Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aap Aur Aapkay Neigbours

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Aap Aur Aapkay Neigbours

    Originally posted by saraah View Post
    mera nae ballay baaz da petrol mukya ja :yy:
    aabi bhai jao poori trah theek ho k aao 372-haha

    me nae kardi :dance2:

    shukria paa sajid
    han to ussi ka kaha hy na
    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

    Comment

    • #17
      Re: Aap Aur Aapkay Neigbours

      humare samne wale apratment me aik indian couple rehta he last days me unka beta hua tha .. me aik din garbage phenkne gayi to wo office ja rahi thi me ne puch lya :mm: boy hui ya girl :mm:or nazar kyu nahi ata :mm: to pata chala uske parents dusre city me hote hein wahi chor atay hein baby ko or weekend pe ja ke mil lete hein... mama kehti hein ni kuriye tera koi haal nahi tera bera tar jaye :lahoul:

      or phir left wale apartment me aik arabic family rehti he jo palestine se he :mm: unke 4 bache idhar hein or 3 bache states me hein parhne gaye hue hein ... me ne unki beti se pucha tha aik din to us ne bataya :mm:
      jis pe phir mama ne kaha tenu ki lagay koi amreeca jaway ya kidray hor :lahoul:

      or phir right wale apartment me aik pathan uncle rehte hein jin ke khud ke 2 bache hein aik beta 7th grade me he or beti 2nd grade me... beta parhayi me baht acha he or beti bas theek he .. or pathani aunty chappal kabab baht ache banati hein :lpop: aik dafa unho ne bana ke humare ghar bheje the .. me ne unse recipe puchi peshawari chappal kabab ki unho ne kaha me bana ke bhej du gi tum khaa ke batana kase bane :lpop: or phir jab kabhi khane ka dil kare to baata dena mjhe :

      is pe bhee mama kehti hein tuu te teriya rishtedaariya
      Last edited by mano_billi; 23 April 2009, 13:51.

      Comment

      • #18
        Re: Aap Aur Aapkay Neigbours

        Originally posted by ballay_baaz View Post
        hmmmm great.

        mere samnay wali khirki mein ek chaand ka tukra rahta hai jo her waqt ukhra ukhra rahta he.

        by the way all my neighbours are nice and polite. there is a frank atmoshphere. everybody is happy and everybody tries not to create problems for others.

        yeah!!!! so many incidents happened even with me but i cant tell you right now. i tell you some other day.

        waisye ballay uncle aap mujhe kahein se bhi 16 saal ke masoom bache nahi lagte kahien daaal me kuch kala hai :lpop:

        Comment

        • #19
          Re: Aap Aur Aapkay Neigbours

          Originally posted by *Samra* View Post
          waisye ballay uncle aap mujhe kahein se bhi 16 saal ke masoom bache nahi lagte kahien daaal me kuch kala hai :lpop:

          chota mu bari baat wala kala lagta he daal me mjhe :mm:

          Comment

          • #20
            Re: Aap Aur Aapkay Neigbours

            nahi g bilkul nahi muhalay main jana ana nahi hua wohi aa jaye to aa jayein aik daffa shabrat per anar chat per jalaya 2 times main ne unahy aaram s emana kiya k light off hai hum laug idher bethe hain dewar s ehata ker anar chaleiin per nahi 4th time jab again kiya aur ami meri mushkil s ebachin to main ne dewar per charh ker gussay se kaha BB aik baat btaow kaun si zuban samjhti ho aap hehehehehe us k baad shuker ul hamdulilah koi masla nahi hua 4th time to phir zara main ne gusay se kaha

            Comment

            • #21
              Re: Aap Aur Aapkay Neigbours

              had hoti hai aj kal k hamsayein bhi aaram se nahi sunte

              Comment

              • #22
                Re: Aap Aur Aapkay Neigbours

                Originally posted by Bint E Aadam View Post
                nahi g bilkul nahi muhalay main jana ana nahi hua wohi aa jaye to aa jayein aik daffa shabrat per anar chat per jalaya 2 times main ne unahy aaram s emana kiya k light off hai hum laug idher bethe hain dewar s ehata ker anar chaleiin per nahi 4th time jab again kiya aur ami meri mushkil s ebachin to main ne dewar per charh ker gussay se kaha BB aik baat btaow kaun si zuban samjhti ho aap hehehehehe us k baad shuker ul hamdulilah koi masla nahi hua 4th time to phir zara main ne gusay se kaha

                372-haha 372-haha unho ne kia kaha jawaab me? 372-shock

                Comment

                • #23
                  Re: Aap Aur Aapkay Neigbours

                  kehna kya tha sab to pehle dar he gaye thay 1st time jab s eham yahan shift hue hain 6,7 saal ho gaye kabhi dewar per na charhi na he bahir darwazay epr kahri hui na muhalkay main jana hua sirf niyaz dene jati thi ami k sath

                  us din sab to pehle dar gaye aur main ne jab yeh kaha to agay s epoocha gaya k hua kya hai?

                  main ne kaha 3 daffa sansikrat to kahi nahi main ne aaram se dewar apr mana ekr rahi thi na sunayi nahi deta ami mushkil s ebachi ahin kaun s ezuban samjh aati hai?

                  kehte hain g nahi ham ne nahi chalaya main ne kaha BB phir main jhooth bol rahi hoon ya meri aankhein andhi hain ami mushkil s ebachin ahin warna seedha sholay un per girne thay dewar s ehat ker chalaow mana nahi ker rahi to bus phir unho ne sorry kaha aur main dewar s eneechay hehehe

                  Comment

                  • #24

                    uff sisoo u ne to kamaal kar dya :dance2: kitnay mazay ki daant pilayi unhe :salam: 372-haha

                    Comment

                    • #25
                      Re: Aap Aur Aapkay Neigbours

                      mujhe waisy wo padosi bare bure lagte hain jo kura dust utha ker bahir pehnkte hain. aik baar jab mai pakistan aiy to maine dehka aik larki apne ghar ka kuraa saath walo ke ghar paihnk rahi thi mujhe yaqeeeeen nahi araha tha... :na: kitni gandiiiiii baat hai

                      Comment

                      • #26
                        Re: Aap Aur Aapkay Neigbours

                        hahahahahha lolx ami bhi mera munh dkehna shuru ho gayin kabhi dewar per charhi nahi aj isay hua kya hai per bus ami ki wajha se us din gussa aa gaya aik he to meri mama hain meri janu si mama :)

                        Comment

                        • #27
                          Re: Aap Aur Aapkay Neigbours

                          Originally posted by mano_billi View Post
                          uff sisoo u ne to kamaal kar dya :dance2: kitnay mazay ki daant pilayi unhe :salam: 372-haha
                          tobaaaaaaa ufffffffffffffffffffffffffff ye larki kitna bolti hy is nay to aurtooon k ziyada bolnay wala mohawra such kar dekhaya ab bhala batao ye sari bateen kaya yahaan likhnay wali theen :mm:
                          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                          Comment

                          • #28
                            Re: Aap Aur Aapkay Neigbours

                            yeh ap ka ishara meri traf hai chachu :p

                            Comment

                            • #29
                              Re: Aap Aur Aapkay Neigbours

                              hmmmmmmmmmm yeh to hai samra siso

                              Comment

                              • #30
                                Re: Aap Aur Aapkay Neigbours

                                Nice topic
                                [FONT="Arial Black"]Mr. Khalil How much Fake IDs would you make in Pegham... ?

                                See you Real Face in here 372-shed

                                Muhammad Khalil's Real Face [/FONT]

                                Comment

                                Working...
                                X