Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mohabat

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Mohabat

    HI FRIENDS

    AJ KA TOPIC TORA SA DIFFERENT HAIN I DONT KNOW K KAYSA LAGY LAKINA SYE HE MERY ZAHEN MAIN EK BAAT AYI
    K MOHABAT K BARE MAIN AP LOGO KI KIA OPINION HAIN
    MOHABAT KERNI CHAYE?
    KIYON? AUR AGHER NHE KERNY CHAYE TO KIYON NHE KERNI CHAYE
    HAAN YEH B KAHA JATA HAIN MOHABAT KI NHE JATI HO JATI HAIN
    AGER YEH HO JATI HAIN TO KIYON HOTI HAIN:tasali:

    AUR AGER HO JATI HAIN TO KIA MOHABAT KA IZHAR KERNA ZARORI HOTA HAIN EK DOST NEY KAHA THA K MOHABAT LAFZON KI MUHTAJ NHE HOTI MAGER MAIN YEH KAHTI K JEB TAK IZHAR NA KIA AJYE TEB TAK HER JAZBA HER RISHATA ADHORA REHTA HAIN
    SO.............
    AP LOOG KIA KEHTY HAIN ABOUT LOVE.?:rose
    ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

    sigpic

  • #2
    Re: Mohabat

    muhabbat aik khubsuraat word hain aur haqiqaat bhi... ji bilkul karni chahay aur izhaar na kiya jay to phir uski shadi main kursiyaa lagani parti hain...aur lerkiyoon ko ganay gana partay hain...........ha ha ha
    is hi liyah hamnay app ki bhabhi say bachpan main khay diya tha..............ham banay tum banay aik dojay kay liyah...........just kidding....

    aik baar karkay use too hogaya ab dil bar bar mangay:khi:
    Last edited by D@y W@lk3r; 18 April 2009, 17:01.
    ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

    Comment

    • #3
      Re: Mohabat

      Originally posted by D@y W@lk3r View Post
      muhabbat aik khubsuraat word hain aur haqiqaat bhi... ji bilkul karni chahay aur izhaar na kiya jay to phir uski shadi main kursiyaa lagani parti hain...aur lerkiyoon ko ganay gana partay hain...........ha ha ha
      is hi liyah hamnay app ki bhabhi say bachpan main khay diya tha..............ham banay tum banay aik dojay kay liyah...........just kidding....

      aik baar karkay use too hogaya ab dil bar bar mangay:khi:
      YEH KAYSE MOHABAT HOI JO BAR BAR HO JATI HAIN
      ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

      sigpic

      Comment

      • #4

        • #5

          mamoun bachpan say hi aisay hoo dil pheenk :lol

          good mamoun aap ki shadi pasand kay life partner say hovi :thmbup:
          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

          Comment

          • #6
            Re: Mohabat

            Originally posted by zoniash View Post
            YEH KAYSE MOHABAT HOI JO BAR BAR HO JATI HAIN
            is liyah to khatay hain kay zada use too nahi hona chahay
            ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

            Comment

            • #7
              Re: Mohabat

              Originally posted by zoniash View Post
              HI FRIENDS

              AJ KA TOPIC TORA SA DIFFERENT HAIN I DONT KNOW K KAYSA LAGY LAKINA SYE HE MERY ZAHEN MAIN EK BAAT AYI
              K MOHABAT K BARE MAIN AP LOGO KI KIA OPINION HAIN
              MOHABAT KERNI CHAYE?
              KIYON? AUR AGHER NHE KERNY CHAYE TO KIYON NHE KERNI CHAYE
              HAAN YEH B KAHA JATA HAIN MOHABAT KI NHE JATI HO JATI HAIN
              AGER YEH HO JATI HAIN TO KIYON HOTI HAIN:tasali:

              AUR AGER HO JATI HAIN TO KIA MOHABAT KA IZHAR KERNA ZARORI HOTA HAIN EK DOST NEY KAHA THA K MOHABAT LAFZON KI MUHTAJ NHE HOTI MAGER MAIN YEH KAHTI K JEB TAK IZHAR NA KIA AJYE TEB TAK HER JAZBA HER RISHATA ADHORA REHTA HAIN
              SO.............
              AP LOOG KIA KEHTY HAIN ABOUT LOVE.?:rose
              is bare me apko is thread me sab k khiyalaat or tafsili raey mil jaey gi

              http://www.pegham.com/gupshup/49670-mohabat-kia-he.html

              Comment

              • #8
                Re: Mohabat

                Originally posted by zoniash View Post
                HI FRIENDS

                AJ KA TOPIC TORA SA DIFFERENT HAIN I DONT KNOW K KAYSA LAGY LAKINA SYE HE MERY ZAHEN MAIN EK BAAT AYI
                K MOHABAT K BARE MAIN AP LOGO KI KIA OPINION HAIN
                MOHABAT KERNI CHAYE?
                KIYON? AUR AGHER NHE KERNY CHAYE TO KIYON NHE KERNI CHAYE
                HAAN YEH B KAHA JATA HAIN MOHABAT KI NHE JATI HO JATI HAIN
                AGER YEH HO JATI HAIN TO KIYON HOTI HAIN:tasali:

                AUR AGER HO JATI HAIN TO KIA MOHABAT KA IZHAR KERNA ZARORI HOTA HAIN EK DOST NEY KAHA THA K MOHABAT LAFZON KI MUHTAJ NHE HOTI MAGER MAIN YEH KAHTI K JEB TAK IZHAR NA KIA AJYE TEB TAK HER JAZBA HER RISHATA ADHORA REHTA HAIN
                SO.............
                AP LOOG KIA KEHTY HAIN ABOUT LOVE.?:rose
                kabhi socha nahe is baray maiN 372-scare
                That's Enough...!!

                Comment

                • #9

                  aam tor per jo teenage ki umer mai larke larkiya mohabat kerte hain wo, Mohabat nahi hoti... aik dhoka aur nafsiyaati amal hota he...jo hota he.

                  Mohabat hojaati he... mujhe bhi yehi lagta he... zabardasti kisi se kerna ... :donno: mera nahi khiyal wo mohabat he,..wo samjhota hota he.

                  Mohabat ka Izhaar .... zaroori bhi hai aur kabhi nahi bhi... jab zaroori nahi hota tab Amal zaroori hota he.

                  Comment

                  • #10
                    Re: Mohabat

                    Originally posted by Aanchal View Post
                    mamoun bachpan say hi aisay hoo dil pheenk :lol

                    good mamoun aap ki shadi pasand kay life partner say hovi :thmbup:
                    main aisa hi hoon..........:yy: donoo ki passand...........we love each other :phool:
                    Last edited by D@y W@lk3r; 18 April 2009, 17:16.
                    ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                    Comment

                    • #11
                      Re: Mohabat

                      Originally posted by scorpion_rulzz View Post
                      kabhi socha nahe is baray main 372-scare
                      :anyword:
                      ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                      Comment

                      • #12
                        Re: Mohabat

                        Originally posted by D@y W@lk3r View Post
                        main aisa hi hoon..........:yy: donoo ki passand...........we love each other :phool:

                        bachpan ki mohabat mil jaye bari baat he...

                        Comment

                        • #13
                          Re: Mohabat

                          Originally posted by *Kashish* View Post
                          bachpan ki mohabat mil jaye bari baat he...
                          ji kiya wo dor tha. jab ham yaad kartay hain to realy bohat acha lagta.. zindagi main aik acha aur muhabbat karnay walla mil jay to zindagi ki sakhtiyaa kam hojati hain. bas mairi dua hain kay wo hamesha muskarati rahay.....................................:dua
                          ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                          Comment

                          • #14
                            Re: Mohabat

                            Originally posted by D@y W@lk3r View Post
                            ji kiya wo dor tha. jab ham yaad kartay hain to realy bohat acha lagta.. zindagi main aik acha aur muhabbat karnay walla mil jay to zindagi ki sakhtiyaa kam hojati hain. bas mairi dua hain kay wo hamesha muskarati rahay.....................................:dua

                            mashallah... apki wife bhi germany mai hi hoti thien?

                            wasiy... dono aik jaisi Mohabat kerain...to zindagi me hi janaat lagne lagta he..

                            Comment

                            • #15
                              Re: Mohabat

                              muhabbat naam hai kis ka shuru kahan se hoti hai
                              kia kis ne issey peda khatam kahan pe hoti hai

                              :donno:

                              Comment

                              Working...
                              X