Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Pak ka time aik ghanta aagay...

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: Pak ka time aik ghanta aagay...

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Tum Amreeka ki tarah ho, tumhari doosti aur dushmani mujay dono na'manzoor hein

    Lekin mein tumhara hoosla check kerna chahta hoon, tum itni phanay khan banti ho, to muj se baat ker ke dikhao
    kio jab aap ko dushmani or dosti donoo na manzoor hain to ab kio karoun :lpop:
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

    Comment


    • #47
      Re: Pak ka time aik ghanta aagay...

      Originally posted by *Rida* View Post
      main nay parh lia shiar.......u ko roman ki classes lainay ki zuroorat hai....::lpop:
      Roman mein itna to chalta he hay, aur tumhein samaj to aa gai na

      Tum baat ko aik baar phir se gool ker gai na

      Tum ne aik baar phir jawaab ka russ choos liya aur chilkay post ker diye
      :thmbup:

      Comment


      • #48
        Re: Pak ka time aik ghanta aagay...

        Originally posted by Aanchal View Post
        kio jab aap ko dushmani or dosti donoo na manzoor hain to ab kio karoun :lpop:
        Youn kaho ke der gai ho muj se
        :thmbup:

        Comment


        • #49
          Re: Pak ka time aik ghanta aagay...

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          Youn kaho ke der gai ho muj se
          JI NAHI NAHI NAHI
          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

          Comment


          • #50
            Re: Pak ka time aik ghanta aagay...

            Originally posted by *Rida* View Post
            main aap ko insaan samajhti hoon......kar lo gal ....ab is per bhi aitraaz hai....:hehe:
            Mujay jis baat per aitraaz tha wo mein ne bata diya, tum khawa makhwa wo aitraazaat kharay na karo jin ka siray se koi wajood he nahi he
            :thmbup:

            Comment


            • #51
              Re: Pak ka time aik ghanta aagay...

              Originally posted by Aanchal View Post
              JI NAHI NAHI NAHI
              Haan yeh such he such he such he Radha
              :thmbup:

              Comment


              • #52
                Re: Pak ka time aik ghanta aagay...


                Aap ney ghalban post karney sey pehley Pegham mey Extended Rules parhey hongey keh kisi doosrey forum ki advertisement ki ijazat nahin!
                مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
                نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

                Comment


                • #53
                  Re: Pak ka time aik ghanta aagay...

                  me ko subha yaad hi nahi raha time agay karna ....shukar ha meri behan nay otha kar das dia warna mai aik ghantay pehlay chali jati class lainay:embarasse

                  Comment


                  • #54
                    Re: Pak ka time aik ghanta aagay...

                    Originally posted by *Rida* View Post
                    Assalma-0-Alaikom
                    umeed hai sab khaiyrat say hongay....Pakistan mein aik bar phir kal 12:30AM nahin bajay....kuch loag hukumat ki hergiz nahin mantay... aur apni ghari ka time aik ghanta aagay nahin kartay..... kia aap bhi un mein say hain....?:lpop:
                    ya ksii ko time change karna ka khayal hi nahin aaya372-haha... aur subah office, uni ya college late pohnchay...:hehe:
                    hukomat ka yeh amal bilkul look busy do nothing wala mamla lagta hai...action lia gaya hai lakin bay sood...na koi day light saving kay hawalay say faaida hai aur naa hi load sheding mein kami honay wali hai....:D.......
                    lakin mujhay yeh change hemsha acha lagta hai.....teddy.......is tarah evening courses mein aasaani ho jati hai.... ghuroob-e aaftab 7 PM kay bajaye 8 PM tak hota hai.... 5 - 7 kay courses mein aaram say admission lia ja sakta hai..:D..
                    kia aap ko bhi isi tarah ka koi faida pohanchta hai hukoomat kay is faislay say....?
                    Walaikum Assalam....
                    mujhey progress report banani thi.....to mein ne 12 bjay start kurni thi :lol
                    me usually 1 bjay tuk so jata ho :hehe:....to jaisae me report banan start ki 1 buj gaya :lol...phir mujhay 2 bjay tuk jagna para :lol aur subha bhi porane time pe utha to late bhi ho gaya:lol

                    waisai faida nuksaan to jo he so he....maza ata he..aise change honae chahie....bulke Pakistan ko chahie k wo time itna aagae kur de k wo America se bhi aagae nikal aae...:lol

                    Comment


                    • #55
                      Re: Pak ka time aik ghanta aagay...

                      walekumsalam
                      haan acha change he....aik ghanra mazeed mil jata he kamon k leay:thmbup:

                      Comment


                      • #56
                        Re: Pak ka time aik ghanta aagay...

                        Originally posted by *Rida* View Post
                        Assalma-0-Alaikom
                        umeed hai sab khaiyrat say hongay....Pakistan mein aik bar phir kal 12:30AM nahin bajay....kuch loag hukumat ki hergiz nahin mantay... aur apni ghari ka time aik ghanta aagay nahin kartay..... kia aap bhi un mein say hain....?:lpop:
                        ya ksii ko time change karna ka khayal hi nahin aaya372-haha... aur subah office, uni ya college late pohnchay...:hehe:
                        hukomat ka yeh amal bilkul look busy do nothing wala mamla lagta hai...action lia gaya hai lakin bay sood...na koi day light saving kay hawalay say faaida hai aur naa hi load sheding mein kami honay wali hai....:D.......
                        lakin mujhay yeh change hemsha acha lagta hai.....teddy.......is tarah evening courses mein aasaani ho jati hai.... ghuroob-e aaftab 7 PM kay bajaye 8 PM tak hota hai.... 5 - 7 kay courses mein aaram say admission lia ja sakta hai..:D..
                        kia aap ko bhi isi tarah ka koi faida pohanchta hai hukoomat kay is faislay say....?


                        Salam Rida dear,

                        mai Last time jab (7 years pehle) pakistan aiy thi short visit per tab, pakistan mai pehli baar time change hua tha. sab log bohat "pareshan" lag rahe the.. :donno: next day... maine dehka ... log bohat ajeeb react kerahe hain .. mai travel kerahi thi doosre city... to dehka ke log.... kaih rahe the...huum poorane time ke mutabiq rahien gai...


                        aiysa hona nahi chaiye... ager time change hua hai, to sab ka farz hai ke wo new time ke mutabiq pabandi kerain.

                        Comment


                        • #57
                          Re: Pak ka time aik ghanta aagay...

                          mai nay to 10 bajy hi gari ek ganta aagy kar di thi:khi:
                          phir sona jo tha:eye:
                          pata hai aaj colg mai meri frndz late aaien unhien pata hi na tha time change ka372-haha
                          aur aaty hi kehnay lagi k hain 1st period guzar gaya

                          Comment


                          • #58
                            Re: Pak ka time aik ghanta aagay...

                            Originally posted by Admin View Post
                            Aap ney ghalban post karney sey pehley Pegham mey Extended Rules parhey hongey keh kisi doosrey forum ki advertisement ki ijazat nahin!
                            Isay uraa diya jaye 372-shed
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #59
                              Re: Pak ka time aik ghanta aagay...

                              walaikum salam Rida

                              Iss ka matlab hai live with Talat phir sey 9 bajey lagey ga :mm:
                              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                              Comment


                              • #60
                                Re: Pak ka time aik ghanta aagay...

                                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                                Haan yeh such he such he such he Radha
                                kio mere baat maani the jo main aap ki baat manu
                                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                                Comment

                                Working...
                                X