Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

husen ki devi

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #76
    Re: husen ki devi

    Originally posted by Fairy View Post
    is kay tajasus is ko majbor kar datay hian na phir is nay kahna hota ha kah larki mature nahi 372-shock
    Tajasus deryaaft ka baap hota he, samji
    :thmbup:

    Comment


    • #77
      Re: husen ki devi

      Originally posted by aabi2cool View Post
      ohhoooo tum dono behan bhaion nay kaya khap dali hui hy?????????
      aabi bhai 372-scareAllah na karay aissa kisi ka bhai ho :dua
      sigpic

      Comment


      • #78
        Re: husen ki devi

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        Tajasus deryaaft ka baap hota he, samji

        tu tum larkiyan deryaft kartay ho372-haha

        Comment


        • #79
          Re: husen ki devi

          Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
          aabi bhai 372-scareAllah na karay aissa kisi ka bhai ho :dua
          :duaAllah e bachaye tere koolon
          :thmbup:

          Comment


          • #80
            Re: husen ki devi

            Originally posted by Fairy View Post
            tu tum larkiyan deryaft kartay ho372-haha

            pehlay deryaaft kerta tha, ub aijaad kerne ka sooch raha hoon
            :thmbup:

            Comment


            • #81
              Re: husen ki devi

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              Eesha ji aap personal attack pe foori uter jati hein. Dekhiye hoon to mein bhi aap ka doost, kerta to mein bhi aap se bohat si baatein hoon, per masood sahib mein aakhir aisa kia he jo aap ne itni janabdaari dikha di, aur yeh bhi nahi soocha ke mein aap ka itna purana doost hoon

              sab se pehlay to bat kar li jaey personal attack ki to siyanay kehtay hain jaissa munh waisee chaper .......:thmbup:

              humein kisi nay aissa kuch nahin kaha ..aap ko bas itna kaha hay k jo kechar ap nay apnay dimagh mein paala hua hay ussay nikal dijiey ..taakay saaf dil o niyyat se aap Pgians ko samjh sakei'n ..per asal qadsoor aapka nahin ye fitratan apki ghutti mein per chuka hay...jis se amjboor ho k aap intehaeey fazooliyaat bhi bol jatay rahay hain ..is baat ka aapka maazi bhi gawahj hay ..aur haal bhi ....
              aur yeh larkiyoon wali chawlein to aap maarti rehti hein, mein ne aap ko in chawlon se kabi nahi rooka eesha ji, yeh aap ka chawlaana haq he, aap jub chahein is tarah ki chawalein maar sakti hein
              hum larki hain so larkiyoN waali baat ker letay hain ..aap to larki nhin phir aap mein ye zanana khasoosiyaat kahan se peda ho gaeen

              kured kured kar logon se poochnay wali k batao falan nay tumhein aissa kaha , waissa kaha ....aur us k baad phir kisi k poochnay pe kehna k "mujhay new projects per kaam karna pasand hay "
              sigpic

              Comment


              • #82
                Re: husen ki devi

                Originally posted by Fairy View Post
                tu tum larkiyan deryaft kartay ho372-haha
                :slap: kab se msn pe u ko msg kar rahi hoon me 372-shed

                reply kiun anhin kar rahin aap ..madam
                sigpic

                Comment


                • #83
                  Re: husen ki devi

                  Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                  :slap: kab se msn pe u ko msg kar rahi hoon me 372-shed

                  reply kiun anhin kar rahin aap ..madam

                  yar me ka net mar jata ha

                  Comment


                  • #84
                    Re: husen ki devi

                    Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                    sab se pehlay to bat kar li jaey personal attack ki to siyanay kehtay hain jaissa munh waisee chaper .......:thmbup:

                    humein kisi nay aissa kuch nahin kaha ..aap ko bas itna kaha hay k jo kechar ap nay apnay dimagh mein paala hua hay ussay nikal dijiey ..taakay saaf dil o niyyat se aap Pgians ko samjh sakei'n ..per asal qadsoor aapka nahin ye fitratan apki ghutti mein per chuka hay...jis se amjboor ho k aap intehaeey fazooliyaat bhi bol jatay rahay hain ..is baat ka aapka maazi bhi gawahj hay ..aur haal bhi ....

                    hum larki hain so larkiyoN waali baat ker letay hain ..aap to larki nhin phir aap mein ye zanana khasoosiyaat kahan se peda ho gaeen

                    kured kured kar logon se poochnay wali k batao falan nay tumhein aissa kaha , waissa kaha ....aur us k baad phir kisi k poochnay pe kehna k "mujhay new projects per kaam karna pasand hay "
                    Eesha ji sub se pehlay to mein yeh kahoon ga ke aap ka moun ager dekha jaye to shayad chaperein maarna band kerna bhi aap ke chahray ki tooheein hoo gi :tasali: mujay sub se mazay wali baat yeh lagti he ke aap ko thoora sa cheera jaye to tub he aap ki asliyat samnay aati he. Is liye aap ke ehlaak ka andaaza aap ko thoora sa cheer ker he lagaya ja sakta he. Isi liye mein puray PGn's ko daawat doon ga ke wo aaein aur aap ko waqtun'fooktun cheerein ta ke un sub ko aap ke asli chehray ka ba'khoobi andaaza ho jaye.

                    Waise yeh baat to pura PG bhi jaanta he ke mein thoori si unusual situation ko deal kerna ziada pasand kerta hoon jo akser aap ki taraf se creat hoti he, so I am enjoying it. :tasali:

                    Eesha ji ager aap muj se msn per chat kerti hein aur muj se be'inthaa cheezein discuss ker jati he, kafi saaray members ke baray mein bhi aur wo bhi daant nikaal nikaal ker, per mein ne to kabi bhi us member ko nahi kaha ke eesha ne aap ke baray mein aisa kaha ya waisa kah, to phir aap ko aisi kia takleef ho jati he ke aap thoora sa chirr ker sub kuch ugalnay ke derpay ho jati hein, shayad aap ke pait mein keeray hein jo aap ko thoori thoori der baad baatein ugalnay per majboor kerte hein :khi:aap baat kerne se pehlay yeh kyoon bhool jati hein ke waqt aanay pe jo "tit for tat" ka formula mein behtar andaaz mein use ker sakta hoon jisay aap use kerne ki itni ahliyat nahi rakhtein :tasali:

                    Apart, jese tum muj se mazak kerti ho, mein ne bhi kuch aisa he mazak kia tha, per tum to waqee chirr gai :tasali:
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #85
                      Re: husen ki devi

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      Eesha ji sub se pehlay to mein yeh kahoon ga ke aap ka moun ager dekha jaye to shayad chaperein maarna band kerna bhi aap ke chahray ki tooheein hoo gi :tasali: mujay sub se mazay wali baat yeh lagti he ke aap ko thoora sa cheera jaye to tub he aap ki asliyat samnay aati he. Is liye aap ke ehlaak ka andaaza aap ko thoora sa cheer ker he lagaya ja sakta he. Isi liye mein puray PGn's ko daawat doon ga ke wo aaein aur aap ko waqtun'fooktun cheerein ta ke un sub ko aap ke asli chehray ka ba'khoobi andaaza ho jaye
                      Aap bayfikar rahiey humein aapki in batoN se koi farq nahin parta aamir ji..u better knw that.......:tasali:ye ikhlaqiyaat jo aap nay perh rakhi hain ..is ko yd kar k logon k saamnay likhnay se ziyada behter hoga k aap khud in per amal paira bhi hoN .......:thmbup:
                      rahi baat Pooray PG ki to wo bhi humein behter se jaantay haiN ...aapko un sab ko zehmat denay ki koi khas zarurat nahin........:tasali:


                      Eesha ji ager aap muj se msn per chat kerti hein aur muj se be'inthaa cheezein discuss ker jati he, kafi saaray members ke baray mein bhi aur wo bhi daant nikaal nikaal ker, per mein ne to kabi bhi us member ko nahi kaha ke eesha ne aap ke baray mein aisa kaha ya waisa kah, to phir aap ko aisi kia takleef ho jati he ke aap thoora sa chirr ker sub kuch ugalnay ke derpay ho jati hein, shayad aap ke pait mein keeray hein jo aap ko thoori thoori der baad baatein ugalnay per majboor kerte hein :khi:aap baat kerne se pehlay yeh kyoon bhool jati hein ke waqt aanay pe jo "tit for tat" ka formula mein behtar andaaz mein use ker sakta hoon jisay aap use kerne ki itni ahliyat nahi rakhtein :tasali:
                      ohh bachay aap nay to humein khaufzada kar diya,372-haha..u knw i'm scared 372-scare
                      Do Always remember Aamir ji hum jis kisi se bhi koi baat kareiN bht achhay se jaantay hain k usay kya kaha aur kya nahin .....aur ussay yaad bhi rakhtay hain :tasali:.........bhool aap jatay haiN aur ye baat apko achhay se maloom hogi ..so u better b careful :tasali:........so ye" tit for tat"ki baat se hamein khuafzada karany ki bajaey apni memory ko recall kar lijiey to apki tabiyt mein behtereen afaqa hoga.........:phool:


                      Apart, jese tum muj se mazak kerti ho, mein ne bhi kuch aisa he mazak kia tha, per tum to waqee chirr gai :tasali:
                      jab aap mazaq kartay hain to koi proper standard ka mazaq kar liya kijiey taakay aapko itni prbs na pesh aeN ..........yun munh bhar k fazool mein kisi ko bhi kisi k liey kuch keh denay se ijtenaab berteiN to yaqeenan aapko iska sawab hee milay ga , gunah nahin...I really mean it
                      :thmbup:
                      Last edited by Eshaa Chaudhry; 5 May 2009, 22:22.
                      sigpic

                      Comment


                      • #86
                        Re: husen ki devi

                        Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                        Aap bayfikar rahiey humein aapki in batoN se koi farq nahin parta aamir ji..u better knw that.......:tasali:ye ikhlaqiyaat jo aap nay perh rakhi hain ..is ko yd kar k logon k saamnay likhnay se ziyada behter hoga k aap khud in per amal paira bhi hoN .......:thmbup:
                        rahi baat Pooray PG ki to wo bhi humein behter se jaantay haiN ...aapko un sab ko zehmat denay ki koi khas zarurat nahin........:tasali:
                        Eesha ji yahi to masla he ke aap ko faraq nahi perta. Aap thoori si bhi sensitive hotein jese "larkiyan" hoti hein to aap ko faraq per jata na. Aur waise bhi aap ke ander larkiyoon wali instinct bhi kese ho gi, aap to merdana tarz ka life style apna ker yeh instinct to muj mein dhoondti hui dikhti hein 372-haha aur jahan tak ehlaaqiyaat ka taaluq he to mein jis school of thoughts se belong kerta hoon, shayad aap ke liye mujay samajna takreebun na'mumkin he, kyoon ke aap us school se taaluq rakhti hein jin mein thoughts he koi nahi :tasali:

                        Aur haan mein jo bhi kisi ko boolta hoon, sub ke samnay bolta hoon, jo mazak kerta hoon sub ke samnay kerta hoon, lehaza mein aap se bohat ziada clear hota hoon ke mein kis se baat ker raha hoon, kia keh raha hoon aur meri sense kia he, aur agla banda isay kese interpret ker raha he.aur aap ne kabi yeh baat soochi ke ager aap meri taraf aik finger point karein gi to baaki aap ki apni 4 fingers aap ki apni taraf point ho jaein gi, lehaza koi bhi issue creat kerne se pehlay achi tarah sooch liya karo EESHA BUCHAY :tasali:

                        Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                        ohh bachay aap nay to humein khaufzada kar diya,372-haha..u knw i'm scared 372-scare
                        Do Always remember Aamir ji hum jis kisi se bhi koi baat kareiN bht achhay se jaantay hain k usay kya kaha aur kya nahin .....aur ussay yaad bhi rakhtay hain :tasali:.........bhool aap jatay haiN aur ye baat apko achhay se maloom hogi ..so u better b careful :tasali:........so ye" tit for tat"ki baat se hamein khuafzada karany ki bajaey apni memory ko recall kar lijiey to apki tabiyt mein behtereen afaqa hoga.........:phool:
                        Aray eesha ji, yahan pe aa ke aap ki phoonk nikalti hui mujay dikh rahi he, jub ke mein waqee aaj kuch maslay clear ker lene ke mood mein tha. aap rooz rooz yeh chootay chootay larkiyoon ke issues uthaa ker mujay point out kerti nazar aati hein, to mein bhi to chahta hoon ke mein apnay pegham members ko bohat achay se clear ker doon, aakhir aap to kisi ko bhi clear kerne se kaasir hein. Aur waise aap bhi thoora sa apni zehniyat ki taraf dehaan dijiye, aur meri zehniat se mila ker comperision keejiye ke kis ki zehniyat ziada gandi he :tasali:

                        Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                        jab aap mazaq kartay hain to koi proper standard ka mazaq kar liya kijiey taakay aapko itni prbs na pesh aeN ..........yun munh bhar k fazool mein kisi ko bhi kisi k liey kuch keh denay se ijtenaab berteiN to yaqeenan aapko iska sawab hee milay ga , gunah nahin...I really mean it
                        :thmbup:
                        Aap ka kool he aap ko wapis kiye deta hoon "jesa moun waise chupair" ub aap muj se is se ziada acha kuch bhi expect mut keejiye ga Eesha ji, kyoon ke mein masawaar ka kail hoon, barabari ka pe yakeen rakhta hoon, you know "equality", lehaza aaj ke baad aap ka lehaaz khatam. Aap ki kisi bhi jaarhiyat ka bharpoor jawaab diya jaye ga :khi:

                        Aur haan Eesha buchay, ziada derna nahi muj se, mein aamir he hoon :tasali:
                        :thmbup:

                        Comment


                        • #87
                          Re: husen ki devi

                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          Eesha ji yahi to masla he ke aap ko faraq nahi perta. Aap thoori si bhi sensitive hotein jese "larkiyan" hoti hein to aap ko faraq per jata na. Aur waise bhi aap ke ander larkiyoon wali instinct bhi kese ho gi, aap to merdana tarz ka life style apna ker yeh instinct to muj mein dhoondti hui dikhti hein 372-haha aur jahan tak ehlaaqiyaat ka taaluq he to mein jis school of thoughts se belong kerta hoon, shayad aap ke liye mujay samajna takreebun na'mumkin he, kyoon ke aap us school se taaluq rakhti hein jin mein thoughts he koi nahi :tasali:
                          Jis school of thought ka aap pichlay 3 saaloN se perchar kar rahay haina uska saboot kash aap nay Pegham per diya hota:) .....................to ye zabani kalami ki fazooliyat to na sun'nay ko miltin .......aur humein farq aapki kisi fazool bat se nahin perta:tasali: ....haan un logon se perta hay zarur jo is layaq bhi hain ...pareshan mat hoieey..........aur keep continue with ur stupidities....:thmbup:



                          Aur haan mein jo bhi kisi ko boolta hoon, sub ke samnay bolta hoon, jo mazak kerta hoon sub ke samnay kerta hoon, lehaza mein aap se bohat ziada clear hota hoon ke mein kis se baat ker raha hoon, kia keh raha hoon aur meri sense kia he, aur agla banda isay kese interpret ker raha he.aur aap ne kabi yeh baat soochi ke ager aap meri taraf aik finger point karein gi to baaki aap ki apni 4 fingers aap ki apni taraf point ho jaein gi, lehaza koi bhi issue creat kerne se pehlay achi tarah sooch liya karo EESHA BUCHAY :tasali:
                          To aap rahiey clear aur ye apni so called clearity ka perchaar kijiey ,
                          :phool:
                          Aray eesha ji, yahan pe aa ke aap ki phoonk nikalti hui mujay dikh rahi he, jub ke mein waqee aaj kuch maslay clear ker lene ke mood mein tha. aap rooz rooz yeh chootay chootay larkiyoon ke issues uthaa ker mujay point out kerti nazar aati hein, to mein bhi to chahta hoon ke mein apnay pegham members ko bohat achay se clear ker doon, aakhir aap to kisi ko bhi clear kerne se kaasir hein. Aur waise aap bhi thoora sa apni zehniyat ki taraf dehaan dijiye, aur meri zehniat se mila ker comperision keejiye ke kis ki zehniyat ziada gandi he :tasali:
                          aap jis terha se kisi k liey bat kar k hamaray saamnay pesh hotay rahay hain hum ussay wessa hee samjhay hain Mr amir jaissa aap nay kisi ko hamaray saamnay khud pesh kiya wessa hee hum logon nay samjha ...agar itnay hee achay thay to sahee se pesh kar letay..:tasali:........per ap aapko to sada yehe laga k her banda fursat k lamhat mein bas yehee sochay betha hay k aap kya kar rahay hain ..?

                          secondly jo issues ki bat aap nay ki wo baqol aapk hee mazaq hee hota tha.....:tasali:
                          zehniyt Alhamdolilah aap se bht ziada saaf suthri hee hay hamaree......
                          safaeey suthraeey ki apko ashad zarurat hay :thmbup:
                          Aap ka kool he aap ko wapis kiye deta hoon "jesa moun waise chupair" ub aap muj se is se ziada acha kuch bhi expect mut keejiye ga Eesha ji, kyoon ke mein masawaar ka kail hoon, barabari ka pe yakeen rakhta hoon, you know "equality", lehaza aaj ke baad aap ka lehaaz khatam. Aap ki kisi bhi jaarhiyat ka bharpoor jawaab diya jaye ga :khi:
                          ji is qaul per pura utertay hee aapko chanta para hay ....:khi:

                          aur rahee baat aap se koi baast kernay ki to keechar mein paaon marnay se chhentay aap pr hee pertay hain So hum is keechar se aaj k bad duur rehna hee pasand karein gay ....:thmbup:
                          Aur haan Eesha buchay, ziada derna nahi muj se, mein aamir he hoon :tasali:
                          ji humein maloom hay k aap amir hain jin ko bht saree baton ka zo'am hay.....per akar k chalnay walon ka jo haal hota hay wo duniya jaanty hay :thmbup:
                          sigpic

                          Comment


                          • #88
                            Re: husen ki devi

                            Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                            Jis school of thought ka aap pichlay 3 saaloN se perchar kar rahay haina uska saboot kash aap nay Pegham per diya hota:) .....................to ye zabani kalami ki fazooliyat to na sun'nay ko miltin .......aur humein farq aapki kisi fazool bat se nahin perta:tasali: ....haan un logon se perta hay zarur jo is layaq bhi hain ...pareshan mat hoieey..........aur keep continue with ur stupidities....:thmbup:
                            Aji Eesha ji :khi: mein sooch raha hoon ke aap ki shakal is waqt kesi ho gai ho gi, bilkul bujhay huay diye ki tarah, lekin aap ne tension nahi leni, mein hoon na aap ke saath :tasali:bulke mein to sooch raha hoon ke aap ka saath ub mein kabi na chooron, dekha na jahan aap ka saath choora, jahan aap ko thoori si dheel mili, wahan aap doorein maangnay lagein :tasali: chalein maana mein bura hoon, meri baatein stupidity ho gaein, lekin afsoos is baat per ke aap ne bhi kabi koi khalil jabraan wali baatein nahi kein :khi:koi mother teresa wala role nahi nibhaya, rahi to aap bhi Eesha Phaant he :tasali:


                            Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                            To aap rahiey clear aur ye apni so called clearity ka perchaar kijiey ,
                            :phool:

                            aap jis terha se kisi k liey bat kar k hamaray saamnay pesh hotay rahay hain hum ussay wessa hee samjhay hain Mr amir jaissa aap nay kisi ko hamaray saamnay khud pesh kiya wessa hee hum logon nay samjha ...agar itnay hee achay thay to sahee se pesh kar letay..:tasali:........per ap aapko to sada yehe laga k her banda fursat k lamhat mein bas yehee sochay betha hay k aap kya kar rahay hain ..?
                            Aray Eesha ji, zalaalat ho gai na aik, ke aap ko doost samaj ker kuch baatein share ker dein, ub aap us ka kia nikaalein gi, makhan? aray jo nikaalna he Khuda'ra nikaal ke sab ke samnay peesh ker he dijiye ta ke sub aik aik chamach laga ker usay khatam karein aur jo aap ke pait mein jo keeray hein wo aap ko mazeed tang na karein :khi:pata nahi mein ne aap se kia batein ker di hein, shayad neuclear proliferation ho gai muj se jo aap mere secrets apnay ander chupa ke bethi hui hein. Aap ugal deejiye, bulke ulti ker dijiye eesha ji kuch bhi apnay pait mein mut rakhiye :tasali:

                            Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                            secondly jo issues ki bat aap nay ki wo baqol aapk hee mazaq hee hota tha.....:tasali:
                            zehniyt Alhamdolilah aap se bht ziada saaf suthri hee hay hamaree......
                            safaeey suthraeey ki apko ashad zarurat hay :thmbup:

                            ji is qaul per pura utertay hee aapko chanta para hay ....:khi:

                            aur rahee baat aap se koi baast kernay ki to keechar mein paaon marnay se chhentay aap pr hee pertay hain So hum is keechar se aaj k bad duur rehna hee pasand karein gay ....:thmbup:
                            aray eesha ji aap ki zehniyat mein aur meri zehniyat mein yeh faraq he ke meri zehniyat sub ke saamnay her waqt ayaan rehti he, lekin aap ki zehniat ka pata tub chalta he jub aap ko teeli lagai jaye. Aray Eesha ji aap to hyper he hoo gaein. Aap ne to yahan tak hamein keh diya ke aap aaj ke baad keecher per paoon nahi maarein gi, lekin mera nahi khyaal ke mein keechar per paoon maarnay se baaz aaon ga. You see, baaz jaghoon per consequences ziada maani nahi rakhtay, determination ziada maani rakhti he :khi:

                            Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                            ji humein maloom hay k aap amir hain jin ko bht saree baton ka zo'am hay.....per akar k chalnay walon ka jo haal hota hay wo duniya jaanty hay :thmbup:

                            Aray hum jo hein, jese bhi hein aap ke samnay hein. Ub aap hamein maar dein, ya choor dein, yeh aap ki sawaab'deed per he :phool:
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #89
                              Re: husen ki devi

                              Originally posted by munda_sialkoty View Post
                              Aji Eesha ji :khi: mein sooch raha hoon ke aap ki shakal is waqt kesi ho gai ho gi, bilkul bujhay huay diye ki tarah, lekin aap ne tension nahi leni, mein hoon na aap ke saath :tasali:bulke mein to sooch raha hoon ke aap ka saath ub mein kabi na chooron, dekha na jahan aap ka saath choora, jahan aap ko thoori si dheel mili, wahan aap doorein maangnay lagein :tasali: chalein maana mein bura hoon, meri baatein stupidity ho gaein, lekin afsoos is baat per ke aap ne bhi kabi koi khalil jabraan wali baatein nahi kein :khi:koi mother teresa wala role nahi nibhaya, rahi to aap bhi Eesha Phaant he :tasali:
                              hmm dont think k ap larkay hain to kisi bhi larki k saamnay yun bol k chup kerwa lein gay ussay ................baaz dafa ye zua'm hasdd se ziada bisti hee kerwata hay ap jesoN ki....:thmbup:is terha ki batein kar k , k shakal aise ho gaey wesee ho gaey ...jo apa sabit kerna chah rahay hain ..wo humein achhay se pata hay kiun k ye jo match box k size ki mehdood soch hay na aapki....................ye bht wazea taur per zahir hoty hai ...issay kitnay bhi khobsurat alfaz ka libaas kiun na pehna lein aap........:tasali::tasali:



                              Aray Eesha ji, zalaalat ho gai na aik,
                              this one is showng ur school of thought n I dont need more :thmbup:

                              ke aap ko doost samaj ker kuch baatein share ker dein, ub aap us ka kia nikaalein gi, makhan? aray jo nikaalna he Khuda'ra nikaal ke sab ke samnay peesh ker he dijiye ta ke sub aik aik chamach laga ker usay khatam karein aur jo aap ke pait mein jo keeray hein wo aap ko mazeed tang na karein :khi:pata nahi mein ne aap se kia batein ker di hein, shayad neuclear proliferation ho gai muj se jo aap mere secrets apnay ander chupa ke bethi hui hein. Aap ugal deejiye, bulke ulti ker dijiye eesha ji kuch bhi apnay pait mein mut rakhiye :tasali:
                              humnay aiisa kab keh diya aapse k aap nay humse dost samjh k kuch share kiya.......Do u think k u deserve dosti word even a word :tasali:

                              aray eesha ji aap ki zehniyat mein aur meri zehniyat mein yeh faraq he ke meri zehniyat sub ke saamnay her waqt ayaan rehti he, lekin aap ki zehniat ka pata tub chalta he jub aap ko teeli lagai jaye. Aray Eesha ji aap to hyper he hoo gaein. Aap ne to yahan tak hamein keh diya ke aap aaj ke baad keecher per paoon nahi maarein gi, lekin mera nahi khyaal ke mein keechar per paoon maarnay se baaz aaon ga. You see, baaz jaghoon per consequences ziada maani nahi rakhtay, determination ziada maani rakhti he :khi:
                              jazbati hum nahin is waqt aap hain kiun k aap ki ana per per kari kisam ki chot lagi hay ...yun k jessay kisi ki dumm per paoN aajaey ...cuz aap nay yehe soch rakha hay k aap k aagay koi bol nahin sakta.....:tasali:aur aapko sab ko khamosh kerwanay ksa hunar aata hay.........per jahan aap ghalat ya fazool bolein gay her baar humse bhi sunein gay.......:tasali:so hausla rakhiey ...dil pe mat lijiey...............:tasali:hum yahein hain ..Isee forum per .......:eye:

                              Aray hum jo hein, jese bhi hein aap ke samnay hein. Ub aap hamein maar dein, ya choor dein, yeh aap ki sawaab'deed per he :phool:
                              maar denay ya chhor denay k liey bhi kuch thoree bht shanasaeey ki zarurat hoty hay ...aur humein aise shanasaey kauri k maul bhi nhin chahiey .......:phool:
                              kiun k baqol apk jessay apk samnay humaree zehniyat aaey........usee terha aaj humaray saamnay paki zehniyat bhi bht wazea aur clear ho gaey hay.....jissay rangein paper mein lapet k rakh rakha tha aap nay :tasali:....................so b happy Aamir saahib :thmbup:
                              Last edited by Eshaa Chaudhry; 5 May 2009, 23:36.
                              sigpic

                              Comment


                              • #90
                                Re: husen ki devi

                                Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                                hmm dont think k ap larkay hain to kisi bhi larki k saamnay yun bol k chup kerwa lein gay ussay ................baaz dafa ye zua'm hasdd se ziada bisti hee kerwata hay ap jesoN ki....:thmbup:is terha ki batein kar k , k shakal aise ho gaey wesee ho gaey ...jo apa sabit kerna chah rahay hain ..wo humein achhay se pata hay kiun k ye jo match box k size ki mehdood soch hay na aapki....................ye bht wazea taur per zahir hoty hai ...issay kitnay bhi khobsurat alfaz ka libaas kiun na pehna lein aap........:tasali::tasali:


                                this one is showng ur school of thought n I dont need more :thmbup:


                                humnay aiisa kab keh diya aapse k aap nay humse dost samjh k kuch share kiya.......Do u think k u deserve dosti word even a word :tasali:


                                jazbati hum nahin is waqt aap hain kiun k aap ki ana per per kari kisam ki chot lagi hay ...yun k jessay kisi ki dumm per paoN aajaey ...cuz aap nay yehe soch rakha hay k aap k aagay koi bol nahin sakta.....:tasali:aur aapko sab ko khamosh kerwanay ksa hunar aata hay.........per jahan aap ghalat ya fazool bolein gay her baar humse bhi sunein gay.......:tasali:so hausla rakhiey ...dil pe mat lijiey...............:tasali:hum yahein hain ..Isee forum per .......:eye:


                                maar denay ya chhor denay k liey bhi kuch thoree bht shanasaeey ki zarurat hoty hay ...aur humein aise shanasaey kauri k maul bhi nhin chahiey .......:phool:
                                kiun k baqol apk jessay apk samnay humaree zehniyat aaey........usee terha aaj humaray saamnay paki zehniyat bhi bht wazea aur clear ho gaey hay.....jissay rangein paper mein lapet k rakh rakha tha aap nay :tasali:....................so b happy Aamir saahib :thmbup:
                                Replied to Eesha on MSN = stay tuned :kr:
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X