Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

apni life k khufnaak wakiyaat share kerain

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: apni life k khufnaak wakiyaat share kerain

    Main aik waqeya to pehley biyaan kar chuka hoon wohi phir duhrata hoon....

    yeh bachpan ki baat hai keh ham (main, mera taya'zad, hamara aik dost aur muhalley key 2-3 doosrey larkey) ham football khail rahey they. Keh doosrey muhalley ka aik larka aaya aur hamarey saath khailney laga. Garmi theek thaak thi. Khail hi khail mein nobat larraii per aa gaii. Aur ham sab ney mil ker us becharey ki woh durgat bnaii woh durgat bnaii keh woh behosh ho geya. Aisa behosh keh uski jaan key laaley parr gaey. Ghabrahat mein ussey wohin chhorr ker ham log apney apney gharon mein jaa ker chhup gaey aur woh wahan kaii ghantey behosh parra tha. Phir achanak wahan sey woh ghaib ho geya aur khabar phail gaii keh woh mar geya hai aur police ham logon key ghar aaney wali hai. Phir jab tak ham ney ussey apni aankhon sey na dekh liya, hamein itminaan nahin tha.....
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment

    • #17
      Re: apni life k khufnaak wakiyaat share kerain

      Originally posted by mano_billi View Post
      mere sath baht saray aye hue hein kon kon se batau 372-haha

      tum paney waqeyat per kitab likho woh bhi BEST OF MY HORROR INCIDENCES
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment

      • #18
        Re: apni life k khufnaak wakiyaat share kerain

        Originally posted by Masood View Post

        Allah bechary bachy ko itna mara very bad

        Comment

        • #19

          jealous nahi hon mere horror waqayat se aaho

          once upon a time mein apni nano ke ghar pe thi ... nano ka ghar baht purana sa he or 3 floors ka he .. to mein or meri cousin dono raat ke 2 baje akele middle portion me beth ke batein kar rahe the ke achanak kisi ke bhagne ki awaz ayee seerhiyon me 372-scare hum ne pehle to mazak me lya ke cousin tang kar raha he /.... phir thori der baad awaz ayee seerhiyon par se... hum dono uthe ja ke dekha seerhiyon ki light off thi uper chat ka darwaza bhee locked tha or seerhiyon par koi nahi tha ....:donno: hum aisa daray ke lights bhee off nahi kee or neeche bhaag gaye sab ke paas ...
          subah uth ke sab ko bataya kisi ne yaqeen hi nahi kiya :zuban:
          likin tab hum baaht zada dar gaye the

          Comment

          • #20
            Re: apni life k khufnaak wakiyaat share kerain

            Originally posted by Sky angel View Post
            Allah bechary bachy ko itna mara very bad
            ham bhi bachey hi they - per ham bach gaey they :D
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment

            • #21

              aww kon tha waisay?

              Comment

              • #22

                ley dass to is mein darney wali kya baat thi??? Agar koi bhoot hota to woh to tum ko dekh ker hi bhaat jata keh mujh sey barrey bhoot jahan mojood hon wahan mera kya kaam? :khi:
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment

                • #23
                  Re: apni life k khufnaak wakiyaat share kerain

                  Originally posted by Sky angel View Post
                  aww kon tha waisay?
                  bohat barra BILLA 372-haha
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment

                  • #24
                    Re: apni life k khufnaak wakiyaat share kerain

                    Originally posted by Masood View Post
                    ham bhi bachey hi they - per ham bach gaey they :D
                    han warna kia hota

                    Comment

                    • #25
                      Re: apni life k khufnaak wakiyaat share kerain

                      Originally posted by Masood View Post
                      bohat barra BILLA 372-haha
                      372-haha

                      Comment

                      • #26
                        Re: apni life k khufnaak wakiyaat share kerain

                        Originally posted by Masood View Post
                        bohat barra BILLA 372-haha
                        koi bhoot hi hoga kyu ke sab so rahe the us time :D or seerhiyo pe janay wala or koi rasta nahi :mm: ye to neche se jao uper ya chat se ao neeche :D

                        Comment

                        • #27
                          Re: apni life k khufnaak wakiyaat share kerain

                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          Aabid Bhai ki behan tumhara waqeyaa sun ker mere to roongtay kharay ho gaye 372-haha

                          Mere saath jo khoofnaak waqeya life mein pesh aaya, wo mein PG pe 2 baar beyaan ker chuka hoon. Ub short cut mein bataon ga.

                          Chand raat ko, mein apnay bedroom pe sonay ke liye leta tha ke kisi ne mere seenay pe apnay haath rakh ke daba diya,aur phir mere baazu paker ker daba diye, mujay bed ke matress ke ander tak wo cheez le gai, 5, 7 min ki jado'jehad ke baad mein azad hua aur phir apnay room se bahir chala gaya. Phir aakhir kaar mujay sona usi room mein para
                          aur need say tumhari ankh khol gai....................kiya bacha samja hain jo yah rag sona rahay ho.. ager aisa hota to tumhara moto sab say phalay nikalta............372-haha
                          ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                          Comment

                          • #28
                            Re: apni life k khufnaak wakiyaat share kerain

                            EK AUR WAQIYA SUNATI HON YEH MERI MUMANI NEY SUNAYA THA JIN KA GHER HUMRY SATH HE HAIN UN K ROOM K BAHER JAMEN KA TREE HAIN HER ROOZ RAAT KO WAHAN SY EK DUM BOHAT BORI SMELL ANY LAGTI THE KAFI DAFA AYSA HOWA BAHER JA KER CHECK B KIA TO JAGA BILKOL SAAF THE MAGER SMELL PHER B ATI THE WO TREE KUCH DIN PAHLY HE KATWA DIYA THA MAMU NAY US MAIN KEERAY BOAHT THAY KAHIR DAILY AYSA HOTA RAHA PHER MAMU MERY HAFIZ QURAN HAIN UNHO NY US JAGA PER DAILY QURAN PAK KI KUCH AYAAT KI TALAWT KERNA SHORO KI PHER SMELL NHE AYI PHER KUCH DIN BAD DOBRA SMELL AY AUR MAMU NAY DOBRA QURAN PAK KI TALAWET KI DUM KIA US K BAD AB TAK NHE AYI SMELL372-scare
                            ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

                            sigpic

                            Comment

                            • #29
                              Re: apni life k khufnaak wakiyaat share kerain

                              Originally posted by zoniash View Post
                              salam
                              dosto AAMIR BHAI KI Behnu aur abi to cool k bhaiyonteddy
                              aj hum apni life k khufnak wakiyaat share kerain gy jeb koi aysa lamha koi aya pal ya wakia jeb ap ko der laga ho kiyon ?keb?kayse?aur kis say?:)
                              to shoron kerain

                              seb sy pehly main batati hon
                              yeh teb ki baat hain jeb main 6standard main perti the aur humri pori family summer holidays main ayubia jati the wahan hura gher hain aur bohat big house hain 8 rooms hain .aur saal main ek bar he open hota tha jeb hum jaty thay to yeh baat hain us raat ki jeb bohat tufaan aya howa tha main ami aur abu ek room main hoty thay aur baki seb apne apne room main to howa yeh k jeb tufan aya taiz hawa aur barish shoro ho gai aur light chali gai kuch dair bad humain baher lounch main kisi k chalne ki awazin ayain hum ny baqaida awazain suni k koi aya hain door open howa aur lounch main gaya wapis aya aur chala gaya abu ny bohat awazain di k kon hain pher hum candle ly ker baher aye to koi b nhe tah abu ny sare room check kiya door check kia to wo lock he tha pher seb sy poucha to seb nay kah k hum smjahin k ap hain is liya koi room sy nekla he nhe . aj tak hum souchty hain k wo kon tha kayse aya kayse gya kiyon k sare door locked thay .shuker hain us sy agaly din hum wapis pindi chaly gaye:tasali:
                              mujhay aik film yaad aagai:mm:
                              ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                              Comment

                              • #30
                                Re: apni life k khufnaak wakiyaat share kerain

                                Originally posted by Masood View Post
                                Main aik waqeya to pehley biyaan kar chuka hoon wohi phir duhrata hoon....

                                yeh bachpan ki baat hai keh ham (main, mera taya'zad, hamara aik dost aur muhalley key 2-3 doosrey larkey) ham football khail rahey they. Keh doosrey muhalley ka aik larka aaya aur hamarey saath khailney laga. Garmi theek thaak thi. Khail hi khail mein nobat larraii per aa gaii. Aur ham sab ney mil ker us becharey ki woh durgat bnaii woh durgat bnaii keh woh behosh ho geya. Aisa behosh keh uski jaan key laaley parr gaey. Ghabrahat mein ussey wohin chhorr ker ham log apney apney gharon mein jaa ker chhup gaey aur woh wahan kaii ghantey behosh parra tha. Phir achanak wahan sey woh ghaib ho geya aur khabar phail gaii keh woh mar geya hai aur police ham logon key ghar aaney wali hai. Phir jab tak ham ney ussey apni aankhon sey na dekh liya, hamein itminaan nahin tha.....
                                akalay martay to baat hoti.................:donno: wesay app nay likha tha kay app bachpaan main bohat sharmily hotay thi aur hain:khi:

                                Working...
                                X