Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

pakistan ka taleemi nizaam

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: pakistan ka taleemi nizaam

    Originally posted by Ibtesam View Post
    how come doctor sahab:hhh:
    main ko pata tha kay tumnay panga zaror layna hain2guns ghada2.
    bas bang gay dead or moom kay daar say. wesay sach batao kabhi naqal nahi ki.............no1 germany main kar hi nahi patayclaping1
    ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

    Comment


    • #32
      Re: pakistan ka taleemi nizaam

      Originally posted by D@y W@lk3r View Post
      acha topic hain.
      Pakistan hi kiya poray world ka taleemi nezaam acha hona chahay.

      ager app mujh say pochay to main apnay bachoon ko pakistan main parwahnay par tarji donga. wo is liyah kay Euorpe ka taleemi nizaam bohat khraab hain.
      doctor amir jee... mujhe nahi lagta ke padhai ka standard europe mai bura he. Ager aap Germany ki baat kerahe hain to.. actually baat yeh he ke Germany ka education system bohat hi Zabardast tha... lekin ab jabke foreigners itne waha per chaa gaye hain... to waha per nizaam kharaab horaha he.

      Comment


      • #33
        Re: pakistan ka taleemi nizaam

        Originally posted by D@y W@lk3r View Post
        main ko pata tha kay tumnay panga zaror layna hain2guns ghada2.
        bas bang gay dead or moom kay daar say. wesay sach batao kabhi naqal nahi ki.............no1 germany main kar hi nahi patayclaping1
        ops doc app tu awain pangey pe aagaey372-scare

        main tu apni KG ke lein poch rahi thi

        naqal tu main ney bhi kabhi nai ki:mashoom:

        par likin doctor sahan yahan tu paki nezam-e-talim ki baat horahi hia
        app usspe commento:D

        Comment


        • #34
          Re: pakistan ka taleemi nizaam

          Originally posted by *Samra* View Post
          doctor amir jee... mujhe nahi lagta ke padhai ka standard europe mai bura he. Ager aap Germany ki baat kerahe hain to.. actually baat yeh he ke Germany ka education system bohat hi Zabardast tha... lekin ab jabke foreigners itne waha per chaa gaye hain... to waha per nizaam kharaab horaha he.
          tha jab ham jaya kartay thay. but ab wo nahi raha hain. kuch arsa phalay aik programm hoya tha poray Europe ka germany bohat nichay nr par aaya tha.....

          yaad rahay main idher baat high school tak ki kar raha not high education ki.
          ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

          Comment


          • #35
            Re: pakistan ka taleemi nizaam

            bohat khatabiyaan he Pakistan k taleemi nizam me

            Comment


            • #36
              Re: pakistan ka taleemi nizaam

              Originally posted by *Samra* View Post
              :salam: zabardast :rose
              Aap ki yeh baat mujay bohat achi lagi 372-haha
              :thmbup:

              Comment


              • #37
                Re: pakistan ka taleemi nizaam

                Originally posted by Ibtesam View Post
                ops doc app tu awain pangey pe aagaey372-scare

                main tu apni KG ke lein poch rahi thi

                naqal tu main ney bhi kabhi nai ki:mashoom:

                par likin doctor sahan yahan tu paki nezam-e-talim ki baat horahi hia
                app usspe commento:D
                2guns mad4
                ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                Comment


                • #38
                  Re: pakistan ka taleemi nizaam

                  Originally posted by D@y W@lk3r View Post
                  2guns mad4
                  :tasali:

                  Comment


                  • #39
                    Re: pakistan ka taleemi nizaam

                    Originally posted by senorita View Post
                    bohat khatabiyaan he Pakistan k taleemi nizam me
                    haan bohat KHatabiyaan hein :tasali:
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #40
                      Re: pakistan ka taleemi nizaam

                      world report ke mutabiq ... yeh dehkiye

                      http://www.educationalpolicy.org/pdf/Global2005.pdf

                      Comment


                      • #41
                        Re: pakistan ka taleemi nizaam

                        mere khayal se pakistan ka taleemi nizaam qaid e azam ne jo set kiya tha hum abhi tak usi taleemi nizaam par amal kar rahe hein or koi improvement nahi laa sake

                        mere khayal se qaid e azam ne bhee mr. chips parhi hogi jo school me parhayi jati he .. or jo humari nana ji dada ji or phir mama papa ne parhi or phir hum ne agay se parhi ...
                        iski waja shayad hukumat logon ke paise bachane ke chakar me rahi he humesha se :donno:

                        jo kitabein humare buzurg parhte the wohi kitabein hum bache bhee parh sakein :mm:

                        syllabus ... 2009 ke bache 1989 ki books kyu parhte hein aj bhee :donno:
                        or syllabus bhee wohi he... :donno: koi aisi cheez nahi jis se aj kal ke bache kuch seekh sakein jo apne future me use kar sakein aisa shayad is lye he ke... maa baap ne jo parha apne school me wohi bachon ko parha sakein or unhe koi mushkil paysh na aye nayi cheez parhane me :donno:

                        Comment


                        • #42
                          Re: pakistan ka taleemi nizaam

                          Originally posted by zoniash View Post
                          salam seb theakh hain mere ko pata hain bally baz ki bhootni ny muje ko bata diya hain:khi::khi: aj hum ek aur discussion kerain gy wo yeh k
                          pakistan ka taleemi nizaam k bare main apni raye sy mustafeed kerain seb
                          kia ap log mutmaien hain pk k taleemi nizaam sy aur kayse mutmaieen hain???????????????????????????
                          exams aur books ka sllybus ap logo k nazdeek sahe hain ya is mian kuch rado badel hona chaye

                          kia is main koi changing honi chaye aur kia honi chaye changing
                          :) jahan tak meri baat hain main apni raye sy bad main ap seb ko mustafeed keron g :D shukeria










                          main khana kha k ati hon miltain hain break k baad:khi::khi:
                          by the way aisey achay topic ki aap mein kam az kam umeed tu nahi thi.
                          me nay recently board of intermediate secondary education mein top position hasil ki thi . me ko bahut acha laga tha aur sunder feeel kiya tha.

                          jahan tak taleemi nizaam ki baat hey tu vo itna burra nahi aur jo nisab parhaya jata hay vo bhi bahut achay hotay hey aur dosri baat larka kabhi bhi nisab se kuch nahi seekhta balkay evironment se, teachers aur students kay behaviour se seekhta hay. aur students ka apna pick up kitna hay because it is important thing for learning agar students ko samjh lag jai kay exams sirf rata lagnay ka naam nahi balkay eik technique aor IQ level ka kamal hey tu koi bacha fail nahi hoga.

                          aur taleemi nizaam jo chal raha he issay chalnay dein bus teachers ki tarbiyat ki jai, qualified aur interested teachers ko appoint kiya jai, equipment her school ko provide kiye jain, corrupt teachers aur corrupt school administration per nazar rakhi jai tu her cheez okey hojai gi.



                          Comment


                          • #43
                            Re: pakistan ka taleemi nizaam

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            w/salam

                            Pakistan ke taleemi nazam mein kuch kharabiyan hein meri nazar mein, unhein address zaroor kerna chahiye. Taleemi nazam mein behtari ke liye meri chand aik suggestions derj zail hein.

                            1. Bohat chooti classes mein yani KG se 5th tak buchay ke liye "personality development" per bhi kaam hona chahiye. Her buchay ki stage per presence honi chahiye ta ke wo beginning mein he confidence gain ker le.

                            2. Her buchay ko orally Islam ki basics batani chahiye, aur aik achay buchay ka mooashray mein kia kirdar hota he batana chahiye, ta ke buchay ko sha'oori tarbiyat bhi milay.

                            3. Buchon ki hand writting theek kerwanay ke liye aik specialist hona chahiye, jo buchon ko equally guide karay aur buchon ko pata ho ke wo kis khat mein likh rahay hein, yani hand writting ke baray mein buchon ki awareness bhi hona lazim he.

                            4. Khasoosan chooti class ke teachers ki training workshops honi chahiye, aur unhein batana chahiye ke chootay buchon ko kese educate kerna he.

                            5. Buchon ko out of syllabous activities mein bhi indulge kerna chahiye, like seed collection, wrapper collections, paper cuttings, sketchings and so on.

                            6th to 10th tak to koi ziada masla nahi, yeh as such abi chalna chahiye. Haan albata matric 'O' level mein computer and science labs ki sahoolat zaroor provide ke jani chahiye.

                            Ub aatay hein college ki taraf.

                            7. 11th standard to onward part system ya composit system khatam ker dena chahiye aur 6 monthly Symester System introduce kerwana chahiye. Is tarah student pura saal studies mein equally engage rahein ge aur un per bohat ziada burden bhi nahi paray ga. Aik sequence kaim rahay ga.

                            8.Koi student jo 70% se kum attendnce wala he, usay exams mein bethnay ki permission nahi honi chahiye.

                            9. MCQ's ko aik limited honay chahiyein.

                            10. Different colleges ke mabain different types ke competitions ka inekaad kerna chahiye ta ke studies mein homogenisation paida ho, aur sabi aik dooray ke experience se mustafeed ho sakein.

                            Abi ke liye itna he, kyoon ke mujay bhi bhook lagi he :khi:
                            yes you are right that everything starts at bottom. :thmbup:

                            by the way aap key comments parh kar lagta hey k hamaray school wakai tabah hochukay hain. :khi:

                            anyway, jo aap nay jin problems ki nishandhi ki hay vo practical based nahi. aisi baatein her danashawar kar leta hey jo sirf kitabon tak achi lagti hein.

                            Comment


                            • #44
                              Re: pakistan ka taleemi nizaam

                              Originally posted by mano_billi View Post
                              mere khayal se pakistan ka taleemi nizaam qaid e azam ne jo set kiya tha hum abhi tak usi taleemi nizaam par amal kar rahe hein or koi improvement nahi laa sake

                              mere khayal se qaid e azam ne bhee mr. chips parhi hogi jo school me parhayi jati he .. or jo humari nana ji dada ji or phir mama papa ne parhi or phir hum ne agay se parhi ...
                              iski waja shayad hukumat logon ke paise bachane ke chakar me rahi he humesha se :donno:

                              jo kitabein humare buzurg parhte the wohi kitabein hum bache bhee parh sakein :mm:

                              syllabus ... 2009 ke bache 1989 ki books kyu parhte hein aj bhee :donno:
                              or syllabus bhee wohi he... :donno: koi aisi cheez nahi jis se aj kal ke bache kuch seekh sakein jo apne future me use kar sakein aisa shayad is lye he ke... maa baap ne jo parha apne school me wohi bachon ko parha sakein or unhe koi mushkil paysh na aye nayi cheez parhane me :donno:
                              sahi kaha:embarasse

                              Comment


                              • #45
                                Re: pakistan ka taleemi nizaam

                                Originally posted by ballay_baaz View Post
                                aur taleemi nizaam jo chal raha he issay chalnay dein bus teachers ki tarbiyat ki jai, qualified aur interested teachers ko appoint kiya jai, equipment her school ko provide kiye jain, corrupt teachers aur corrupt school administration per nazar rakhi jai tu her cheez okey hojai gi.
                                :mm:u have a point here

                                Comment

                                Working...
                                X