Assalma-0-Alaikom
umeed hai sab khaiyrat say hongay....Pakistan mein aik bar phir kal 12:30AM nahin bajay....kuch loag hukumat ki hergiz nahin mantay... aur apni ghari ka time aik ghanta aagay nahin kartay..... kia aap bhi un mein say hain....?:lpop:
ya ksii ko time change karna ka khayal hi nahin aaya372-haha... aur subah office, uni ya college late pohnchay...:hehe:
hukomat ka yeh amal bilkul look busy do nothing wala mamla lagta hai...action lia gaya hai lakin bay sood...na koi day light saving kay hawalay say faaida hai aur naa hi load sheding mein kami honay wali hai....:D.......
lakin mujhay yeh change hemsha acha lagta hai.....teddy.......is tarah evening courses mein aasaani ho jati hai.... ghuroob-e aaftab 7 PM kay bajaye 8 PM tak hota hai.... 5 - 7 kay courses mein aaram say admission lia ja sakta hai..:D..
kia aap ko bhi isi tarah ka koi faida pohanchta hai hukoomat kay is faislay say....?

Comment