Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Are You Perfectionist???
Collapse
X
-
Re: Are You Perfectionist???
Originally posted by saraah View Postaur muje pata hai aap ko kuch aata jata nahi :ANYWORD10
tum tou phir buri phansin372-scare
iss se doosron pe kya asar parrta hai?
baqi family members pe?:mm:
...
baqi family members per farq yeh parta he ke wo mere ghar per hone se ghabraate hain :lol
Comment
-
Re: Are You Perfectionist???
Originally posted by saraah View Post
achaa kya aap khud logo ki expectations pe ''hamesha'' poora utrtay hain...kabhi sochaa aap ne :mm:..aap k pooray circle me,family,friends,relatives.....!?
tou janab yeh koi achi aadat nae try to change ur self....otherwise ek waqt aata hai docters aap ko kehtay hain ji ''change urself''....
lakin uss waqt aap ka itna stamina nae hota k tabdeeliyaan laai ja sakaein....
apni technical eyes ka kuch krna chahiye aapko.... kya aap kr saktay hain???
Aur doosra sawaal, bilkul mein is cheez ko realize kerta hoon ke ainda mere liye bohat mushkilaat ho sakti hein ager mein ne apni sooch ko tabdeel na kia to, lekin kuch built-in flaws bhi hotay hein na :pagal::thmbup:
Comment
-
Re: Are You Perfectionist???
Originally posted by saraah View Post
asslamoalikum respected members
kya aap perfectionist hain???
agar hain tou kya har muamlay me?
agar kisi hadd tak tou kin moqon par???
ya phir ''guzara'' krnay ka fann jantay hain???
aur haan
yeh perfectionism aap k nazdeek positive attitude hai k negative???Last edited by Masood; 22 May 2009, 03:34.tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujheytumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
Comment
-
Re: Are You Perfectionist???
hmmmm :mm:
Originally posted by *Samra* View Post:embarasse haa naa bohat buri phansiiii yaaa allah mujh masoom per reham kerna :dua
baqi family members per farq yeh parta he ke wo mere ghar per hone se ghabraate hain :lol
dekhaa its something not good :ANYWORD10
Originally posted by munda_sialkoty View PostTumhari pehli baat ka jawaab yeh ke, mein apni nunni munni 30 saal ki age mein apnay saaray rishtay bohat bharpoor tareekay se nibhaa raha hoon. Aur bohat se loogon ki expectations jo muj per hoti hein un per pura utarta hoon ya pura uternay ki kooshish kerta hoon. Still, man can't be perfect.
Aur doosra sawaal, bilkul mein is cheez ko realize kerta hoon ke ainda mere liye bohat mushkilaat ho sakti hein ager mein ne apni sooch ko tabdeel na kia to, lekin kuch built-in flaws bhi hotay hein na :pagal:
n then u must try tou change urself aap aksar auqaat will power pe zor dete nazar aatay hain tou ab zra kijiya na will power ka istimaal ..
aur built in flaws ...yeh aap keh rahay hain
Originally posted by munda_sialkoty View PostYeh din badin daroona hota ja raha he, is ka kuch kerna paray gaشاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا
Comment
-
Re: Are You Perfectionist???
Originally posted by Masood View PostWa salaam
Woh log bhi hain jo apni har koshish sey hasil honey waley har result mein sakoon mehsoos kartey hain aur unhein us mein 'perfection' mehsoos hoti hai, jabkeh unkey mukhalif woh log bhi hain jo us waqt tak taskeen mehsoos nahin kartey jab tak koi shay unki razamandi key mutabiq na ho. Unhein doosrey key (har) kaam mein nuqs nazar aata hai aur woh apney hi kaam ko near-to-perfection samajhney key aadi hotey hain. Yahan per aik qabil-e-ghaur amar yeh bhi hai keh "zaroori nahin jo shay hamein drust/perfect lagey, woh doosron ko bhi lagey" kyun keh perfection sirf apni tasali hoti hai.
Pehli qisam key log bohat ziyada details mein nahin jatey, balkeh unkey liyey kaam ka hal karna hi perfection hai, aisey logon ko zehni takaleef bhi kam hi uthani parti hain. Jabkeh doosri qisam key log jo har kaam ko us waqt tak drust nahin mantey jab tak woh PERFECT na ho, unhein zehni uljhanein bhi ziyada hoti hai, kyunkeh unhein us waqt tak taskeen nahin hoti jab tak kaam unki soch key mutabiq perfect na ho. Aisey log shayid bareekiyon mein bhi bohat jatey hain. Agar aik workplace per aap bareekiyon mein jaein gey to aap ki productivity bohat low rahey gi aur aap ko achha collegue nahin samjha jaey ga. Chunkeh in logon ko behtar sey behtar karney ki talab rehti hai, lehaza woh productivity mein peechhey rah jatey hain.
Agar kisi bhi cheez mein improve karney ki zaroorat rahey to woh kabhi perfect nahin ho sakti. Algharz there is nothing you call perfection, every thing has room for improvement.
Merey nazdeek main 'us' perfection mein nahin aata jiska ziker kiya geya hai. I wan't the job to be done in rules and regulations - so what is done in rules and regulations is perfect in that sense.
hmmmmm khasay wasee tanazur me baat ki aap ne
aur mazeed points milay/swaal uthay hain mere zehan me
welll...agreed .....
thanks for ur views :thmbup:شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا
Comment
-
Re: Are You Perfectionist???
Originally posted by saraah View Posthmmmm :mm:
aameen :khi:
dekhaa its something not good :ANYWORD10
ok okkkkkkk
n then u must try tou change urself aap aksar auqaat will power pe zor dete nazar aatay hain tou ab zra kijiya na will power ka istimaal ..
aur built in flaws ...yeh aap keh rahay hain
kuch nae hosakta :ANYWORD10
baaz jagah mujay yaad nahi rehta ke yahan will power se kaam lena he, me bhool jata hoon na :pagal::thmbup:
Comment
-
-
Re: Are You Perfectionist???
jo har cheez main Perfectionist mangtay hian un kay sath guzara bara mushkil hota hai logoun ka :lol
Comment
-
Re: Are You Perfectionist???
Originally posted by munda_sialkoty View Postaaho
Originally posted by Aanchal View Postjo har cheez main Perfectionist mangtay hian un kay sath guzara bara mushkil hota hai logoun ka :lol
Originally posted by munda_sialkoty View Postyahan perfectionist ki jagah perfection use kerna tha tum neشاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا
Comment
-
Comment