Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Apni mesal to hai k jaysay koi darakht ..duny ko day k chaoon khud dhoop main jalay

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Apni mesal to hai k jaysay koi darakht ..duny ko day k chaoon khud dhoop main jal

    Originally posted by MuQadas View Post
    meray khiyal main sawal karnay wala hamesha faiday main rehta hai sab ko sochnay pay laga khud jawab ka intezar karta hai :khi:
    khud pasandi aur khud shanasi main bilkul aysa hi farq hai jaysa k rashk aur hasad main
    khud shanasi rashk ki tarhan insan ko nikharnay main madad dayte hai
    jabkay
    khud pasand hasad ki tarhan insan ko insan nahi rehnay dyte

    to meray sawal yeh hain

    Zindage say kitnay fesad mutmaeen hain
    app khud ko kitnay fesad pasand kartay hain
    khud ko 3 lafzon main beyan kejiya
    zindage say kia chahtay hain
    koi sher ,nasar ye nazam tehrer karain jo zindage ko behtar tareqay say beyan karay

    Assalam O alaikum ..!!

    Khud shanaasi yeh hai k

    apni takhleeq ka maqsad jana jaa-ay ..
    Aur issi bat se hum kabhi khud pasand b ho saktay hein
    K hamein Allah SubhanO Taalah Nay Insan banaya Alahmdoillah
    aur phir Mukamal Insaan Alahmdolillah
    aur phir MUSLIM SubhanAllah ..

    ye-bhi Khud shanasi hai ..
    K hum itna kuch honay per b Aajiz hein Muhtaaj hain Oss Baari Taalah k
    Jiss nay hamein Ashraful Makhlooqat banaya ...! SubhanAllah!
    :rose

    Comment

    Working...
    X