Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~*~Khabar Garm Hai Keh (Part II)~*~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: ~*~Khabar Garm Hai Keh (Part II)~*~

    Originally posted by Masood View Post
    Ghurbat har jurm ki maan hoti hai. Ghurbat insaan ko apna aap bechney per majboor kar deti hai... magar yeh ghurbat hai jo hamesha sarmaya'daro key samney tigni ka naach nichati hai - yehi naach hamari awwam hamesha sey nachti rahi hai aur ab bhi naach rahi hai - koi tabdeeli nahin aaii halaat mein aur na aisey halaat mein aaey gi...
    ap ke sab baatein baja hain
    laiken mere khayal se in halat ke aik wajah Mazhab (Religion) se dauri bhi hai

    Comment


    • #17
      Re: ~*~Khabar Garm Hai Keh (Part II)~*~

      Originally posted by Insaaan View Post
      asal baat yeh hay k hum loag buhat hee na shukery hain...

      aap ko wo fikra to yad hoga..

      maangi hui janat sy dozakh ka azab acha..
      372-haha372-haha372-haha372-haha

      Originally posted by Insaaan View Post
      wo loag gurbat sy apny bachy nahi marte balky beghairti sy marty hain
      kiun k wo apny razak ko nahi pahchante,,..jabke rizq ka wahda ALLAH ny kia hay

      aur Iqbal farmate hain ke

      Jo apne razzak ko na pehchane wo muhtaj e malook..
      merey bhaiii aap abhi bohat na'samjh hain! Meri dua hai keh Allah Tala aap per woh halaat na laein jo un croron logon key hain. May Allah bless you.
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • #18
        Re: ~*~Khabar Garm Hai Keh (Part II)~*~

        Originally posted by HumRaaz View Post

        Bhai mein apke jazbaat ke qadar karta hoon MashaAllah aur Pakistan ko ap jaise nujwanoo ke zarurat hai

        aur mein aik baat clear karna chahta hoon ke mein Pakistan ka dushman nehi hoon (Nauz Billah) aur na he mein Pakistan ka bura chata hooon .

        Balke mein Pakistan se apni jaan se bhi zayada mohabbat karta hoon.

        is baat ka waziah saboot yeah hai ke mein tamam resources ke hote hoye bhi Pakistan se nehi gaya aur yahan aik Govt. Department mein job kar raha hoon
        :alhamd::jazak::insha::SubhanAllhaa::salam::salam: :salam::salam:thmbup::welcome::dance::phool:

        ALLAH aap ko aur dy...jeety raho bhai yeh jazba chayee
        [FONT="Arial Black"]Mr. Khalil How much Fake IDs would you make in Pegham... ?

        See you Real Face in here 372-shed

        Muhammad Khalil's Real Face [/FONT]

        Comment


        • #19
          Re: ~*~Khabar Garm Hai Keh (Part II)~*~

          Originally posted by HumRaaz View Post

          ap ke sab baatein baja hain
          laiken mere khayal se in halat ke aik wajah Mazhab (Religion) se dauri bhi hai
          Aik bohat achhi kitab hai Mukhazn-e-Ikhlaaq - us mein likha hai keh ghurbat mein insaan apney mazhab key ehkamaat bhi achhi tarha baja nahin la sakta. Insaan ki sab sey pehli aur buniyadi zaroorat hi poori na ho to doosri baton per kahan tawajoh dey sakta hai?? Mazhab ko bhi ham logon ney hawwa bna rakha hai. Jis baat ki hamein tafheem nahin, ussey mazhab par laa ker bas kar detey hain aur mazhab ko bhi apney apney mizaaj key mutabiq dhaal letey hain...
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • #20
            Re: ~*~Khabar Garm Hai Keh (Part II)~*~

            Originally posted by Insaaan View Post
            wo loag gurbat sy apny bachy nahi marte balky beghairti sy marty hain
            kiun k wo apny razak ko nahi pahchante,,..jabke rizq ka wahda ALLAH ny kia hay

            aur Iqbal farmate hain ke

            Jo apne razzak ko na pehchane wo muhtaj e malook..
            :thmbup:

            Comment


            • #21
              Re: ~*~Khabar Garm Hai Keh (Part II)~*~

              Originally posted by Masood View Post
              372-haha372-haha372-haha372-haha



              merey bhaiii aap abhi bohat na'samjh hain! Meri dua hai keh Allah Tala aap per woh halaat na laein jo un croron logon key hain. May Allah bless you.
              aap ke pass es ka jwab nahi hay es liy baat ko khatam ker dia hay...

              at last main khush hun ke pakistani hun aur pakistan main...
              ALLAH App ko b aik acha pakistani banaye ameen.
              aur main yehan per bus kerta hun kiun ke ager koi bat kee to pher
              app k janibdar ajay gee..
              [FONT="Arial Black"]Mr. Khalil How much Fake IDs would you make in Pegham... ?

              See you Real Face in here 372-shed

              Muhammad Khalil's Real Face [/FONT]

              Comment


              • #22
                Re: ~*~Khabar Garm Hai Keh (Part II)~*~

                Originally posted by Masood View Post
                Aik bohat achhi kitab hai Mukhazn-e-Ikhlaaq - us mein likha hai keh ghurbat mein insaan apney mazhab key ehkamaat bhi achhi tarha baja nahin la sakta. Insaan ki sab sey pehli aur buniyadi zaroorat hi poori na ho to doosri baton per kahan tawajoh dey sakta hai??
                well said

                Mazhab ko bhi ham logon ney hawwa bna rakha hai. Jis baat ki hamein tafheem nahin, ussey mazhab par laa ker bas kar detey hain aur mazhab ko bhi apney apney mizaaj key mutabiq dhaal letey hain...
                is baat ko zara tafseel se bayan karna pasand farmayein gay ap ????:mm:

                Comment


                • #23
                  Re: ~*~Khabar Garm Hai Keh (Part II)~*~

                  Originally posted by Masood View Post
                  Assalamo allaikum...

                  Jang Akhbar mein 2 khabrein qabil-e-ghaur hain:

                  IMF ki janbi sey 84 crore 80 lakh DOLLAR ki DOOSRI qist Pakistan ko mil gaii!

                  Pakistan ko 50 arb DOLLAR ki imaadi madad di jaey - Ameriki ThinkTank ki tajveez


                  hmmmmmmmmmm

                  Kya badla hai Pakistan mein? Dharra dharr qarzey liyey jao aur aapis mein bant lo, just imagine keh 84 crore 80 lakh DOLLAR - kitni barri raqm hai - kahan jati hain itni barri raqmein???? :mm::mm::mm::mm:

                  Kahan gaii QAUM KI RELIEFE?????
                  Walekum Salam

                  Agar Is Ka Ek Feesad Bhi Gareebon Par Lagaayein Aur Berauzgaaron Par

                  To Haalaat Set Ho Sakte Hain Lekin Sub Hakoomat Khaa Jaati Hai

                  Aur Aur Ye Paisa Phir Awaam Se Nikalta Hai Petrol Mehanga Hone Ki

                  Surat Main Aata Mehanga Hone Ki Surat Main

                  Bus Dua Hi Kar Sakte Hain Hum:(

                  Comment


                  • #24
                    Re: ~*~Khabar Garm Hai Keh (Part II)~*~

                    kahan jati hai?

                    Comment

                    Working...
                    X