarta hoon ya pura uternay ki kooshish kerta hoon. Still, man can't be perfect.

        Aur doosra sawaal, bilkul mein is cheez ko realize kerta hoon ke ainda mere liye bohat mushkilaat ho sakti hein ager mein ne apni sooch ko tabdeel na kia to, lekin kuch built-in flaws bhi hotay hein na :pagal:
        :thmbup:

        Comment


        • #64
          Re: Are You Perfectionist???

          Originally posted by saraah View Post
          dekhaa draa diya na aabi bhai ne 372-haha372-haha
          Yeh din badin daroona hota ja raha he, is ka kuch kerna paray ga
          :thmbup:

          Comment


          • #65
            Re: Are You Perfectionist???

            Originally posted by saraah View Post

            asslamoalikum respected members
            kya aap perfectionist hain???
            agar hain tou kya har muamlay me?
            agar kisi hadd tak tou kin moqon par???
            ya phir ''guzara'' krnay ka fann jantay hain???
            aur haan
            yeh perfectionism aap k nazdeek positive attitude hai k negative???
            Last edited by Masood; 22 May 2009, 03:34.
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • #66
              Re: Are You Perfectionist???

              hmmmm :mm:

              Originally posted by *Samra* View Post
              :embarasse haa naa bohat buri phansiiii yaaa allah mujh masoom per reham kerna :dua

              baqi family members per farq yeh parta he ke wo mere ghar per hone se ghabraate hain :lol
              aameen :khi:
              dekhaa its something not good :ANYWORD10

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              Tumhari pehli baat ka jawaab yeh ke, mein apni nunni munni 30 saal ki age mein apnay saaray rishtay bohat bharpoor tareekay se nibhaa raha hoon. Aur bohat se loogon ki expectations jo muj per hoti hein un per pura utarta hoon ya pura uternay ki kooshish kerta hoon. Still, man can't be perfect.

              Aur doosra sawaal, bilkul mein is cheez ko realize kerta hoon ke ainda mere liye bohat mushkilaat ho sakti hein ager mein ne apni sooch ko tabdeel na kia to, lekin kuch built-in flaws bhi hotay hein na :pagal:
              ok okkkkkkk

              n then u must try tou change urself aap aksar auqaat will power pe zor dete nazar aatay hain tou ab zra kijiya na will power ka istimaal ..
              aur built in flaws ...yeh aap keh rahay hain

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              Yeh din badin daroona hota ja raha he, is ka kuch kerna paray ga
              kuch nae hosakta :ANYWORD10
              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

              Comment


              • #67
                Re: Are You Perfectionist???

                Originally posted by Masood View Post
                Wa salaam



                Woh log bhi hain jo apni har koshish sey hasil honey waley har result mein sakoon mehsoos kartey hain aur unhein us mein 'perfection' mehsoos hoti hai, jabkeh unkey mukhalif woh log bhi hain jo us waqt tak taskeen mehsoos nahin kartey jab tak koi shay unki razamandi key mutabiq na ho. Unhein doosrey key (har) kaam mein nuqs nazar aata hai aur woh apney hi kaam ko near-to-perfection samajhney key aadi hotey hain. Yahan per aik qabil-e-ghaur amar yeh bhi hai keh "zaroori nahin jo shay hamein drust/perfect lagey, woh doosron ko bhi lagey" kyun keh perfection sirf apni tasali hoti hai.

                Pehli qisam key log bohat ziyada details mein nahin jatey, balkeh unkey liyey kaam ka hal karna hi perfection hai, aisey logon ko zehni takaleef bhi kam hi uthani parti hain. Jabkeh doosri qisam key log jo har kaam ko us waqt tak drust nahin mantey jab tak woh PERFECT na ho, unhein zehni uljhanein bhi ziyada hoti hai, kyunkeh unhein us waqt tak taskeen nahin hoti jab tak kaam unki soch key mutabiq perfect na ho. Aisey log shayid bareekiyon mein bhi bohat jatey hain. Agar aik workplace per aap bareekiyon mein jaein gey to aap ki productivity bohat low rahey gi aur aap ko achha collegue nahin samjha jaey ga. Chunkeh in logon ko behtar sey behtar karney ki talab rehti hai, lehaza woh productivity mein peechhey rah jatey hain.

                Agar kisi bhi cheez mein improve karney ki zaroorat rahey to woh kabhi perfect nahin ho sakti. Algharz there is nothing you call perfection, every thing has room for improvement.

                Merey nazdeek main 'us' perfection mein nahin aata jiska ziker kiya geya hai. I wan't the job to be done in rules and regulations - so what is done in rules and regulations is perfect in that sense.

                hmmmmm khasay wasee tanazur me baat ki aap ne
                aur mazeed points milay/swaal uthay hain mere zehan me
                welll...agreed .....

                thanks for ur views :thmbup:
                شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                Comment


                • #68
                  Re: Are You Perfectionist???

                  Originally posted by saraah View Post
                  hmmmm :mm:


                  aameen :khi:
                  dekhaa its something not good :ANYWORD10



                  ok okkkkkkk

                  n then u must try tou change urself aap aksar auqaat will power pe zor dete nazar aatay hain tou ab zra kijiya na will power ka istimaal ..
                  aur built in flaws ...yeh aap keh rahay hain



                  kuch nae hosakta :ANYWORD10

                  baaz jagah mujay yaad nahi rehta ke yahan will power se kaam lena he, me bhool jata hoon na :pagal:
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #69
                    Re: Are You Perfectionist???

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    baaz jagah mujay yaad nahi rehta ke yahan will power se kaam lena he, me bhool jata hoon na :pagal:

                    me ne yaad krwaa diya hai na
                    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                    Comment


                    • #70
                      Re: Are You Perfectionist???

                      Originally posted by saraah View Post
                      me ne yaad krwaa diya hai na
                      aaho
                      :thmbup:

                      Comment


                      • #71
                        Re: Are You Perfectionist???

                        jo har cheez main Perfectionist mangtay hian un kay sath guzara bara mushkil hota hai logoun ka :lol
                        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                        Comment


                        • #72
                          Re: Are You Perfectionist???

                          Originally posted by Aanchal View Post
                          jo har cheez main Perfectionist mangtay hian un kay sath guzara bara mushkil hota hai logoun ka :lol
                          yahan perfectionist ki jagah perfection use kerna tha tum ne
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #73
                            Re: Are You Perfectionist???

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            aaho
                            JUST DO IT NOW :ANYWORD8
                            Originally posted by Aanchal View Post
                            jo har cheez main Perfectionist mangtay hian un kay sath guzara bara mushkil hota hai logoun ka :lol
                            SAHEE KAHA :khi:

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            yahan perfectionist ki jagah perfection use kerna tha tum ne
                            har paasay tanqeed :tauba
                            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                            Comment


                            • #74
                              Re: Are You Perfectionist???

                              Originally posted by saraah View Post
                              JUST DO IT NOW :ANYWORD8


                              SAHEE KAHA :khi:



                              har paasay tanqeed :tauba
                              mein fair ki karan, aik ayeho cheez te mere kool reh gai way :embarasse
                              :thmbup:

                              Comment


                              • #75
                                Re: Are You Perfectionist???

                                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                                mein fair ki karan, aik ayeho cheez te mere kool reh gai way :embarasse

                                :ANYWORD10

                                kuj kar lawo janab halay v kuj nae wiggriya :hahaye:
                                شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                                Comment

                                Working...
                                X