Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

husen ki devi

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: husen ki devi

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    :duaAllah e bachaye tere koolon

    u turkey ho?

    Comment


    • Re: husen ki devi

      Originally posted by mano_billi View Post
      u turkey ho?
      nahi mein switzerland hoon :tasali:
      :thmbup:

      Comment


      • Re: husen ki devi

        Originally posted by zoniash View Post
        salam pegham seb theakh hain iknow teddy jo nhe hain theakh wo b ho jain gy theakh

        to arz yeh the k main souch rahi the subaaaaaaaaaaa sy k her poet ek he baat kiyon kerta hain usy apni life ya poetry k liya kisi husen ki devi he kiyon chyae hoti hain baki lerkiyon ko keerain pery hoty hain kia372-shed 372-shed ab dekh lain masood bhera ki yeh poety hi hi kisi husen ki devi ki talash main hain masood bhai he kiyon her poet ki poetry bus yehan py he khatm ho jati hain us ki mahboba kiyaalati mehbooba:D itneeeeeeeeeeeeeeee haseeen o jameel hoti hain k bohat muskhil sy he milti hain mger kabi kisi poet ny aam lerki per shairi kiyon nhe ki ager kisi poet ko aam lerki jo chaye khubsort aur husen ki devi na sahe mger us k pass ek bohat nayaab dil hota hain jis main muhabat hoti hain jayse husen ki deviyon k dilo main hoti hain372-shock tay fair shair no ki problem ay k unho humasha aam lerki k bare main jeb likhy ga to yeh likhy ga k ek takhi haari dunya sy lerti bechari lekri mager ager kisi haseena k bare main likhy ga to husen jameeel surahi daar gerdan jheel sy gehri ankahin hi o ruba aysa kiyon hota hain kia aam lerki sy muahabt k laiq nhe hoti ki haseen o jameel hona zarori hain in poet hazraat ki poetry k terhan kabi kisi poet nhy yeh kiyon nhe likh ak us ki khiyalon ki lerki ek aam si shakel o soret ek aam si ankhon wali seedhi sadhi lerki hain humasha inha lokan no haseen o jameel tay husen di deviyan he kiyon nazer andhiyn ny :fuming: wayse to her lerki ki khubsort hoti hain per pher b koi na koi ferak ahe jata hain ki kiyaal hain tuhda seb da

        insaan ki fitraat he ke khoobsurati usko attrack kerti he..

        jaisw phool... Qudraat ke nazaare... aur bohat si khoobsurat chiezain..

        tareef bhi insaan khoobsurat chiezo ki kerta he..

        ager dehka jaye to ... tareef sirf Husan ki nahi hoti... balqe akser "sifaat" ki bhi hoti he.. hosakta he sab meri baat se itefaq na kerain ... lekin meri yehi soch he ke... tareef sirf "zaahiri hussan" ki nahi hoti...
        Last edited by *Samra*; 6 May 2009, 12:44.

        Comment


        • Re: husen ki devi

          Wow kya dosti hai
          jazak allah
          شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

          Comment


          • Re: husen ki devi

            Originally posted by saraah View Post
            Wow kya dosti hai
            jazak allah
            Allah Ta'ala aapko bhi jazaey khair aata karay :)
            lekin yaad rakhiey ga manzar sirf wahgeen tak nahin hota jahan tak apki nigah jaey....manzar us say bhi bht duur bht duuur tak phela hota hay.........:phool:So conclude na kijiey kuch sirf manzar k mehdood nazar aanay per ......:thmbup:
            Last edited by Eshaa Chaudhry; 6 May 2009, 16:26.
            sigpic

            Comment


            • Re: husen ki devi

              ap logo ny masood bhai k husen ki devi ko leraki dain bana diya hain


              :khi::khi:
              ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

              sigpic

              Comment


              • Re: husen ki devi

                ab shair is main khush hain to hum kia kar sakty hain

                Comment


                • Re: husen ki devi

                  Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                  Allah Ta'ala aapko bhi jazaey khair aata karay :)
                  lekin yaad rakhiey ga manzar sirf wahgeen tak nahin hota jahan tak apki nigah jaey....manzar us say bhi bht duur bht duuur tak phela hota hay.........:phool:So conclude na kijiey kuch sirf manzar k mehdood nazar aanay per ......:thmbup:
                  u r right esha :rose

                  bt this msg was 4 aamir not for u :ANYWORD10
                  شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                  Comment


                  • Re: husen ki devi

                    Originally posted by saraah View Post
                    u r right esha :rose

                    bt this msg was 4 aamir not for u :ANYWORD10
                    Dear baat aamir ki ho , Eshaa ki ho ya kisi bhi aur banday ki , humnay sirf conclusion per apko kaha hay .aur life k her aspect k liey kaha hay .......aap nay agr humaray liey bhi kahi hoty to koi bat na thi :phool:
                    sigpic

                    Comment


                    • Re: husen ki devi

                      Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                      Dear baat aamir ki ho , Eshaa ki ho ya kisi bhi aur banday ki , humnay sirf conclusion per apko kaha hay .aur life k her aspect k liey kaha hay .......aap nay agr humaray liey bhi kahi hoty to koi bat na thi :phool:
                      aap ki payar bhari naseehat k liye shukriaadaablakin conclude tou yahan aur b bohat kuch kiya gaya hai mehdood manzar k sath...
                      khair no more comments....
                      khush rahiye )
                      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                      Comment


                      • Re: husen ki devi

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        nahi mein switzerland hoon :tasali:

                        mein france hu :D

                        Comment


                        • Re: husen ki devi

                          Originally posted by mano_billi View Post
                          mein france hu :D
                          ek insan country b ho sakta hai ye may nay soocha na tha ....tum pursh nahi.....................................balky mah-pursh hu

                          Comment


                          • Re: husen ki devi

                            Originally posted by snobbish View Post
                            ek insan country b ho sakta hai ye may nay soocha na tha ....tum pursh nahi.....................................balky mah-pursh hu

                            shukriya is tareef ka :phool:

                            Comment


                            • Re: husen ki devi

                              Originally posted by mano_billi View Post
                              shukriya is tareef ka :phool:
                              app waqiyee ...khoof-surat hain :lol

                              Comment


                              • Re: husen ki devi

                                Originally posted by snobbish View Post
                                app waqiyee ...khoof-surat hain :lol

                                ji likin ap se baht kam :wk

                                Comment

                                Working...
                                X