Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

aik sawal

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: aik sawal

    Originally posted by saraah View Post
    rita xeny ne as usual mukhtasir baat ki :ANYWORD10

    bt me agreed to her...dil paimana hai....bilkul hai...lakin agar aalayeshon se paak ho tou :)
    aur dil hipaimana hai ...dil se behtar koi guise nae krta aapko....kahin parrha thaa k agar aap kamzor hain tou dimagh ki baat sunain agar mazboot hain tou dil ki baat sunain....aur iss hawalay se ek hadees b hia shyd aapki nazar se nae guzri :rose
    haan to shart to sath he na dil ko pemana bnane k leay...ager alaishon se pak ho to

    Comment


    • #17
      Re: aik sawal

      nice topic senorita sis :)

      Allah ji ne har insaan ko conscience di hui he jo ke beshumaar naymaton me se aik naymat he ... ap ki ye conscience jab ap koi bura kaam karte hein ..to it makes you feel guilty or insaan ka zameer usay tab tak tang karta rehta he jab tak jis ke sath us ne ghalat kiya maafi na mang le ya woh kaam seedha na kar de...
      chahe koi acha insan ho ya bura likin buray kaam karte hue har insaan ke dil me khayal zarur ata he chahe phir wo is khayal ko rad kar ke wohi bura kaam karta rahe ye completely uski apni marzi hoti he...
      Allah ne humein Willpower , feeling , mind and heart dya hua he jo most important dynamics hein conscience ke .. jis se hum ye judge kar sakte hein ke humare lye kia kaam sahi he or kia kam ghalat he...
      aise hi jab ap koi acha kaam karte hein to inner satisfaction feel hoti he or insan aise hi human perfection ki stage achieve kar sakta he..
      Allah hum sab ko sahi or ghalat me farq karne ki tameez ata farmayein Ameen!
      Last edited by mano_billi; 17 April 2009, 15:00.

      Comment


      • #18
        Re: aik sawal

        mujy to bagir kisi pemany apna har kam thek hi lagta hai:lpop:

        Comment


        • #19
          Re: aik sawal

          Originally posted by senorita View Post
          dil to ghalat kaam ko bhi karta he or ache kaam ko bhi....to Dil ko pemaana kese bnaya ja sakta he?
          bohat sare ache kaam karne ko hamara dil kab chahta he?
          Main nahin samajhta keh DIL hi ghalt kaam karney ko kahey ga. Har kaam ki hawwas uskey achhey ya burey honey ki daleel hai.
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • #20
            Re: aik sawal

            Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
            har aik ka apna pemana hota hai, lazmi nahe jo hum nay saheh samajh kar kia ho woh dosray ki nazar maiN bhi saheh ho, is leay banday ko wohe karna chaheay jo us ka dil kahay, agar hum dosroN ki saheh ghalat par chalaiN gaiy to kashmakash maiN mubtila rahaiN gaiy kay yah saheh hai ya nahe, is leay wohe karo jo dil chahay takay phir kisi dosray ko ilzam bhi na daina paRay 372-scare
            ager sab ka apna apna pemaana ho ga to dunya me gar bar nahi ho jaey gi?372-scare

            Comment


            • #21
              Re: aik sawal

              Originally posted by saraah View Post
              waalikum asslam
              being a muslim.AMAR BIL MAROOF WA NAHI AANIL MUNKIR
              wo paimana sab se pehlay hamara mazhab islam hai baad me kuch aur ....!
              bilkul theek:salam:

              Comment


              • #22
                Re: aik sawal

                Originally posted by senorita View Post
                ap k jawab se lagta he apke pas bhi nahi he:mm:
                ji wo app bhoon kar kha gai hain hanibal ki terha372-haha
                ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                Comment


                • #23
                  Re: aik sawal

                  Originally posted by ballay_baaz View Post
                  :mm:i think there is no criteria to measure good and bad but we know what is bad or good n sometime we deliberately do the bad things knowing every thing that it is bad.
                  saraah ka reply parhen

                  Comment


                  • #24
                    Re: aik sawal

                    Originally posted by MSA View Post
                    Walaikum Assalam

                    what i think is...hamare dimagh me kuch bullets/point waqt k sath sath defined hojat ehe ... a sense of deciding what is write or wrong....jin ki basis pe hum sochta he k hamara flan kam theakh he aur flan kam ghalat...yeh bullets person to person vary kurte he....so yahi waja he k aik kam kisi ki aankh se sahi nazar ata he aur kisi ki aankh se ghalat...this is somewhat, Einstein's thoery of Relativity.....jaise barish ka hona jhuggi walo k lie bais'e'musibat jub k thur walo k bais'e'rehmat hota he....
                    aur yeh jo bullets defined hojate he by the passage of time it is based on our sorrounding, our perception and on our upbringing.....plus jub hum aik khule zehan se dunya ko dekhte he....to aksar haqequto se khud ba khud parda utha chala jata he....aur bullets set hote chale jate he:D
                    achaaa:mm:

                    Comment


                    • #25
                      Re: aik sawal

                      Originally posted by Masood View Post
                      Wa salaam Rita

                      Aisa waisa koi paimana nahin aur hai bhi.

                      Duniya key har muashrey mein kuchh asool murattab kiyey jatey hain jin key tehat aap apney awamil ko parakhtey hain. Jo amal aap kartey hain, agar woh us muashrey key qanoon aur riwayaton key khilaaf hai to ussey ghalt kaha jata hai! Agar koi un asoolon aur riwayaton key beech mein rah ker chaley to woh drust samjha jata hai.

                      Ham :alhamd: musalman hain. Hamarey asool Rabb-ul-Aalmeen ney murattab kiyey hain, agar ham unkey 10 percent per bhi chal sakein to samajh lijiyey keh ham drust simat jaa rahey hain. Aur baqi 90 feesas hasil karney ki koshish karein. To paimana yehi hai keh aap apney aap ko us mazhab, muashrey aur qanoon key dairon mein rakh ker tolein, kya aap un sey takraa to nahin rahey??
                      bilkul theek:salam:

                      Comment


                      • #26
                        Re: aik sawal

                        Originally posted by senorita View Post
                        bilkul theek:salam:
                        Aaram sey salute maro - kahin matha na toot jaey :D
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • #27
                          Re: aik sawal

                          Originally posted by mano_billi View Post
                          nice topic senorita sis :)

                          Allah ji ne har insaan ko conscience di hui he jo ke beshumaar naymaton me se aik naymat he ... ap ki ye conscience jab ap koi bura kaam karte hein ..to it makes you feel guilty or insaan ka zameer usay tab tak tang karta rehta he jab tak jis ke sath us ne ghalat kiya maafi na mang le ya woh kaam seedha na kar de...
                          chahe koi acha insan ho ya bura likin buray kaam karte hue har insaan ke dil me khayal zarur ata he chahe phir wo is khayal ko rad kar ke wohi bura kaam karta rahe ye completely uski apni marzi hoti he...
                          Allah ne humein Willpower , feeling , mind and heart dya hua he jo most important dynamics hein conscience ke .. jis se hum ye judge kar sakte hein ke humare lye kia kaam sahi he or kia kam ghalat he...
                          aise hi jab ap koi acha kaam karte hein to inner satisfaction feel hoti he or insan aise hi human perfection ki stage achieve kar sakta he..
                          Allah hum sab ko sahi or ghalat me farq karne ki tameez ata farmayein Ameen!
                          ameen

                          Comment


                          • #28
                            Re: aik sawal

                            Originally posted by Sky angel View Post
                            mujy to bagir kisi pemany apna har kam thek hi lagta hai:lpop:
                            :)

                            Comment


                            • #29
                              Re: aik sawal

                              Originally posted by Masood View Post
                              Main nahin samajhta keh DIL hi ghalt kaam karney ko kahey ga. Har kaam ki hawwas uskey achhey ya burey honey ki daleel hai.
                              dil hamen kai ache kamon se rokta he....dil hi kai bure kamon par uksata he...

                              Comment


                              • #30
                                Re: aik sawal

                                Originally posted by Masood View Post
                                Aaram sey salute maro - kahin matha na toot jaey :D
                                achaa:embarasse

                                Comment

                                Working...
                                X