Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~Aap Aur Aap Ki Galtiyaan~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ~Aap Aur Aap Ki Galtiyaan~

    asslamoalikum respected members:rose

    galtiyaan insan se hoti rehti hain.....galtiyon s ehum bohat kuch seekhtay hain...
    aap ki esi galtiyaan jis ka aitraaf aap ne khud se kr liya ho....aur uss se kuch seekha ho...share with us...:D:

    yeh kuch janay maanay logon ki galtiyaan:khi:

    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

  • #2
    Re: ~Aap Aur Aap Ki Galtiyaan~

    I liked Muen Akhtar's jawab :d
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment

    • #3
      Re: ~Aap Aur Aap Ki Galtiyaan~

      as a human being i have made many mistakes but i thank Allah that all the mistakes i made others forgave me n i also ignore the others mistakes. i always try not to make blunder or stupid mistakes which may create a problem for me or others.
      anyway sometime i make mistakes which become source of embaressement.

      Comment

      • #4
        Re: ~Aap Aur Aap Ki Galtiyaan~

        Originally posted by Xai View Post
        I liked Muen Akhtar's jawab :d
        Lekin mujay moein akhtar ka jawaab bohat he illogical laga :donno: yeh fazool kism ki logic he, had'dharmi he is ke ilawa aur kuch nahi.

        Mein ne kahin se suna he ke "jo banda insaan ka shuker guzaar nahi, wo Allah ka bhi shuker guzaar nahi" aur yeh statement kuch na kuch insaan ko insaan ki ehmiyat ka ehsaad dilati he. Us ki yeh statement hakook'ul'abaad ke takazay puray nahi kerti, is mein gharoor ki jhalak nazar aati he chinese larki
        :thmbup:

        Comment

        • #5
          Re: ~Aap Aur Aap Ki Galtiyaan~

          Originally posted by munda_sialkoty View Post

          accidently, u have tried to convey a right reply with right message. i highly appreciate to your views. onething i want to point out that sometime or i should say on some occasion your brain works well.

          Comment

          • #6
            Re: ~Aap Aur Aap Ki Galtiyaan~

            waisy to bohat c ghaltiaan hoti hain...lakin aik ghalti jo k main ny ki thi wo aaj tk nahi bhooli na hi bhool sakoon gi...

            lakin us say mujhy bohat kuch seekhny ko mila....
            Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

            Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

            Comment

            • #7
              Re: ~Aap Aur Aap Ki Galtiyaan~

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              Lekin mujay moein akhtar ka jawaab bohat he illogical laga :donno: yeh fazool kism ki logic he, had'dharmi he is ke ilawa aur kuch nahi.

              Mein ne kahin se suna he ke "jo banda insaan ka shuker guzaar nahi, wo Allah ka bhi shuker guzaar nahi" aur yeh statement kuch na kuch insaan ko insaan ki ehmiyat ka ehsaad dilati he. Us ki yeh statement hakook'ul'abaad ke takazay puray nahi kerti, is mein gharoor ki jhalak nazar aati he chinese larki

              :thmbup: mera bhi yehi khiyaal hai.

              Moin akhtar ki baat mujhe bhi ajeeb lagi.

              Waisy is topic kai ha
              wale se @

              Humare ghar mai bachpan se hi yeh chiez sikhai gai he ( jo is mai sab likhi hain) kai insaan apni Ghalti maane per kabhi "kamtar" nai hota balqe uski Izaat badhti hai. Aur yeh Haqeekat hai.

              Ghaltiya sab se hoti hain.. lekin ghalti maane wale bohat kam hote hain.Ager ghalti ko maan liya jaye... ( samjh liya jaye) to insaan is tarah se apne aap mai behtar hota hai.

              I feel... maine apni ghaltiou se bohat kuch sikha hai... aur jab kabhi mujhe kisi se maafi mangni pari thi maine dil se maangi aur mujhe us din bohat acha feel hua, bcz... apni Ghalti ka aitraaf ker ke Hum... doosre ke Dil mai Jagah bana lete hain.

              Comment

              • #8
                Re: ~Aap Aur Aap Ki Galtiyaan~

                Originally posted by Xai View Post
                I liked Muen Akhtar's jawab :d
                aur mere swal ka jawab???

                Originally posted by ballay_baaz View Post
                as a human being i have made many mistakes but i thank Allah that all the mistakes i made others forgave me n i also ignore the others mistakes. i always try not to make blunder or stupid mistakes which may create a problem for me or others.
                anyway sometime i make mistakes which become source of embaressement.
                hmmm

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                Lekin mujay moein akhtar ka jawaab bohat he illogical laga :donno: yeh fazool kism ki logic he, had'dharmi he is ke ilawa aur kuch nahi.

                Mein ne kahin se suna he ke "jo banda insaan ka shuker guzaar nahi, wo Allah ka bhi shuker guzaar nahi" aur yeh statement kuch na kuch insaan ko insaan ki ehmiyat ka ehsaad dilati he. Us ki yeh statement hakook'ul'abaad ke takazay puray nahi kerti, is mein gharoor ki jhalak nazar aati he chinese larki
                aamir ek lihaaz e baat theek hai ..chon k mukhtlif pehlu hotay hai kisi baat k ek hadees k mutabiq apnay gunah ki tasheer nae krni chahiye.....
                baqi yes apni choti moti galtiyaan jin se ''doosray'' mutasir hue hon unka aitraaf krna chahiye...apni ''mein'' maar k .

                Originally posted by lucky View Post
                waisy to bohat c ghaltiaan hoti hain...lakin aik ghalti jo k main ny ki thi wo aaj tk nahi bhooli na hi bhool sakoon gi...

                lakin us say mujhy bohat kuch seekhny ko mila....
                achaa wo galti kya thi :D:...k something secret :ANYWORD7

                Originally posted by *Kashish* View Post
                :thmbup: wale se @

                Ghaltiya sab se hoti hain.. lekin ghalti maane wale bohat kam hote hain.Ager ghalti ko maan liya jaye... ( samjh liya jaye) to insaan is tarah se apne aap mai behtar hota hai.

                I feel... maine apni ghaltiou se bohat kuch sikha hai... aur jab kabhi mujhe kisi se maafi mangni pari thi maine dil se maangi aur mujhe us din bohat acha feel hua, bcz... apni Ghalti ka aitraaf ker ke Hum... doosre ke Dil mai Jagah bana lete hain.
                :thmbup: :D:
                شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                Comment

                • #9
                  Re: ~Aap Aur Aap Ki Galtiyaan~

                  ghaltiyaan karne ka tu apna hi ek maza hai...

                  Comment

                  • #10
                    Re: ~Aap Aur Aap Ki Galtiyaan~

                    Originally posted by ummid View Post
                    ghaltiyaan karne ka tu apna hi ek maza hai...

                    acha ghaltiyon ki chachii372-haha

                    Comment

                    • #11

                      yeh mere swaal ka jawaab nae hai :ANYWORD9

                      Originally posted by Fairy View Post
                      acha ghaltiyon ki chachii372-haha
                      :khi:
                      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                      Comment

                      • #12
                        Re: ~Aap Aur Aap Ki Galtiyaan~

                        is mamlay main main bohat reham dil hoon.. ager galati hogay to main uska aytraaf foran karleta hoon.............jab tak mujhay wo maaf na karday mujhay aik ajeeb si shermindgi si rehti hain. aur apna Bloodpresure high hota rehta hain.....................so Bloodpresure down karnay ki waja mafi mang leta hoon
                        ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                        Comment

                        • #13
                          Re: ~Aap Aur Aap Ki Galtiyaan~

                          Originally posted by ballay_baaz View Post
                          accidently, u have tried to convey a right reply with right message. i highly appreciate to your views. onething i want to point out that sometime or i should say on some occasion your brain works well.
                          Teri angreezi achi he Khalil ke bhai :khi:
                          :thmbup:

                          Comment

                          • #14
                            Re: ~Aap Aur Aap Ki Galtiyaan~

                            Originally posted by *Kashish* View Post
                            :thmbup: mera bhi yehi khiyaal hai.

                            Moin akhtar ki baat mujhe bhi ajeeb lagi.

                            Waisy is topic kai ha
                            wale se @

                            Humare ghar mai bachpan se hi yeh chiez sikhai gai he ( jo is mai sab likhi hain) kai insaan apni Ghalti maane per kabhi "kamtar" nai hota balqe uski Izaat badhti hai. Aur yeh Haqeekat hai.

                            Ghaltiya sab se hoti hain.. lekin ghalti maane wale bohat kam hote hain.Ager ghalti ko maan liya jaye... ( samjh liya jaye) to insaan is tarah se apne aap mai behtar hota hai.

                            I feel... maine apni ghaltiou se bohat kuch sikha hai... aur jab kabhi mujhe kisi se maafi mangni pari thi maine dil se maangi aur mujhe us din bohat acha feel hua, bcz... apni Ghalti ka aitraaf ker ke Hum... doosre ke Dil mai Jagah bana lete hain.
                            aap bohat achi buchi hein, aur is baat ka mujay achi tarah pata he :salam:
                            :thmbup:

                            Comment

                            • #15
                              Re: ~Aap Aur Aap Ki Galtiyaan~

                              Originally posted by saraah View Post
                              aur mere swal ka jawab???

                              hmmm

                              aamir ek lihaaz e baat theek hai ..chon k mukhtlif pehlu hotay hai kisi baat k ek hadees k mutabiq apnay gunah ki tasheer nae krni chahiye.....

                              Ghalti ko ghalti janana aur is per sharminda hona, is ki compensation kerna, sorry kerna aur gunahoon ki tasheer kerna do alag alag cheezein he Saraah Rani
                              :thmbup:

                              Comment

                              Working...
                              X