Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

love and arrange

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • love and arrange

    salam pgs how are u all
    main ny souch rahi the k kiyon na is serious topic main ap seb ki opinion le jaye k love marriage aur arrange marriage main kia fark hota hain aur ap log kis k haq main hain aur kiyon hain

    apni khubsoet kiyalaat sy main ap ko bad main nawazon ki abi ap seb share kerain apne qeemti kiyalaat thank u

    note: is topic ka maqsed just enjoyement ya mazaq nhe hain umeed hain k muje aschy aschy serious aur logical ans milain gay .. thank u roserose:rose
    ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

    sigpic

  • #2
    Re: love and arrange

    hmm wase to love marriage me koi burayi nahi ... likin humare muashray me ye unacceptable he..or Islamic point of view se bhee dekhein to ye ghalat he ke aik larka or larki khulam khula ya chup chupa ke zamanay se apni mohabbat ka izhaar karein...

    mere khayal se agar dil ko koi bhala lagta he or ap serious bhee hein to bagher koi baat kiye uske ghar pe proposal bhijwa dena chahye :mm:
    or agar ye apke sar pe sawaar kuch dayr ke lye bhoot he to apna ilaaj khud karna chahye :mm:

    agar pucha jaye ke mein kis ko preference du gi ... to mein arrange marriage ko prefer karu gi

    Apke parents ne ap se zada zamana dekha hota he or apne parents ki choice pe trust karna chahye ke woh apki zindagi ka jo faisla karein ge wo sahi hoga apke haq mein... or agar shadi ke baad mushkilaat ati hein to unke lye parents ko blame nahi karna chahye .. balke ye har bande ki apni kismat hoti he :donno:

    kisi ko bagher mangay tarasha hua heera mil jata he or kisi ko zindagi lag jati he us heere ko tarashne me :hehe:

    love marriage mein parents ke pakre janay ka dar... zamanay ki baaton ka khof.. or baht si cheezein hoti hein :donno: or agar parents inkaar kar dein to ye rog puri umr saath rehta he.. or kuch larkiyo ko is nadaani ki sazaa apne typical husbands ke hathon bhugatni par jati he

    bash itna hi kahu gi

    Comment

    • #3
      Re: love and arrange

      hmm nice mager chanda islam passand ki ijazet bhe deta hain han main is baat sy 1000000000 percent mutafiq hon k zarori nhe hain love story he bani jaye ager koi passand hain to parenst ko bata dayna chaye aur aj kal to u poucho met kia ho rah hain ajkal ek new trend chal nekala hain k abi parenst ney koi faysela kia nhe hota aur lerka sath ly atai hain k g understanding kerna chahta hain kuda ka khuf aur sharm in logo main kahtm ho chuki hain lerky kehty hain k in ka haq hain islam ney ijazat di hain amger koi in sy pouchain k kia islam ny is baat ki ijazat di hain k jeb tak tumhre parents haan he na kerain koi baat he na ho teb teb mu utha k kisi k gher chaly jao aur ja k lerkiyan dekhty pheron kia ek naharam ko yeh zaib deta haun / kia humry parents ney life nhe gozari bina ek dosery ko dekhy apne parents ki passand py human itna itbar b nhe hain ?
      ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

      sigpic

      Comment

      • #4
        Re: love and arrange

        Originally posted by zoniash View Post
        salam pgs how are u all
        main ny souch rahi the k kiyon na is serious topic main ap seb ki opinion le jaye k love marriage aur arrange marriage main kia fark hota hain aur ap log kis k haq main hain aur kiyon hain

        apni khubsoet kiyalaat sy main ap ko bad main nawazon ki abi ap seb share kerain apne qeemti kiyalaat thank u

        note: is topic ka maqsed just enjoyement ya mazaq nhe hain umeed hain k muje aschy aschy serious aur logical ans milain gay .. thank u roserose:rose
        major difference arrange or love marriage ka yeh hey k jo shaadi parents karwai jis mei larki/larkay se ziyada marzi parents ki ho vo arrange marriage kahlwati hai or jo boy/girl apni mehnat se khud patakhay vo love marriage kahlwati hai.... by the way you have done masters but you dont know the difference between love and arrange marriage.372-haha

        by the way mein dono ki fav mein hoon.

        Comment

        • #5
          Re: love and arrange

          Originally posted by ballay_baaz View Post

          wowwwwwwwwwww its really funny naaaaa howww sweet thora aur hans lo beta koi frak nhe perta aur jahan tak baat hain to main ny masters main yhe to pher he nhe k love aur arrange main kia fark ain abi tak koi book pheri nhe is kina koi q aya is bare main how sad naaaaaaaaaaa oh ho chalo koi baat nhe is liya to soucha k ap jayse postion holdersssssssss sy pouch lon un k khiyalaat b ta y main un sy ustafeed ho sakon na??????????????? :)

          • #6

            • #7
              Re: love and arrange

              Originally posted by mano_billi View Post
              hmm wase to love marriage me koi burayi nahi ... likin humare muashray me ye unacceptable he..or Islamic point of view se bhee dekhein to ye ghalat he ke aik larka or larki khulam khula ya chup chupa ke zamanay se apni mohabbat ka izhaar karein...

              mere khayal se agar dil ko koi bhala lagta he or ap serious bhee hein to bagher koi baat kiye uske ghar pe proposal bhijwa dena chahye :mm:
              or agar ye apke sar pe sawaar kuch dayr ke lye bhoot he to apna ilaaj khud karna chahye :mm:

              agar pucha jaye ke mein kis ko preference du gi ... to mein arrange marriage ko prefer karu gi

              Apke parents ne ap se zada zamana dekha hota he or apne parents ki choice pe trust karna chahye ke woh apki zindagi ka jo faisla karein ge wo sahi hoga apke haq mein... or agar shadi ke baad mushkilaat ati hein to unke lye parents ko blame nahi karna chahye .. balke ye har bande ki apni kismat hoti he :donno:

              kisi ko bagher mangay tarasha hua heera mil jata he or kisi ko zindagi lag jati he us heere ko tarashne me :hehe:

              love marriage mein parents ke pakre janay ka dar... zamanay ki baaton ka khof.. or baht si cheezein hoti hein :donno: or agar parents inkaar kar dein to ye rog puri umr saath rehta he.. or kuch larkiyo ko is nadaani ki sazaa apne typical husbands ke hathon bhugatni par jati he

              bash itna hi kahu gi
              she has probably asked the difference between arrange and love marriage. or ap love yaa arrange marriage kay haq mein ho. agar aap ka reply poistive mein hey tu kyun you justify it.

              pakray janay ka darr or khulam khulay izhaar e love??? by the way aap kis zamanay ki baatein kar rahi ho???

              Comment

              • #8
                Re: love and arrange

                Her larki ko chahiye ke wo sharafat se arrange marriage karay.

                Jub ke love marriage kerna larkon ka avalein haq he :lol
                :thmbup:

                Comment

                • #9
                  Re: love and arrange

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  Her larki ko chahiye ke wo sharafat se arrange marriage karay.

                  Jub ke love marriage kerna larkon ka avalein haq he :lol

                  372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha
                  barey ustaaaad ho372-haha372-haha
                  by the way i agreeed

                  Comment

                  • #10
                    Re: love and arrange

                    Originally posted by ballay_baaz View Post
                    she has probably asked the difference between arrange and love marriage. or ap love yaa arrange marriage kay haq mein ho. agar aap ka reply poistive mein hey tu kyun you justify it.

                    pakray janay ka darr or khulam khulay izhaar e love??? by the way aap kis zamanay ki baatein kar rahi ho???

                    zoni ne jo pucha me ne bata dya jo me ne socha.. difference sab ko pata he kia he.. or beta ye woh zamana he jis me hum reh rahe hein me bhee is age me aise hi kehti thi hum new zamanay ke log hein 372-haha
                    baray ho ke pata laga abhi tak purana hi zamana chal raha he372-haha

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    Her larki ko chahiye ke wo sharafat se arrange marriage karay.

                    Jub ke love marriage kerna larkon ka avalein haq he :lol

                    sharm o haya da kaata :lahoul:

                    Comment

                    • #11
                      Re: love and arrange

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      Her larki ko chahiye ke wo sharafat se arrange marriage karay.

                      Jub ke love marriage kerna larkon ka avalein haq he :lol

                      larkyan arrange kar lay ok theek hai..or larky love...to agar larky love marriage kary gay to kis se hawa.............................372-haha

                      or wasy aap ki baat pay to kehny ko dil kar raha hai k..

                      fity mouh372-shed
                      sigpic

                      Comment

                      • #12
                        Re: love and arrange

                        Originally posted by zoniash View Post
                        salam pgs how are u all
                        main ny souch rahi the k kiyon na is serious topic main ap seb ki opinion le jaye k love marriage aur arrange marriage main kia fark hota hain aur ap log kis k haq main hain aur kiyon hain

                        apni khubsoet kiyalaat sy main ap ko bad main nawazon ki abi ap seb share kerain apne qeemti kiyalaat thank u

                        note: is topic ka maqsed just enjoyement ya mazaq nhe hain umeed hain k muje aschy aschy serious aur logical ans milain gay .. thank u roserose:rose

                        Meri nazar mai... arrange marriage mai "Barkat" hain... Badou ki shafqat aur Duain saath hoti hain.

                        Aur sab ki razamandi wala kam humesha behtar hota hai.
                        Mera apna zaati tajurba yeh hai ke.. maine humesha apne dil mai aik BAAT.. aik faisla...bitahea hua thi kai mai shadi apne Parents ki marzi se keroongi.. chaye wo shakhs koi bhi ho.. lekin dua bhi yehi kerti thi ke.. mere saath acha ho... aur meri zindagi meri khawahish ke mutabiq ho.....

                        khair... jab mere parents aik rishta passand ayea.. mujhse poocha gayea...
                        maira jwab yehi tha... jo bhi faisla hoga..wo alllah tallah ka faisla hoga.. bcz maine duain ki hain.. behtarai ki...

                        after engagement mujhe maloom hua... ke mere fiance was saying.. ke yeh humari love marriage hai... 372-shock mai... heraan howi..yeh kaise...maine kabhi pehle nahi jaanti thi.. :donno:

                        he said.. ke unki side se yeh love marriage hai..lol..aur love marriage ko unho ne arrange marriage banaa diya hai.. :khi:
                        khair apna personal "tajurba" bataane ka maqsad yeh hai ke... love marriage bhi.. arrange banaai jasakti hai...aur issi tarah arrange marriage bhi love marriage hoskati hai. :D:
                        Last edited by *Samra*; 27 April 2009, 13:02.

                        Comment

                        • #13
                          Re: love and arrange

                          Love marriage : suicide
                          arrange marriage: murder

                          dono surat mein hi marna tu hota hi hai.... :lol

                          Comment

                          • #14
                            Re: love and arrange

                            Originally posted by ummid View Post
                            Love marriage : suicide
                            arrange marriage: murder

                            dono surat mein hi marna tu hota hi hai.... :lol
                            372-haha

                            Comment

                            • #15
                              Re: love and arrange

                              Originally posted by *Samra* View Post
                              Meri nazar mai... arrange marriage mai "Barkat" hain... Badou ki shafqat aur Duain saath hoti hain.

                              Aur sab ki razamandi wala kam humesha behtar hota hai.
                              Mera apna zaati tajurba yeh hai ke.. maine humesha apne dil mai aik BAAT.. aik faisla...bitahea hua thi kai mai shadi apne Parents ki marzi se keroongi.. chaye wo shakhs koi bhi ho.. lekin dua bhi yehi kerti thi ke.. mere saath acha ho... aur meri zindagi meri khawahish ke mutabiq ho.....

                              khair... jab mere parents aik rishta passand ayea.. mujhse poocha gayea...
                              maira jwab yehi tha... jo bhi faisla hoga..wo alllah tallah ka faisla hoga.. bcz maine duain ki hain.. behtarai ki...

                              after engagement mujhe maloom hua... ke mere fiance was saying.. ke yeh humari love marriage hai... 372-shock mai... heraan howi..yeh kaise...maine kabhi pehle nahi jaanti thi.. :donno:

                              he said.. ke unki side se yeh love marriage hai..lol..aur love marriage ko unho ne arrange marriage banaa diya hai.. :khi:
                              khair apna personal "tajurba" bataane ka maqsad yeh hai ke... love marriage bhi.. arrange banaai jasakti hai...aur issi tarah arrange marriage bhi love marriage hoskati hai. :D:

                              uffff kitni right batein karti hein teddy Allah apko humesha khush rakhe Ameen! :dua

                              Comment

                              Working...
                              X