Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aap Aur Aapkay Neigbours

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: Aap Aur Aapkay Neigbours

    Originally posted by Bint E Aadam View Post
    nahi g bilkul nahi muhalay main jana ana nahi hua wohi aa jaye to aa jayein aik daffa shabrat per anar chat per jalaya 2 times main ne unahy aaram s emana kiya k light off hai hum laug idher bethe hain dewar s ehata ker anar chaleiin per nahi 4th time jab again kiya aur ami meri mushkil s ebachin to main ne dewar per charh ker gussay se kaha BB aik baat btaow kaun si zuban samjhti ho aap hehehehehe us k baad shuker ul hamdulilah koi masla nahi hua 4th time to phir zara main ne gusay se kaha
    372-shocktum p eto mujeh pehle he shaq tha keh tum mohalle main ghunda gardi zaroor kerti ho gi,
    main dewaar se hata keh anaar chalaon or anaar khaon to tumhain koi aitraaz to nahi ho ga na372-haha

    Comment


    • #47
      Re: Aap Aur Aapkay Neigbours

      Originally posted by Bint E Aadam View Post
      kehna kya tha sab to pehle dar he gaye thay 1st time jab s eham yahan shift hue hain 6,7 saal ho gaye kabhi dewar per na charhi na he bahir darwazay epr kahri hui na muhalkay main jana hua sirf niyaz dene jati thi ami k sath

      us din sab to pehle dar gaye aur main ne jab yeh kaha to agay s epoocha gaya k hua kya hai?

      main ne kaha 3 daffa sansikrat to kahi nahi main ne aaram se dewar apr mana ekr rahi thi na sunayi nahi deta ami mushkil s ebachi ahin kaun s ezuban samjh aati hai?

      kehte hain g nahi ham ne nahi chalaya main ne kaha BB phir main jhooth bol rahi hoon ya meri aankhein andhi hain ami mushkil s ebachin ahin warna seedha sholay un per girne thay dewar s ehat ker chalaow mana nahi ker rahi to bus phir unho ne sorry kaha aur main dewar s eneechay hehehe
      it means ab to tum mohalle mian kafi famous ho gayi ho gi,

      RANO KAPATTI

      keh naam se372-haha

      Comment


      • #48
        Re: Aap Aur Aapkay Neigbours

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        Yaar meri hamsai ki bhi muj per nazar kharaab he, per tum to jaantay ho ke mein to aisa larka he nahi hoon :eye:

        waisay hey wo bhi soni :eye:
        yaar main sialkot kab aaonteddy

        Comment


        • #49
          Re: Aap Aur Aapkay Neigbours

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          Takdeer ne hum dono ko aik baar phir dulhan bana diya :embarasse
          khan sb kya kerta hain372-haha

          Comment


          • #50
            Re: Aap Aur Aapkay Neigbours

            Originally posted by soni kudi View Post
            hamre parosi to arbi hai...kabhi kabar khoob larty hain...itna larty hain itna larty hain ke ghar se bahir ajaty hainpar masoom logo khood hi lar lar k mar chaly hain humahre saath to achi salam dua hai
            next episode ka photoshote yahan share ker dena372-haha

            Comment


            • #51
              Re: Aap Aur Aapkay Neigbours

              Originally posted by Aanchal View Post
              mera koi parosii nahi hai ...aik family the kuch arsa pehlay ab wo nahi hai ..or back side pay shops hain bas :lol

              acha hai sakoon hi sakoon
              zahir hai tumhara parrosi ban'na koi asaan kaam to nahi hai na, tum to bolo to he un becharoon ki deewarain gir jain gi372-haha,
              waise mujhe aa lene do wahan main tumhare saath wala ghar he loon ga:lpop:

              Comment


              • #52
                Re: Aap Aur Aapkay Neigbours

                Originally posted by musaddaq View Post
                zahir hai tumhara parrosi ban'na koi asaan kaam to nahi hai na, tum to bolo to he un becharoon ki deewarain gir jain gi372-haha,
                waise mujhe aa lene do wahan main tumhare saath wala ghar he loon ga:lpop:
                han a jaoo sath aik hi ghar hai wo un uncle ki family ka jo ab yaha nahi rehtay lekan abhi tak hai un ka hi ...bhoot aap ko deekh kay khush hoo jaian gay kay hamara apna banda a gaya 372-haha :D

                ghar ki back side pay kafi namaoonay loog moujood hain
                Last edited by .; 24 April 2009, 08:18.
                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                Comment


                • #53
                  Re: Aap Aur Aapkay Neigbours

                  Originally posted by Aanchal View Post
                  han a jaoo sath aik hi ghar hai wo un uncle ki family ka jo ab yaha nahi rehtay lekan abhi tak hai un ka hi ...bhoot aap ko deekh kay khush hoo jaian gay kay hamara apna banda a gaya 372-haha :D

                  ghar ki back side pay kafi namaoonay loog moujood hain
                  woh bhi yehi kehte hoon ge tumhare baare main, namooni372-haha

                  Comment


                  • #54
                    Re: Aap Aur Aapkay Neigbours

                    Originally posted by Aanchal View Post
                    aap logoun ko yeh kaam reh gay hian :mm:
                    Jis is ke ilawa doosri paroosanein bhi aisay vichaar rakhti hein hum per :embarasse
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #55
                      Re: Aap Aur Aapkay Neigbours

                      Originally posted by Aanchal View Post
                      mera koi parosii nahi hai ...aik family the kuch arsa pehlay ab wo nahi hai ..or back side pay shops hain bas :lol

                      acha hai sakoon hi sakoon
                      tum dukan ke ouper to nahi rehti :D:
                      :thmbup:

                      Comment


                      • #56
                        Re: Aap Aur Aapkay Neigbours

                        Originally posted by musaddaq View Post
                        khan sb kya kerta hain372-haha
                        agli number tera he. SMS mila tha na mera 372-haha
                        :thmbup:

                        Comment


                        • #57
                          Re: Aap Aur Aapkay Neigbours

                          Originally posted by musaddaq View Post
                          372-shocktum p eto mujeh pehle he shaq tha keh tum mohalle main ghunda gardi zaroor kerti ho gi,
                          main dewaar se hata keh anaar chalaon or anaar khaon to tumhain koi aitraaz to nahi ho ga na372-haha

                          :lol

                          Comment


                          • #58
                            Re: Aap Aur Aapkay Neigbours

                            Originally posted by musaddaq View Post
                            372-shocktum p eto mujeh pehle he shaq tha keh tum mohalle main ghunda gardi zaroor kerti ho gi,
                            main dewaar se hata keh anaar chalaon or anaar khaon to tumhain koi aitraaz to nahi ho ga na372-haha
                            tauba hai nahi main larayi jhagray k wais ekhialf hoon per 3,4 times jab pyar s eaaram ki zuban samjh nahi aayi to zara gussa aaya k sharafat ka to zamana he nahi

                            us din aami jee mushkil s ebachin saray shoklay ur ur ekr aa rahay thay choti dewar hai na so bus aaho




                            Comment


                            • #59
                              Re: Aap Aur Aapkay Neigbours

                              Originally posted by musaddaq View Post
                              it means ab to tum mohalle mian kafi famous ho gayi ho gi,

                              RANO KAPATTI

                              keh naam se372-haha
                              uffffffffffffffffffff g nahi sba abhi bhi kehte hain k bachi bari changi hai na kisi k gahr ana jana na he darwazay per kharay hona :D aham aham aur larayee jahgra to no never mujhe nahi apsand kuch galat lage aaram s e3 time bhi koi na smajhe to phir ais ehe bolti hoon k main ap ko sansikrat bolti lagti hoon ya pashto jo ap ko smajh nahi a arahi meri baat tab banda relax ho jata hai hehehehe




                              Comment


                              • #60
                                Re: Aap Aur Aapkay Neigbours

                                Originally posted by musaddaq View Post
                                tum to phir phappe kuttan larrki ho,

                                ji nahi neighbours se good relations rakhne chahyein na is lye thori baht baat kar leti hu kabhi kabhaar 372-shock

                                Comment

                                Working...
                                X