Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~Aap Aur Aap Ki Galtiyaan~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: ~Aap Aur Aap Ki Galtiyaan~

    Originally posted by Xai View Post
    aur jo cheez na bataney aa rahi ho wo??
    btw ghalti aur gunah ka difference mujhey maloom tha :thmbup:
    to phir moen akhtar se agree kion kiya :wk
    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

    Comment


    • #32
      Re: ~Aap Aur Aap Ki Galtiyaan~

      Originally posted by aabi2cool View Post
      to phir moen akhtar se agree kion kiya :wk
      Kyun k jis tarhan sey mujhey un ki samaj ayi hai wo theek keh rahey hein aur jiss tarhan aap ko un ki baat samaj ayi hai wo bhi theek hai :d
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment


      • #33
        Re: ~Aap Aur Aap Ki Galtiyaan~

        Originally posted by Xai View Post
        Kyun k jis tarhan sey mujhey un ki samaj ayi hai wo theek keh rahey hein aur jiss tarhan aap ko un ki baat samaj ayi hai wo bhi theek hai :d
        naaaaaaaaaaaaaaaaaa :na: ab aap apni ghalti naheen man rahi hain moen akhtar nay ghalat kaha ye theek baat hy aur aap ko moen akhtar ki jis baat ki jis tarah bhi samjh aai aap ki wo samjh b hi ghalat hy aur yehi haq hy :tasali:
        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

        Comment


        • #34
          Re: ~Aap Aur Aap Ki Galtiyaan~

          Originally posted by aabi2cool View Post
          naaaaaaaaaaaaaaaaaa :na: ab aap apni ghalti naheen man rahi hain moen akhtar nay ghalat kaha ye theek baat hy aur aap ko moen akhtar ki jis baat ki jis tarah bhi samjh aai aap ki wo samjh b hi ghalat hy aur yehi haq hy :tasali:
          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

          Comment


          • #35
            Re: ~Aap Aur Aap Ki Galtiyaan~

            Originally posted by D@y W@lk3r View Post
            is mamlay main main bohat reham dil hoon.. ager galati hogay to main uska aytraaf foran karleta hoon.............jab tak mujhay wo maaf na karday mujhay aik ajeeb si shermindgi si rehti hain. aur apna Bloodpresure high hota rehta hain.....................so Bloodpresure down karnay ki waja mafi mang leta hoon
            achaa iss liye aap aitraaf krtay hain :D:



            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            Ghalti ko ghalti janana aur is per sharminda hona, is ki compensation kerna, sorry kerna aur gunahoon ki tasheer kerna do alag alag cheezein he Saraah Rani

            Originally posted by aabi2cool View Post
            معین اختر لیجنڈ ہیں اور میرے بھی فیورٹ ہیں مگر یہاں میں ان سے اختلاف کروں گا کیونکہ غلطی اور گناہ میں ایک بڑا عظیم اور لطیف فرق ہے کہ ہر غلطی گناہ نہیں ہوتی جبکہ ہر گناہ غلطی ضرور ہوتا ہے اور معین جس امر کی طرف اشارہ کرنا چاہ رہے ہیں وہ گناہ ہے نہ کہ غلطی ۔ ۔ ۔۔ باقی عقل مند راہ اشارہ کافی است
            :embarasse:embarasse
            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

            Comment


            • #36
              Re: ~Aap Aur Aap Ki Galtiyaan~

              Originally posted by Xai View Post




              ghaltiyan jo mey ney ki hein :-) ..... mey sirf ye kahun gi k

              Hamesha sahih time pey sahih decisions liya karein, ye baat zehan mey rakhtey huye k zindgi baar baar aap ko mauqa nahi deyti hai. Agar koi kaam kerna hai tau get-up and do it. Agar kisi bandey sey kuch kehna hai tau keh diya karein .... iss sey pehley k wo achey log kaheen gum ho jayein ...

              aur finally ye k apni studies ko kabhi mat hit kiya karein chahey kitna bhi kuch ghalt ho jaye, kitni bhi mushkilaat hon zindgi mey ...in sab ka ghussa aap apni studies ko hit ker key mat nikaal karein .... kyun k aap bohot kuch sahih ker saktey ho magar guzra hua waqt kabhi wapas nahi la saktey ....
              hmmmm:)
              thanks 4 ur precious tipsadaab
              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

              Comment


              • #37
                Re: ~Aap Aur Aap Ki Galtiyaan~

                Originally posted by aabi2cool View Post
                معین اختر لیجنڈ ہیں اور میرے بھی فیورٹ ہیں مگر یہاں میں ان سے اختلاف کروں گا کیونکہ غلطی اور گناہ میں ایک بڑا عظیم اور لطیف فرق ہے کہ ہر غلطی گناہ نہیں ہوتی جبکہ ہر گناہ غلطی ضرور ہوتا ہے اور معین جس امر کی طرف اشارہ کرنا چاہ رہے ہیں وہ گناہ ہے نہ کہ غلطی ۔ ۔ ۔۔ باقی عقل مند راہ اشارہ کافی است


                :thmbup: bilkul

                Comment


                • #38
                  Re: ~Aap Aur Aap Ki Galtiyaan~

                  Originally posted by saraah View Post
                  achaa iss liye aap aitraaf krtay hain :D:
                  ji 372-shed
                  ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                  Comment


                  • #39
                    Re: ~Aap Aur Aap Ki Galtiyaan~

                    Originally posted by D@y W@lk3r View Post
                    ji 372-shed
                    ok docter bhai 372-haha
                    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                    Comment

                    Working...
                    X