Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Burai..?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Burai..?

    Originally posted by *Kashish* View Post
    :embarasse itlah?
    tay hor ki :wk
    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

    Comment

    • #17
      Re: Burai..?

      Originally posted by *Kashish* View Post
      Salam friends:rose

      Mujhe aik baat ki samjh nahi ati.. kiya insaan ko Burai ke baare me bhi knowledge hona chahiye...? :mm:What i mean is... ke hum ko ager nahi maloom ..ke falah jagah ... kuch log aisy burai ke kaam kerahe hain... ya dunia me kis qisam ke bure kaam horahe hain...etc to kiya iss tarah se hum ziada PURsakoon nahi hote??

      meri friends aur kuch relatives bhi aisy hain jo kabhi is qisam ki stories suna rahe hote hain, aur mujhe kehte hain ...tum konsi dunia me rehti ho... jo tumhe pata hi nahi hota..:donno: mai kaihti hoon/.. mujhe please issi dunia me hi rehne dain.. mujhe naa bataiye... ke kiya horaha he...
      mujhe bilkul acha feel nahi hota , balqe mujhe bohat takleef hoti he

      sometimes kuch log aisye person ko mazaq kerte hain... ke isko koi ILM hi nahi

      mera sawal aapse ... Kiya BURAI ka ilm hona zaroori he?

      Kiya jinko nahi ... wo dunia ke saath nahi chal rahe ? :hathora
      hmmm..well meray khyaal main ...achay buray ki tameez honi chaiayee..kiu kay Allah pak nay hummain musalmaan banaaya ha or saath hi hukam dia ha kay naikh or achay kaamoon ka hukam do or buray kaamoon say roko ...to hummain aonay mazhab islam ki rahnumaai aor roshni main buraai aor achaai ko samjhna paray ga taa kay ham naik kaamoon ka hukam dai sakain or buray kaamoo say logo ko rok sakain ...so iss say sabit hota ha kay hummain buraai ka ilm hona chiayee...or jinko nahi wo ho sakta ha kay khud be asa kaam kabhi ker jaain jo zabton main bura ho ..:)

      Comment

      • #18
        Re: Burai..?

        Originally posted by *Kashish* View Post
        haaa naa ... mujhe to bohaaat ata he... :fuming:
        phir kia krti hain aap:eye:

        Comment

        • #19
          Re: Burai..?

          Originally posted by Qabil-e-Nafrat View Post
          hmmm..well meray khyaal main ...achay buray ki tameez honi chaiayee..kiu kay Allah pak nay hummain musalmaan banaaya ha or saath hi hukam dia ha kay naikh or achay kaamoon ka hukam do or buray kaamoon say roko ...to hummain aonay mazhab islam ki rahnumaai aor roshni main buraai aor achaai ko samjhna paray ga taa kay ham naik kaamoon ka hukam dai sakain or buray kaamoo say logo ko rok sakain ...so iss say sabit hota ha kay hummain buraai ka ilm hona chiayee...or jinko nahi wo ho sakta ha kay khud be asa kaam kabhi ker jaain jo zabton main bura ho ..:)
          :mm:yeh to alag baat he ... aap ne mera sawal nahi samjha.

          Comment

          • #20
            Re: Burai..?

            Originally posted by aabi2cool View Post
            tay hor ki :wk
            :mm:

            Originally posted by Sky angel View Post
            phir kia krti hain aap:eye:
            kuch nahi...waha se uth jaati hoon apne kamre ka darwaza band kerke beth jati hoon :D

            Comment

            • #21
              Re: Burai..?

              Originally posted by *Kashish* View Post
              :mm:yeh to alag baat he ... aap ne mera sawal nahi samjha.
              hmm....baat iss say related ha :p..asal main aap nay do mukhtalif sawalaat ko aik saath jornay ki koshish ki ha ...ik taraf aap pooch rahi hain kay kuch asi cheezain hain jin ko daikh ker yay sun ker aapko acha feel nahi hota ...aor wo aapko buri lagti hain ...ho sakta ha wo asi batain na ho jo kay collectively buri na hon per sirf aapkay mizaaj say na milti hon ....or yay bhi mumkin ha kay wo wakay hi buri baatain hon or aapko iss liay buri lagti ho kay wo collectively sab kay liay buri hain ....dono soorton man yahi kahoon ga kay agar zamaanay ki kissi jiddat numaai maain aapki dilchaspi nahi aor aapko usska pata bi nahi to iss ka hergiz matlab nahi kay aap zamanay say pechay reh gai hain ...:)

              Comment

              • #22
                Re: Burai..?

                Originally posted by *Kashish* View Post
                :mm:

                :tasali:
                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                Comment

                • #23

                  i was watching drama... jis me Aurtain... beth ker doosre ke gharou ki baatain kerahi hoti hain... ke unke ghar me yeh horaha he... unki beti yeh kerai heaur bla bla

                  aaj kal larke larkiya kiya kerahe hain,, kaise dostiya kerahe hain...etc yeh saari batao ka ilm hona zaroori to nahi...

                  Comment

                  • #24
                    Re: Burai..?

                    Originally posted by *Kashish* View Post
                    i was watching drama... jis me Aurtain... beth ker doosre ke gharou ki baatain kerahi hoti hain... ke unke ghar me yeh horaha he... unki beti yeh kerai heaur bla bla

                    aaj kal larke larkiya kiya kerahe hain,, kaise dostiya kerahe hain...etc yeh saari batao ka ilm hona zaroori to nahi...
                    Lol...:p...yay sab baatain to fazool hi hain ..

                    Comment

                    • #25
                      Re: Burai..?

                      Burai ki khabar rakho takey Buray ko acha ban'ne ka moqa milay - jab tak buray ko yeh pata nai chale ga ke us ne bura kya hay to woh acha kese ho ga ...
                      Allah

                      Comment

                      • #26
                        Re: Burai..?

                        Originally posted by Yaaram View Post
                        Burai ki khabar rakho takey Buray ko acha ban'ne ka moqa milay - jab tak buray ko yeh pata nai chale ga ke us ne bura kya hay to woh acha kese ho ga ...
                        haan.... isi liye tu me you ki khabar rakhti ho.... :lpop:

                        Comment

                        • #27
                          Re: Burai..?

                          Originally posted by ummid View Post
                          haan.... isi liye tu me you ki khabar rakhti ho.... :lpop:
                          aur main tumhari, kahin burayi phail hi na jaye :zuban:
                          Allah

                          Comment

                          • #28
                            Re: Burai..?

                            Originally posted by Yaaram View Post
                            aur main tumhari, kahin burayi phail hi na jaye :zuban:
                            khud apni khabar rakh lo... me ki fikrein na karo..... me you ki tarah koi waba nahi ho jo phail jao'n...

                            Comment

                            • #29
                              Re: Burai..?

                              Originally posted by ummid View Post
                              khud apni khabar rakh lo... me ki fikrein na karo..... me you ki tarah koi waba nahi ho jo phail jao'n...
                              :fuming::fuming::fuming:
                              Allah

                              Comment

                              • #30
                                Re: Burai..?

                                Originally posted by Yaaram View Post
                                :fuming::fuming::fuming:
                                mazaa aa gaya.... :lpop:

                                Comment

                                Working...
                                X