Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mohabat

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Mohabat

    Originally posted by *Kashish* View Post
    mashallah... apki wife bhi germany mai hi hoti thien?

    wasiy... dono aik jaisi Mohabat kerain...to zindagi me hi janaat lagne lagta he..
    sahi kaha app nay....................wo hain to main hoon:thmbup:
    ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

    Comment

    • #17
      Re: Mohabat

      Originally posted by Ibtesam View Post
      muhabbat naam hai kis ka shuru kahan se hoti hai
      kia kis ne issey peda khatam kahan pe hoti hai

      :donno:
      mujh say start hoti hain aur mujh par hi khataam hoti hain:01g:
      ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

      Comment

      • #18
        Re: Mohabat

        Originally posted by D@y W@lk3r View Post

        apney ye tu bataya hi nai ke muhabbat naam hai kis ka:mashoom:

        Comment

        • #19
          Re: Mohabat

          Originally posted by Ibtesam View Post
          apney ye tu bataya hi nai ke muhabbat naam hai kis ka:mashoom:
          zindagi ka:01g:
          ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

          Comment

          • #20
            Re: Mohabat

            Originally posted by zoniash View Post
            HI FRIENDS

            AJ KA TOPIC TORA SA DIFFERENT HAIN I DONT KNOW K KAYSA LAGY LAKINA SYE HE MERY ZAHEN MAIN EK BAAT AYI
            K MOHABAT K BARE MAIN AP LOGO KI KIA OPINION HAIN
            MOHABAT KERNI CHAYE?
            KIYON? AUR AGHER NHE KERNY CHAYE TO KIYON NHE KERNI CHAYE
            HAAN YEH B KAHA JATA HAIN MOHABAT KI NHE JATI HO JATI HAIN
            AGER YEH HO JATI HAIN TO KIYON HOTI HAIN:tasali:

            AUR AGER HO JATI HAIN TO KIA MOHABAT KA IZHAR KERNA ZARORI HOTA HAIN EK DOST NEY KAHA THA K MOHABAT LAFZON KI MUHTAJ NHE HOTI MAGER MAIN YEH KAHTI K JEB TAK IZHAR NA KIA AJYE TEB TAK HER JAZBA HER RISHATA ADHORA REHTA HAIN
            SO.............
            AP LOOG KIA KEHTY HAIN ABOUT LOVE.?:rose

            Mohabbat aik baht masoom sa lafz he jisay logon ne pata nahi kia kia bana dya he :donno:
            Mohabbat sirf aik larka larki ke beech nahi hoti :na: mohabbat to maa bhe apne bachon se karti he... mohabbat to bache bhee apne parents se karte hein....
            jo cheez ap ko dil o jaan se zada pasand ho or 1 min ke duuri se bhee uljhan hoti ho bas wohi mohabbat hoti he ... ab mjhe apne cell se dil o jaan se mohabbat he .. mein 1 second is ke bagher nahi reh sakti .. sotay hue bhee apna blanky de ke soti hu 372-scare

            ab atay hein larka larki ki mohabbat ki taraf 372-shed to mere khayal se ye sirf infatuation hoti he ...psychological asar hota he brain ke chemicals ki waja se kisi psychologist se raabta karna chahye aisi surat me 372-scare

            chalo maan lya mohabbat hoti he ... balke maan hi lya mohabbat hoti he 372-shock mohabbat ka pata tab lagta he jab ap us insan ki presence me secure or baht acha feel karte hein :mm:uff :lahoul:

            kitabon se daleelein du ya dil khol kar samne rakh du
            wo mjh se puch bethe hein ke mohabbat kisay kehte hein

            koi bhee insan mohabbat se khali nahi hota ... chahe wo jitna bhe kahe ke mohabbat ki zarurat nahi :na: likin ye aik safayd jhut hota he or kuch nahi .... ab bhala batao ... kis ko acha nahi lagta he ke sab us se mohabbat se paysh ayein ... mohabbat se baat karein

            wase mohabbat dusra naam he respect ka...ap itni respect dete hein kandhon pe utha lete hein apni mohabbat ko to wo mohabbat hi hoti he na ? :mm:

            baki next episode me batau gi pehle itna to parh lein koi bore hogaya to 372-scare

            Comment

            • #21
              Re: Mohabat

              Originally posted by mano_billi View Post

              itna sara likh diya aur episode bhi likho gi.....Oh Bili just shortcut main likh karo, main koi petient bhi dekhna hotay hain............wesay bhi Time is money:yy:
              ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

              Comment

              • #22
                Re: Mohabat

                buhat acha topic hay
                [FONT="Arial Black"]Mr. Khalil How much Fake IDs would you make in Pegham... ?

                See you Real Face in here 372-shed

                Muhammad Khalil's Real Face [/FONT]

                Comment

                • #23
                  Re: Mohabat

                  Originally posted by D@y W@lk3r View Post
                  itna sara likh diya aur episode bhi likho gi.....Oh Bili just shortcut main likh karo, main koi petient bhi dekhna hotay hain............wesay bhi Time is money:yy:

                  acha next time short story likha karu gi :lpop:

                  Comment

                  • #24
                    Re: Mohabat

                    Originally posted by mano_billi View Post
                    acha next time short story likha karu gi :lpop:
                    good ab miaoo miaoo na karo:yy:
                    ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                    Comment

                    • #25
                      Re: Mohabat

                      Originally posted by zoniash View Post
                      HI FRIENDS

                      AJ KA TOPIC TORA SA DIFFERENT HAIN I DONT KNOW K KAYSA LAGY LAKINA SYE HE MERY ZAHEN MAIN EK BAAT AYI
                      K MOHABAT K BARE MAIN AP LOGO KI KIA OPINION HAIN
                      MOHABAT KERNI CHAYE?
                      KIYON? AUR AGHER NHE KERNY CHAYE TO KIYON NHE KERNI CHAYE
                      HAAN YEH B KAHA JATA HAIN MOHABAT KI NHE JATI HO JATI HAIN
                      AGER YEH HO JATI HAIN TO KIYON HOTI HAIN:tasali:

                      AUR AGER HO JATI HAIN TO KIA MOHABAT KA IZHAR KERNA ZARORI HOTA HAIN EK DOST NEY KAHA THA K MOHABAT LAFZON KI MUHTAJ NHE HOTI MAGER MAIN YEH KAHTI K JEB TAK IZHAR NA KIA AJYE TEB TAK HER JAZBA HER RISHATA ADHORA REHTA HAIN
                      SO.............
                      AP LOOG KIA KEHTY HAIN ABOUT LOVE.?:rose
                      i think love is some kind of oppisite attraction n when it is achieved becomes useless. my age is 15 n half years therefore i dont know much about that but one thing i must say if someone has love with someone he/she should express his/her love. otherwise both stakeholders remain in some unconfirm or doubtful situation.

                      Comment

                      • #26
                        Re: Mohabat

                        Originally posted by zoniash View Post
                        HI FRIENDS

                        AJ KA TOPIC TORA SA DIFFERENT HAIN I DONT KNOW K KAYSA LAGY LAKINA SYE HE MERY ZAHEN MAIN EK BAAT AYI
                        K MOHABAT K BARE MAIN AP LOGO KI KIA OPINION HAIN
                        MOHABAT KERNI CHAYE?
                        KIYON? AUR AGHER NHE KERNY CHAYE TO KIYON NHE KERNI CHAYE
                        HAAN YEH B KAHA JATA HAIN MOHABAT KI NHE JATI HO JATI HAIN
                        AGER YEH HO JATI HAIN TO KIYON HOTI HAIN:tasali:

                        AUR AGER HO JATI HAIN TO KIA MOHABAT KA IZHAR KERNA ZARORI HOTA HAIN EK DOST NEY KAHA THA K MOHABAT LAFZON KI MUHTAJ NHE HOTI MAGER MAIN YEH KAHTI K JEB TAK IZHAR NA KIA AJYE TEB TAK HER JAZBA HER RISHATA ADHORA REHTA HAIN
                        SO.............
                        AP LOOG KIA KEHTY HAIN ABOUT LOVE.?:rose
                        Muhabbat kerni chahiye / nahi kerni chahiye, is mein to mein nahi jaon ga.

                        Muhabbat ho jati he, kyoon ho jati he, kyoon ke its natural. Hum insaan hein aur muhabbat ho jana hamaray traits mein shamil he, we can't avoid it.

                        Muhabbat bilkul lafzoon ki mohtaaj hoti he. Jub tak bucha na roye tub tak to us ki maan ko bhi nahi pata chalta ke usay bhook lagi he, aur khamoosh muhabat one sided hoti he hameesha, aur takreebun takreebun raigaan jaati he, kuch nahi milta is se
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #27
                          Re: Mohabat

                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          Muhabbat kerni chahiye / nahi kerni chahiye, is mein to mein nahi jaon ga.

                          Muhabbat ho jati he, kyoon ho jati he, kyoon ke its natural. Hum insaan hein aur muhabbat ho jana hamaray traits mein shamil he, we can't avoid it.

                          Muhabbat bilkul lafzoon ki mohtaaj hoti he. Jub tak bucha na roye tub tak to us ki maan ko bhi nahi pata chalta ke usay bhook lagi he, aur khamoosh muhabat one sided hoti he hameesha, aur takreebun takreebun raigaan jaati he, kuch nahi milta is se
                          thmbup: good
                          ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

                          sigpic

                          Comment

                          • #28
                            Re: Mohabat

                            Originally posted by D@y W@lk3r View Post
                            good ab miaoo miaoo na karo:yy:

                            Comment

                            • #29
                              Re: Mohabat

                              Originally posted by zoniash View Post
                              HI FRIENDS

                              AJ KA TOPIC TORA SA DIFFERENT HAIN I DONT KNOW K KAYSA LAGY LAKINA SYE HE MERY ZAHEN MAIN EK BAAT AYI
                              K MOHABAT K BARE MAIN AP LOGO KI KIA OPINION HAIN
                              MOHABAT KERNI CHAYE?
                              KIYON? AUR AGHER NHE KERNY CHAYE TO KIYON NHE KERNI CHAYE
                              HAAN YEH B KAHA JATA HAIN MOHABAT KI NHE JATI HO JATI HAIN
                              AGER YEH HO JATI HAIN TO KIYON HOTI HAIN:tasali:

                              AUR AGER HO JATI HAIN TO KIA MOHABAT KA IZHAR KERNA ZARORI HOTA HAIN EK DOST NEY KAHA THA K MOHABAT LAFZON KI MUHTAJ NHE HOTI MAGER MAIN YEH KAHTI K JEB TAK IZHAR NA KIA AJYE TEB TAK HER JAZBA HER RISHATA ADHORA REHTA HAIN
                              SO.............
                              AP LOOG KIA KEHTY HAIN ABOUT LOVE.?:rose
                              Mubabbat bas hoo hi jati hai Natural feelings keh saktay hain ...aap zabardasti na kisi say muhabbat kar saktay hain or na kara saktay hian :khi:
                              or express karnay ki baat hai to .......ummm kar hi leeni chaye ......
                              Last edited by .; 20 April 2009, 10:37.
                              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                              Comment

                              • #30
                                Re: Mohabat

                                Originally posted by D@y W@lk3r View Post
                                main aisa hi hoon..........:yy: donoo ki passand...........we love each other :phool:
                                :thmbup: :rose

                                mamoun aap aik achay husband hoo...kiokay aap biwi ki ghair moujdgi main bhi tareef kartay hoo :lol
                                Last edited by .; 20 April 2009, 11:46.

                                Working...
                                X