Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
wazeefa
Collapse
X
-
Re: wazeefa
bilkol jeb hum apne liya izet mangty howayjeb hum apne liya kamyabi mangty hain jeb hum ap liya sari araishain mangtain to kiyon nhe hum apne naseeb k liya koi dua ker sakty ager koi lerki yeh dua mangti hian k us ka naseeb bohat ascha ho aur wo apne waldain ki zindagi main UN K ZAIR SAYA IZET AUR HAAY K SATH RUKHSAT HO TO KIA KOI BURAI HAIN IS MAIab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei
sigpic
Comment
-
Re: wazeefa
haan zoni sis or betiyo ke naseeb se to or zada dar lagta he...
apne ghar ke comfort ko chor ke aik bilkul new jaga jaa ke adjust hona new rules new faces :hehe: koi asaan kaam nahi hota ... or ye bhee nahi pata hota future me kia rakha he .... :donno:
is lye humesha kehte hein ke betiyo ko apne naseeb ke lye khud dua mangni chahye
Allah hum sab ki qismat achi kare Ameen!
Comment
-
Re: wazeefa
Originally posted by ballay_baaz View Posti think this wazeefa is more beneficial for munda_sialkoty because he is in 30 years of age.:khi: n kashish as well as saraah can also read them because they both are entering over age line.:khi:ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا
Comment
-
Re: wazeefa
Originally posted by aabi2cool View Postmohtram bally baaz jee pegham aik urdu forum hy aur is ka bunyadi maqsad bhi urdu ki hi tarweejo ishaat hy magar main dekhta hon k aap ko angreezi se koi khas unas hy aap k qareeban tamam hi peghamaat angreezi main hotay hain kaya mnain urdu se aap ki nafrat aur angreezi se is qadar mohabat ki waja jan sakta hon ????????????????????
salam ap kahan thay abi bhai itne din sy nazer nhe aye ???????????????ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei
sigpic
Comment
-
-
Re: wazeefa
Originally posted by aabi2cool View Postmain sakhat beemar tha ...kal se tabiyat khuch bahal hui hy to aagaya hon aap sunaiye kaysi hain dear sister :phool:ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei
sigpic
Comment
-
Re: wazeefa
Originally posted by zoniash View PostHer lerki ya lekry py yeh baat ati hain k wo allah paak sy apni zindagi k sathi boaht ascha managy na to is main koi burai hai na he koi mazak urany wali batain
Comment
-
Re: wazeefa
Originally posted by *Kashish* View Postaap ko aik baat batati hoon zonaish
aap ne thik kaha , apne liye dua kerni chahiye
Meri bari behan, Jab wo 15 saal ki thi wo apne liye dua kerti thi... kai allah mera mustaqbil acha ho.. mera naseeb acha kerian...
3 saal kai baad uska bohat acha rishta ayea..... jabkai wo abhi padh rahi thi. aur uski umer sirf 18 saal thi.... uske husband aur susral wale bohat ache log the... to mere parents ne foran unki marzi per behan ki shadi kerdi .
Now mashallah wo bohat khush hai... uske husband bohat uska khiyal kerte hain.
Sab ki apni soch hoti he...apne halaat hote hain... Aur her koi apne aap ko jab kisi age mai iss qabil samjhta hai ke... wo ab iss chiez ke liye taiyaar he to khuda tallah uske liye saare samaan ker dete hain.
i feel pakistan mai bichare parents apni Ulaad ke liye issi waja se pareshan hote hain jab... larkio ke liye munaasib rishta nahi hota...
sab larkiou ko chahiye ke wo apne liye dua kiya kerain.
allah tallah unka naseeb acha kerain/
baqi late shadi ya jaldi shadi ..is se koi khass farq nahi parta...
main chiez yeh hai ke... uski shadi kamiaab ho... khush ho.
shadi dair jaldi apnay naseeb ki baat hoti hai ..apnay achay future key leye dua kartay rehna chaye :rose
Comment
-
Re: wazeefa
Originally posted by ballay_baaz View Posti think this wazeefa is more beneficial for munda_sialkoty because he is in 30 years of age.:khi: n kashish as well as saraah can also read them because they both are entering over age line.:khi::thmbup:
Comment
-
Re: wazeefa
Originally posted by ballay_baaz View Posti think this wazeefa is more beneficial for munda_sialkoty because he is in 30 years of age.:khi: N kashish as well as saraah can also read them because they both are entering over age line.:khi:ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh
Comment
Comment