Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Kia Hum Buray hein?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Kia Hum Buray hein?

    Asalam o alaikum...


    fifi hazir he ap sab ke khidmat me ...

    mere brain me aik sawaal aya he... socha ap logon se share karu...
    Aj kal ke daur me itni burayii kyu he? hum jidhar nazar doratay hein har jaga burayi hi nazar ati he Pakistan me... jhoot , farayb , dhoka , rishwat A-Z har kism ki burayi mile gi..

    Jis des ki bunyad hi Iman ki eent rakhi gayi to aj wohi des kis taraf ja raha he? rishwat ke bagher koi kaam nahi karwa sakta... sifarish ke bina koi taraqi nahi kar sakta... jahan waasta lagwaya waha se ap nikal gaye.. koi sincerity kyu nahi milti kisi bhe jaga pe?

    shopping karne jao to dukaandaar alag dhoka dete hein gandi cheez de ke.. government alag lagi hui he logon ko bewaquf banane me

    akhir burayi he kis me hum mein? ya system me?

    jab kisi se pucha jata he ke ye bura kaam kyu kar raha he to wo apne ayb chupane ke lye system ko hi kyu blame karta he?

  • #2
    Re: Kia Hum Buray hein?

    main to saaf kheta hoon kay main bohat bora hoon..............mager munday sialkoty say kaam
    ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

    Comment


    • #3
      Re: Kia Hum Buray hein?

      ek shair yaad aa gaya

      "bauaht jee chahta hai yeh faqat nuqs-e-basarat ho...
      bari sar'at se duniyaa kho rahi hai dilkashi apni........."

      Comment


      • #4
        Re: Kia Hum Buray hein?

        likin logon ne hi to ye burayan phelayee hein koi apni mistake ko admit kyu nahi karta :(

        Comment


        • #5
          Re: Kia Hum Buray hein?

          ye sab gar bar is leay he k ham ne Allah k bataey huey raste ko chor kar apna hi rasta bana lia he...or ham kehte hen k ham jo kar rahe hen theek kar rahe hen....ham aik musalman ki heseyat se bilkul azaad nahi hen...hamen kisi maksad k tehet is dunya me bheja gya he jo ham bhool gaey hen....ager insan apna rutba jo us ko Allah ne ata kia us ko pehchan le to sab theek ho jaey

          Comment


          • #6
            Re: Kia Hum Buray hein?

            Originally posted by mano_billi View Post
            Asalam o alaikum...


            fifi hazir he ap sab ke khidmat me ...

            mere brain me aik sawaal aya he... socha ap logon se share karu...
            Aj kal ke daur me itni burayii kyu he? hum jidhar nazar doratay hein har jaga burayi hi nazar ati he Pakistan me... jhoot , farayb , dhoka , rishwat A-Z har kism ki burayi mile gi..

            Jis des ki bunyad hi Iman ki eent rakhi gayi to aj wohi des kis taraf ja raha he? rishwat ke bagher koi kaam nahi karwa sakta... sifarish ke bina koi taraqi nahi kar sakta... jahan waasta lagwaya waha se ap nikal gaye.. koi sincerity kyu nahi milti kisi bhe jaga pe?

            shopping karne jao to dukaandaar alag dhoka dete hein gandi cheez de ke.. government alag lagi hui he logon ko bewaquf banane me

            akhir burayi he kis me hum mein? ya system me?

            jab kisi se pucha jata he ke ye bura kaam kyu kar raha he to wo apne ayb chupane ke lye system ko hi kyu blame karta he?
            Wa salaam

            Phir sahi - abhi ghar janey ka waqt ho raha hai...
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • #7
              Re: Kia Hum Buray hein?

              ghar pohnch ke mjhe jawaab chahye

              Comment


              • #8
                Re: Kia Hum Buray hein?

                Originally posted by senorita View Post
                ye sab gar bar is leay he k ham ne Allah k bataey huey raste ko chor kar apna hi rasta bana lia he...or ham kehte hen k ham jo kar rahe hen theek kar rahe hen....ham aik musalman ki heseyat se bilkul azaad nahi hen...hamen kisi maksad k tehet is dunya me bheja gya he jo ham bhool gaey hen....ager insan apna rutba jo us ko Allah ne ata kia us ko pehchan le to sab theek ho jaey

                likin rita sis pehle ke log to aise nahi the to akhir aisa kia change aya zamane me ke log apne deen se duur hogaye ... kia ye sab hukmarano ka kusoor he ke wo muashre me pheli hui burayi ko control hi nahi kar sake or Islamic Law pe act nahi kar sake?

                Comment


                • #9
                  Re: Kia Hum Buray hein?

                  Originally posted by mano_billi View Post
                  Asalam o alaikum...


                  fifi hazir he ap sab ke khidmat me ...

                  mere brain me aik sawaal aya he... socha ap logon se share karu...
                  Aj kal ke daur me itni burayii kyu he? hum jidhar nazar doratay hein har jaga burayi hi nazar ati he Pakistan me... jhoot , farayb , dhoka , rishwat A-Z har kism ki burayi mile gi..

                  Jis des ki bunyad hi Iman ki eent rakhi gayi to aj wohi des kis taraf ja raha he? rishwat ke bagher koi kaam nahi karwa sakta... sifarish ke bina koi taraqi nahi kar sakta... jahan waasta lagwaya waha se ap nikal gaye.. koi sincerity kyu nahi milti kisi bhe jaga pe?

                  shopping karne jao to dukaandaar alag dhoka dete hein gandi cheez de ke.. government alag lagi hui he logon ko bewaquf banane me

                  akhir burayi he kis me hum mein? ya system me?

                  jab kisi se pucha jata he ke ye bura kaam kyu kar raha he to wo apne ayb chupane ke lye system ko hi kyu blame karta he?
                  u have raised very important issue. as far as it is concerned to my point of view i will say that there is problem in system. govt should imporve the system and should bring some honest person in police, courts and other important offices.

                  Comment


                  • #10
                    Re: Kia Hum Buray hein?

                    Originally posted by senorita View Post
                    ye sab gar bar is leay he k ham ne Allah k bataey huey raste ko chor kar apna hi rasta bana lia he...or ham kehte hen k ham jo kar rahe hen theek kar rahe hen....ham aik musalman ki heseyat se bilkul azaad nahi hen...hamen kisi maksad k tehet is dunya me bheja gya he jo ham bhool gaey hen....ager insan apna rutba jo us ko Allah ne ata kia us ko pehchan le to sab theek ho jaey
                    i agreed with your view point but dont worry now talibans have come to bring us on right path.

                    Comment


                    • #11
                      Re: Kia Hum Buray hein?

                      Originally posted by ballay_baaz View Post
                      u have raised very important issue. as far as it is concerned to my point of view i will say that there is problem in system. govt should imporve the system and should bring some honest person in police, courts and other important offices.

                      thank you balley baaz :) but what about the people of Pakistan? un logon ko kon change kar sakta he jo khud rishwat dete hein police walon ko?
                      kon sahi kar sakta he sab? aye din dakaytiyan choriyan .... ye system ko khraab karne wala kon he?
                      ye des to itna pyara tha isay hum ne khud hi kyu ujaar dya

                      Comment


                      • #12
                        Re: Kia Hum Buray hein?

                        Originally posted by mano_billi View Post
                        likin rita sis pehle ke log to aise nahi the to akhir aisa kia change aya zamane me ke log apne deen se duur hogaye ... kia ye sab hukmarano ka kusoor he ke wo muashre me pheli hui burayi ko control hi nahi kar sake or Islamic Law pe act nahi kar sake?
                        shaed dono taraf neyaton ka khuloos nahi tha jo esa hua:mm:

                        Comment


                        • #13
                          Re: Kia Hum Buray hein?

                          hum purane zamane me hi kyu na peida hogaye

                          Comment


                          • #14
                            Re: Kia Hum Buray hein?

                            Originally posted by mano_billi View Post
                            thank you balley baaz :) but what about the people of Pakistan? un logon ko kon change kar sakta he jo khud rishwat dete hein police walon ko?
                            kon sahi kar sakta he sab? aye din dakaytiyan choriyan .... ye system ko khraab karne wala kon he?
                            ye des to itna pyara tha isay hum ne khud hi kyu ujaar dya
                            if you think there is none to change the people of pakistan then you come forward n lead the people n try to change them.

                            dont mind dear u r actully seeing only pessimistic aspect of things.

                            Comment


                            • #15
                              Re: Kia Hum Buray hein?

                              Originally posted by mano_billi View Post
                              hum purane zamane me hi kyu na peida hogaye
                              who stoped you??

                              u r actually hopeless people.

                              Comment

                              Working...
                              X