Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

wazeefa

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: wazeefa

    Originally posted by *Kashish* View Post
    aap ko aik baat batati hoon zonaish

    aap ne thik kaha , apne liye dua kerni chahiye

    Meri bari behan, Jab wo 15 saal ki thi wo apne liye dua kerti thi... kai allah mera mustaqbil acha ho.. mera naseeb acha kerian...

    3 saal kai baad uska bohat acha rishta ayea..... jabkai wo abhi padh rahi thi. aur uski umer sirf 18 saal thi.... uske husband aur susral wale bohat ache log the... to mere parents ne foran unki marzi per behan ki shadi kerdi .

    Now mashallah wo bohat khush hai... uske husband bohat uska khiyal kerte hain.

    Sab ki apni soch hoti he...apne halaat hote hain... Aur her koi apne aap ko jab kisi age mai iss qabil samjhta hai ke... wo ab iss chiez ke liye taiyaar he to khuda tallah uske liye saare samaan ker dete hain.

    i feel pakistan mai bichare parents apni Ulaad ke liye issi waja se pareshan hote hain jab... larkio ke liye munaasib rishta nahi hota...

    sab larkiou ko chahiye ke wo apne liye dua kiya kerain.
    allah tallah unka naseeb acha kerain/

    baqi late shadi ya jaldi shadi ..is se koi khass farq nahi parta...

    main chiez yeh hai ke... uski shadi kamiaab ho... khush ho.

    :thmbup:
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

    Comment

    • #17
      Re: wazeefa

      bilkol jeb hum apne liya izet mangty howayjeb hum apne liya kamyabi mangty hain jeb hum ap liya sari araishain mangtain to kiyon nhe hum apne naseeb k liya koi dua ker sakty ager koi lerki yeh dua mangti hian k us ka naseeb bohat ascha ho aur wo apne waldain ki zindagi main UN K ZAIR SAYA IZET AUR HAAY K SATH RUKHSAT HO TO KIA KOI BURAI HAIN IS MAI
      ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

      sigpic

      Comment

      • #18
        Re: wazeefa

        haan zoni sis or betiyo ke naseeb se to or zada dar lagta he...
        apne ghar ke comfort ko chor ke aik bilkul new jaga jaa ke adjust hona new rules new faces :hehe: koi asaan kaam nahi hota ... or ye bhee nahi pata hota future me kia rakha he .... :donno:
        is lye humesha kehte hein ke betiyo ko apne naseeb ke lye khud dua mangni chahye
        Allah hum sab ki qismat achi kare Ameen!

        Comment

        • #19
          Re: wazeefa

          Her lerki ya lekry py yeh baat ati hain k wo allah paak sy apni zindagi k sathi boaht ascha managy na to is main koi burai hai na he koi mazak urany wali batain
          Attached Files
          ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

          sigpic

          Comment

          • #20
            Re: wazeefa

            thankeww zoni sis :teddy

            Comment

            • #21
              Re: wazeefa

              Originally posted by ballay_baaz View Post
              i think this wazeefa is more beneficial for munda_sialkoty because he is in 30 years of age.:khi: n kashish as well as saraah can also read them because they both are entering over age line.:khi:
              mohtram bally baaz jee pegham aik urdu forum hy aur is ka bunyadi maqsad bhi urdu ki hi tarweejo ishaat hy magar main dekhta hon k aap ko angreezi se koi khas unas hy aap k qareeban tamam hi peghamaat angreezi main hotay hain kaya mnain urdu se aap ki nafrat aur angreezi se is qadar mohabat ki waja jan sakta hon ????????????????????
              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

              Comment

              • #22
                Re: wazeefa

                Originally posted by aabi2cool View Post

                salam ap kahan thay abi bhai itne din sy nazer nhe aye ???????????????
                ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

                sigpic

                Comment

                • #23
                  Re: wazeefa

                  Originally posted by zoniash View Post
                  salam ap kahan thay abi bhai itne din sy nazer nhe aye ???????????????
                  main sakhat beemar tha ...kal se tabiyat khuch bahal hui hy to aagaya hon aap sunaiye kaysi hain dear sister :phool:
                  ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                  Comment

                  • #24
                    Re: wazeefa

                    Originally posted by aabi2cool View Post
                    main sakhat beemar tha ...kal se tabiyat khuch bahal hui hy to aagaya hon aap sunaiye kaysi hain dear sister :phool:
                    OH HO AJ KAL TO ITNE LOH BEMAR HO RAHAIN HAIN ALLAH SEB KO SEHT DAY IAM FINE APNA BOHAT KHIYAL RAKHIYE GA:rose
                    ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

                    sigpic

                    Comment

                    • #25
                      Re: wazeefa

                      Originally posted by zoniash View Post
                      Her lerki ya lekry py yeh baat ati hain k wo allah paak sy apni zindagi k sathi boaht ascha managy na to is main koi burai hai na he koi mazak urany wali batain
                      first post main laga daian pher say :thmbup:
                      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                      Comment

                      • #26
                        Re: wazeefa

                        Originally posted by *Kashish* View Post
                        aap ko aik baat batati hoon zonaish

                        aap ne thik kaha , apne liye dua kerni chahiye

                        Meri bari behan, Jab wo 15 saal ki thi wo apne liye dua kerti thi... kai allah mera mustaqbil acha ho.. mera naseeb acha kerian...

                        3 saal kai baad uska bohat acha rishta ayea..... jabkai wo abhi padh rahi thi. aur uski umer sirf 18 saal thi.... uske husband aur susral wale bohat ache log the... to mere parents ne foran unki marzi per behan ki shadi kerdi .

                        Now mashallah wo bohat khush hai... uske husband bohat uska khiyal kerte hain.

                        Sab ki apni soch hoti he...apne halaat hote hain... Aur her koi apne aap ko jab kisi age mai iss qabil samjhta hai ke... wo ab iss chiez ke liye taiyaar he to khuda tallah uske liye saare samaan ker dete hain.

                        i feel pakistan mai bichare parents apni Ulaad ke liye issi waja se pareshan hote hain jab... larkio ke liye munaasib rishta nahi hota...

                        sab larkiou ko chahiye ke wo apne liye dua kiya kerain.
                        allah tallah unka naseeb acha kerain/

                        baqi late shadi ya jaldi shadi ..is se koi khass farq nahi parta...

                        main chiez yeh hai ke... uski shadi kamiaab ho... khush ho.
                        :thmbup:
                        shadi dair jaldi apnay naseeb ki baat hoti hai ..apnay achay future key leye dua kartay rehna chaye :rose
                        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                        Comment

                        • #27
                          Re: wazeefa

                          Originally posted by zoniash View Post
                          rose:rose
                          kahan gaya wazeefa 372-shock
                          :thmbup:

                          Comment

                          • #28
                            Re: wazeefa

                            Originally posted by ballay_baaz View Post
                            i think this wazeefa is more beneficial for munda_sialkoty because he is in 30 years of age.:khi: n kashish as well as saraah can also read them because they both are entering over age line.:khi:
                            Billi baaz aaram se :tasali:
                            :thmbup:

                            Comment

                            • #29
                              Re: wazeefa

                              Originally posted by ballay_baaz View Post
                              i think this wazeefa is more beneficial for munda_sialkoty because he is in 30 years of age.:khi: N kashish as well as saraah can also read them because they both are entering over age line.:khi:
                              :anyword:
                              ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                              Comment

                              • #30
                                Re: wazeefa

                                main ko wazeefa batao 4 shadi karnay ...............pls
                                ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                                Comment

                                Working...
                                X