Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

aik sawal

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: aik sawal

    Originally posted by Xai View Post
    Aap apney dil ki murammat karwayein :P
    muram'mat karwatay howay agar machanic nay kisi ko fuzool samajh kar mery dil say nikal dia to 372-scare
    That's Enough...!!

    Comment


    • #47
      Re: aik sawal

      Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
      to abhi kia aap ko har jagah aman o shanti nazar aa rahe hai 372-scare
      to isi leay to poocha tha k akher sab jo jo kar rahe hen is waqt is dunya me wo kis pemaane k tehet kar rahe hen.....ab ager dil fesla karta he to phir sab ka dil bure ko bura or ache kaam ko acha kion nahi kehta?bure log bohat mutmain hen k wo theek kar rahe hen.....:mm:

      Comment


      • #48
        Re: aik sawal

        Originally posted by Xai View Post
        Senorita .... koi bhi kaam karo aur apney dil sey poocho uss kam key baarey mey ... agar wo aik acha kaam hai tau tumhara dil kahey ga k acha kaam hai aur agar wo aik ghalt kaam hai tau tumhara dil kahey ga k ghalt hai ...
        mera dil to shaed keh de ga....lekin dheron log jo ghalat kaam karte hen un k dil kion nahi batate unhe?:mm:un ka pemaana kia he phir??

        Comment


        • #49
          Re: aik sawal

          Originally posted by Aanchal View Post
          hamra zameer
          sab ka zameer bhi to aik sa nahi:donno:

          Comment


          • #50
            Re: aik sawal

            Originally posted by senorita View Post
            Aslamoalikum:salam:
            ham apni zindagi me bohat sare kaam karte hen....sawal ye he k akher ham kese ye baat samjhte hen k ham jo kar rahe hen wo theek kar rahe hen?yani hamare pas esa konsa pemaana he jis se pata chal sake k hamara kia gya kaam darust he?:mm:
            Jis kaam se Hamara dil aur Zameer mutmain ho woh kaam sahi hai
            lekin koi aisa kaam na ho jis se kisi doosre ko hamari waja se takleef ho
            kion k kuch log kisi ko takleef pahoncha ker khushi mehsoos kerte hain
            aur un ka zameer bhi un ko malamat nahi kerta sirf apni anaa ki khatir
            na jane kiya se kiya keh jate hain
            sigpic

            Comment


            • #51
              Re: aik sawal

              Originally posted by senorita View Post
              to isi leay to poocha tha k akher sab jo jo kar rahe hen is waqt is dunya me wo kis pemaane k tehet kar rahe hen.....ab ager dil fesla karta he to phir sab ka dil bure ko bura or ache kaam ko acha kion nahi kehta?bure log bohat mutmain hen k wo theek kar rahe hen.....:mm:
              jis pemanay kay tehat aap nay yeh thread lagaya hai 372-scare

              no more question please
              That's Enough...!!

              Comment


              • #52
                Re: aik sawal

                Originally posted by WASI ANJUM View Post
                Jis kaam se Hamara dil aur Zameer mutmain ho woh kaam sahi hai
                lekin koi aisa kaam na ho jis se kisi doosre ko hamari waja se takleef ho
                kion k kuch log kisi ko takleef pahoncha ker khushi mehsoos kerte hain
                aur un ka zameer bhi un ko malamat nahi kerta sirf apni anaa ki khatir
                na jane kiya se kiya keh jate hain
                haan ye bhi he:mm:

                Comment


                • #53
                  Re: aik sawal

                  Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                  jis pemanay kay tehat aap nay yeh thread lagaya hai 372-scare

                  no more question please
                  :tasali:

                  Comment


                  • #54
                    Re: aik sawal

                    Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                    muram'mat karwatay howay agar machanic nay kisi ko fuzool samajh kar mery dil say nikal dia to 372-scare
                    dil garage key hawaley kerney ko nahi kaha hai Rulz
                    Originally posted by senorita View Post
                    mera dil to shaed keh de ga....lekin dheron log jo ghalat kaam karte hen un k dil kion nahi batate unhe?:mm:un ka pemaana kia he phir??
                    Un logoN k dil murda ho jatey hein. Iss liye wo ghalt aur sahih mey farq nahi ker saktey hein.
                    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                    Comment


                    • #55
                      Re: aik sawal

                      Originally posted by Xai View Post
                      Un logoN k dil murda ho jatey hein. Iss liye wo ghalt aur sahih mey farq nahi ker saktey hein.
                      hhhhmmmm:mm:

                      Comment


                      • #56
                        Re: aik sawal

                        Originally posted by senorita View Post
                        hhhhmmmm:mm:
                        tum `ko nahi aeysa lagta hai?
                        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                        Comment


                        • #57
                          Re: aik sawal

                          Originally posted by senorita View Post
                          hhhhmmmm:mm:
                          Originally posted by Xai View Post
                          tum `ko nahi aeysa lagta hai?
                          yeh laRkiyaan bhi kitni bataiN karti haiN na 372-scare
                          That's Enough...!!

                          Comment


                          • #58
                            Re: aik sawal

                            walikum salam

                            Dimagh hi use kerty hain na
                            ab kaam bilkul perfect kerty hain ya nahi or wo bheter hay ya nahi ab ye to sirf Allah ko hi pata hay na

                            Comment


                            • #59
                              Re: aik sawal

                              Originally posted by senorita View Post
                              Aslamoalikum:salam:
                              ham apni zindagi me bohat sare kaam karte hen....sawal ye he k akher ham kese ye baat samjhte hen k ham jo kar rahe hen wo theek kar rahe hen?yani hamare pas esa konsa pemaana he jis se pata chal sake k hamara kia gya kaam darust he?:mm:
                              Originally posted by D@y W@lk3r View Post
                              wo app kay pass nahi hain... ham usko dimagh khatay hain:khi:
                              Day walker ne laa jawaab ker diya, mein bhi kuch aisa he jawaab dene wala tha 372-haha
                              :thmbup:

                              Comment


                              • #60
                                Re: aik sawal

                                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                                Day walker ne laa jawaab ker diya, mein bhi kuch aisa he jawaab dene wala tha 372-haha
                                lekin aap ka jawab tau ghalt ho gaya hai :P
                                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                                Comment

                                Working...
                                X