Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Kuch Nahi

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Kuch Nahi

    Originally posted by Aanchal View Post
    4 tak ki to unhay limit hoti hai ...lekan ...sath main sharayit bhi to hain .. "Adal" bhi zarori hai ....or wesay main nay aaj tak koi aisa banda nahi deekha jis ki 2 beweyaan houn or donoo kay sath us nay insaaf kia hoo ,or aik jesa reakha hoo
    main ko moqa milay to main yah Adal karkay dikhao:wk
    ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

    Comment


    • #17
      Re: Kuch Nahi

      Originally posted by D@y W@lk3r View Post
      main ko moqa milay to main yah Adal karkay dikhao:wk

      chaloo kerke dikhao :lpop:

      Comment


      • #18
        Re: Kuch Nahi

        Originally posted by D@y W@lk3r View Post
        yah tum lolly kiyun khanay lagi

        apke dialogues padh ker

        Comment


        • #19
          Re: Kuch Nahi

          Originally posted by *Samra* View Post
          itna asaan nahi jitna aapp sochte hain
          to jo main nay kaha tha wo bhi itna asaan naheen kehna jitna aap samjh betheen theen :wk
          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

          Comment


          • #20
            Re: Kuch Nahi

            Originally posted by *Samra* View Post
            Salam friends :rose

            Aap mai se akser Larke yaha forums per maine dehka he kai apni 1 se ziada shadi ki baat kerte hain baadi Khushi Kushi

            Kiya aap ne kabhi socha hai... :mm: Kai aap ki yeh soch sirf apne liye hai yaa doosrou ke liye bhi hai...

            Kiya ager apki sister ke husband ya kabhi apki beti ke miya jee ne yeh kaha ke us ne doosri teesri ..chothi shadi kerni he... to tab aapka kiya Reaction hoga???



            Kiya is mai wo baat nahi ati ke..jo chiez / Baat apne liye passand kerte ho, wo doosre ke liye bhi kero. ??
            haan Allah k hukam k mutabiq mard ko 4 ki ijazat he lekin sath ye bhi kaha gya he k Ager samjho to aik hi behter he or ager aik se zeada to shard ADAL he...or aj kal dekha he k log aik wife ko hi khush nahi rakh pate...un ki famaishen puri nahi hoten to aik se zeada jo kare ga wo museebat me hi phanse ga:hehe:

            Comment


            • #21
              Re: Kuch Nahi

              Originally posted by *Samra* View Post
              chaloo kerke dikhao :lpop:
              lekin dosri milay to sahi
              ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

              Comment


              • #22
                Re: Kuch Nahi

                Originally posted by aabi2cool View Post


                وعلیکم السلام فرینڈی


                لو کر لو گل جب خوشی کی بت ہے تو خوشی خوشی ہی کریں گے ناں رو رو کہ تو نہیں ناں کریں گے ۔ ۔ ۔
                372-haha





                میرے نزدیک تو اس کا زیادہ تعلق ہی دوسروں سے ہے نہ کہ اپنے سے اور دوسروں میں بھی سب سے زیادہ بھلائی اس میں خود عورتوں کی ہی ہے ۔ ۔ ۔ ۔





                جی بالکل مجھے اپنی بہن اور بیٹی کہ مقابل میں بھی اس حکم کہ شرعی پابندی کہ ساتھ اطلاق میں کوئی اعتراض نہیں کہ یہ اللہ کا حکم ہے اور اس میں کئی حکمتیں ہیں ۔ ۔ ۔۔
                Yaar jo shair mein kehta hoon wo mirza ghalib pehlay keh chuka hota he

                aur jo baat mein kehnay lagta hoon wo tu muj se pehlay keh deta he 372-haha
                :thmbup:

                Comment


                • #23
                  Re: Kuch Nahi

                  Originally posted by *Samra* View Post
                  Salam friends :rose
                  w/salam,

                  aik waqeya yaad aaya

                  Huzoor (s.a.w.w) kay pass chand aurtaiN aaiN aur "Jahad" say mutal'liq sawal kia kay unhaiN ijazat kioN nahe, (ya phir ijazat talab ki the)

                  Huzoor (s.a.w.w) nay jo jawab dia us ka mafhom kuch yoon hai kay "aurtoN ki janib say ghar ki zimay'dariyaN nibhana aur shohar ki janib say sotan lanay ki sorat maiN razi hona Jahad hai....!!

                  Theek he to hai ......
                  That's Enough...!!

                  Comment


                  • #24
                    Re: Kuch Nahi

                    Originally posted by *Samra* View Post
                    Salam friends :rose

                    Aap mai se akser Larke yaha forums per maine dehka he kai apni 1 se ziada shadi ki baat kerte hain baadi Khushi Kushi

                    Kiya aap ne kabhi socha hai... :mm: Kai aap ki yeh soch sirf apne liye hai yaa doosrou ke liye bhi hai...

                    Kiya ager apki sister ke husband ya kabhi apki beti ke miya jee ne yeh kaha ke us ne doosri teesri ..chothi shadi kerni he... to tab aapka kiya Reaction hoga???



                    Kiya is mai wo baat nahi ati ke..jo chiez / Baat apne liye passand kerte ho, wo doosre ke liye bhi kero. ??
                    :)
                    Walekum salam and
                    Assalam O alaikum !

                    My dear ..!! Samra ...Buhat hee masoom baatki aap nay !!

                    aur sath mein Hadith b quote k! :)

                    my dear !!
                    Mujhay nahi maloom k aabi bhai k elawa aur ksi nay yeh baat ki hai !:)

                    Magar Jo b ki hai jis nay b ki hai aik dum sahi kahi hai !!
                    100% islam k ain mutabiq ki hai !!
                    aur iss mein jazbaat mein aa kar aik dum radd mutt kar dijay gaa!!:)
                    zara dhiyan se sunnay wali baat hai!! aur hamein sab ko ,...feamles and males
                    sabhoun ko iss ka fact pata honay ki zaroorat hai ..!!

                    Dear! sab se pehlay hamein HAQOOQ ko jan-nay ki zaroorat hai ...

                    :insha:Aap ko maloom hee ho gaa K ... jitnay Islam mein auratouN k
                    haqooq adaa kiyay jaa-atay hein naa Itna Kiss aur mazhab mein koi mazjab ka koi INSAAN soach B nahi sakta ...Bass baat sirf itni hai
                    K kion k hamaray Moashray mein oss ko Follow nahi kiya jata naa
                    Bass iss liyay Hum loag jin k pass ELm-ul Quraan nah honay k barabar hai
                    Wo Buraa feel kartay hein ..!

                    Comment


                    • #25
                      Re: Kuch Nahi

                      Originally posted by Gul View Post
                      :)
                      Walekum salam and
                      Assalam O alaikum !

                      My dear ..!! Samra ...Buhat hee masoom baatki aap nay !!

                      aur sath mein Hadith b quote k! :)

                      my dear !!
                      Mujhay nahi maloom k aabi bhai k elawa aur ksi nay yeh baat ki hai !:)

                      Magar Jo b ki hai jis nay b ki hai aik dum sahi kahi hai !!
                      100% islam k ain mutabiq ki hai !!
                      aur iss mein jazbaat mein aa kar aik dum radd mutt kar dijay gaa!!:)
                      zara dhiyan se sunnay wali baat hai!! aur hamein sab ko ,...feamles and males
                      sabhoun ko iss ka fact pata honay ki zaroorat hai ..!!

                      Dear! sab se pehlay hamein HAQOOQ ko jan-nay ki zaroorat hai ...

                      :insha:Aap ko maloom hee ho gaa K ... jitnay Islam mein auratouN k
                      haqooq adaa kiyay jaa-atay hein naa Itna Kiss aur mazhab mein koi mazjab ka koi INSAAN soach B nahi sakta ...Bass baat sirf itni hai
                      K kion k hamaray Moashray mein oss ko Follow nahi kiya jata naa
                      Bass iss liyay Hum loag jin k pass ELm-ul Quraan nah honay k barabar hai
                      Wo Buraa feel kartay hein ..!
                      :thmbup:

                      jee bilkul,

                      jesay woh kisi nay kaha hai na

                      khud ko badaltay nahe Qura'an badal daytay hain....

                      bus kuch yoon he ba'z log tafseer kar kay bhi logoN kay zehno ko muntashir kar rahay hain...
                      That's Enough...!!

                      Comment


                      • #26
                        Re: Kuch Nahi

                        Islam mein mard ko 4 shadiyun ki ijazat kioN hai !!
                        Iss mein mein 2 main things hein ..!
                        Aik tu yeh k Quran O sunnat se Hukam hai ijazaat hai tu hum ko issay deny nahi karna !!
                        Har giz nahi !! :na:

                        2ndly yeh k Society mein Kharabiyan ,..Buraaiyun se bachanay k liyay hee in
                        4 shadiyun ki ijazat hai !! jo mard o aurat dono k liyay ho sakti hein

                        1 tu yeh k mard jo k aaj k dur mein aazad samjhta hai apnay aap ko
                        ( mein sab males ki baat nahi kar rahi ) tu wo HAR kaam k liya khud ko azad na samjhay ..
                        Bulkeh wo apni Shadi shuda life k sath panband rahy ..
                        WO apnay liyay 4 biviyun ko RAKH SAKTA hai magar onn ko barabar k
                        haqq de kar ..
                        yani naan nafqa ,.kapra mukan ...mehar aur baqi sabhi zarooriyat
                        ..agar inn sab mein khud ko balnce kar sakta hai tu wo 4 shadiyan kar sakta hai !! ....har koi munh otha kar agar shadi kar ley tu oss k liyay saza hai ....WO mein baad mein quote karoon gee :) :insha:

                        Comment


                        • #27
                          Re: Kuch Nahi

                          Phir yeh aurat k liya favorable kesay hoi !! :)

                          aik faida tu ossi mein chupa hai na ...K MARD olta seedha kuch nahi karay gaa
                          Kisi b MOAMLAY mein !! aur phir
                          Qiyamat ki itni main nishaniyaN aap nay parhi hooN gee jo aahadith se
                          hamein pata chalta hai !!
                          Iss mein aik nishani hai Auratoun ki Ta`adaad Mardoun se ziyada ho gee sahi na!

                          tu is s tarah kaii larkiyan shadi k bina reh jaein aur Society aisi larkiyun k sath
                          Kuch ghalat feal karay ya ...Shaitaan he larki ko behka de ..yaa ....NIKAH jessi sunnat
                          se Larki MEHROOM reh ja-ay tu oss soorat yehi larki ka hee faida hai ...K
                          WO kisi HURMAT walay Rishtay ko apna ley ..Be-shak kisi ki 2nd wife bann k .
                          iss mein tu aurat ka koi haq nahi na mara giyaa :) ,...Bulkeh aik larki ka
                          Future Mehfooz ho giya na !

                          iss per Phir yehi kahoon gee k MARD oss waqt doosri shadi ka HAQ-DAAR ho
                          sakta hai ....JAB woh apni second or third wife k sath pehli bevi ka b haq purra
                          puraa de.....!!

                          Ahadith se hamein pata chalta hai k kuch mafhoom aisa hai k ,,
                          aisa mrad jo aik se ziyada biviyan rakhta ho ..aur wo onn ka HAqq Puri tarah
                          na adaa karay tu qiyamat k din wo iss tarah se ithaya ja-ay gaa ....
                          K oss ki half body Paralyzed ho gee ..!!
                          Astaghfirullah!
                          (InshaAllah Mukamal text Mein share karoon gee Haith original TEXT k sath)

                          Tu Dearo ..ab deykhein na k ...Kis ka faida hai aur kis koan RIGHTO hai :) ..!

                          Comment


                          • #28
                            Re: Kuch Nahi

                            Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                            w/salam,

                            aik waqeya yaad aaya

                            Huzoor (s.a.w.w) kay pass chand aurtaiN aaiN aur "Jahad" say mutal'liq sawal kia kay unhaiN ijazat kioN nahe, (ya phir ijazat talab ki the)

                            Huzoor (s.a.w.w) nay jo jawab dia us ka mafhom kuch yoon hai kay "aurtoN ki janib say ghar ki zimay'dariyaN nibhana aur shohar ki janib say sotan lanay ki sorat maiN razi hona Jahad hai....!!

                            Theek he to hai ......
                            Array BIRATHER AURATOUN NAY B JAHAD kiya :) ...
                            yani ba-qaeida medan-e jang mein ..!! ...

                            anayway aap ki baat waqi sahi hai k
                            Aurat TU HAMA WAQT JAHAD kar rahi hoti hai

                            Comment


                            • #29
                              Re: Kuch Nahi

                              Originally posted by *Samra* View Post
                              Salam friends :rose

                              Aap mai se akser Larke yaha forums per maine dehka he kai apni 1 se ziada shadi ki baat kerte hain baadi Khushi Kushi

                              Kiya aap ne kabhi socha hai... :mm: Kai aap ki yeh soch sirf apne liye hai yaa doosrou ke liye bhi hai...

                              Kiya ager apki sister ke husband ya kabhi apki beti ke miya jee ne yeh kaha ke us ne doosri teesri ..chothi shadi kerni he... to tab aapka kiya Reaction hoga???



                              Kiya is mai wo baat nahi ati ke..jo chiez / Baat apne liye passand kerte ho, wo doosre ke liye bhi kero. ??
                              first of all i would like to appreciate that you have started a superb topic. so i also want to put some comments but i am sure you wont like them. anyway let's try it.

                              if Allah says 4 wives are allowed or permitted only if you can treat them with justice and honesty then who we are to become a barrier. If you and me are going to decide what is morality and what are moral values toh hum islam ki kyun baatein karte hain yeh tu islam ko na manay ki baatein hain. i think only islam can decide what is right and what is wrong. so islam says 4 wives are allowed if someone justice them.

                              in the last but not least if someone's wife cant fullfill husbands sexual needs he can keep more wives

                              Comment


                              • #30
                                Re: Kuch Nahi

                                [quote=aabi2cool;1058781]

                                OURET KI KIA BHALAI HAIN IS MAIN BATAIN GAY ZERA AUR HAN G AP KO TO ITRAAZ NHE HO GA JEB AP KI BETI ROOTI TARPTI AP K PASS AYE G K US K SHOHER NY BAOHT NAIK KAM KIA HAIN 2DOERI SHADI KER LI TO AP KUD JA KER APNE DAMAAD K NEKAH PERWAIN GY HAIN NA????????????? AUR BETI SY KAHIN GY KOI GAL NHE BUTER YEH US KA HAQ HAIN JUST RELX BABY TAKE A CHILL PILL ENJOYE KERON TUM AUR TUMHRA SHOHER AUR TUMHARY SHOHER KI DOERI BIWI DONT TAKE TENS YAR MAIN KUD NEKAH PERWAHON GA US KA TUM ARAM SY BATHO TUMAHIN KIA PATA SHERIEYT NEY HUKAM DIYA HAIN TUM YEHON ROO ROO K SHERIEYT K IHKAMAT KI KHILAAF WERZI KER RAHI TUMAHIN TO BANGERY DAL DAL K LY KER ANA CHAYE SHOHER KI DOERI BWI KO HAIN NA AABI BAHI AP AYSE HE KAHIN GY NA U R SHOOOOOOOOOOOOO SHWEEEEEEEEEET372-shed
                                ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X