Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Apni mesal to hai k jaysay koi darakht ..duny ko day k chaoon khud dhoop main jalay

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Apni mesal to hai k jaysay koi darakht ..duny ko day k chaoon khud dhoop main jalay

    meray khiyal main sawal karnay wala hamesha faiday main rehta hai sab ko sochnay pay laga khud jawab ka intezar karta hai :khi:
    khud pasandi aur khud shanasi main bilkul aysa hi farq hai jaysa k rashk aur hasad main
    khud shanasi rashk ki tarhan insan ko nikharnay main madad dayte hai
    jabkay
    khud pasand hasad ki tarhan insan ko insan nahi rehnay dyte

    to meray sawal yeh hain

    Zindage say kitnay fesad mutmaeen hain
    app khud ko kitnay fesad pasand kartay hain
    khud ko 3 lafzon main beyan kejiya
    zindage say kia chahtay hain
    koi sher ,nasar ye nazam tehrer karain jo zindage ko behtar tareqay say beyan karay

  • #2
    Re: Apni mesal to hai k jaysay koi darakht ..duny ko day k chaoon khud dhoop main jal

    Hmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmm
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

    Comment

    • #3
      Re: Apni mesal to hai k jaysay koi darakht ..duny ko day k chaoon khud dhoop main jal

      Originally posted by saraah View Post
      Hmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmm
      yeh kia hai :mm:
      reply karnay ka shukria:phool:

      Comment

      • #4
        Re: Apni mesal to hai k jaysay koi darakht ..duny ko day k chaoon khud dhoop main jal

        Originally posted by MuQadas View Post
        meray khiyal main sawal karnay wala hamesha faiday main rehta hai sab ko sochnay pay laga khud jawab ka intezar karta hai :khi:
        khud pasandi aur khud shanasi main bilkul aysa hi farq hai jaysa k rashk aur hasad main
        khud shanasi rashk ki tarhan insan ko nikharnay main madad dayte hai
        jabkay
        khud pasand hasad ki tarhan insan ko insan nahi rehnay dyte

        to meray sawal yeh hain

        Zindage say kitnay fesad mutmaeen hain
        app khud ko kitnay fesad pasand kartay hain
        khud ko 3 lafzon main beyan kejiya
        zindage say kia chahtay hain
        koi sher ,nasar ye nazam tehrer karain jo zindage ko behtar tareqay say beyan karay
        yeh khud pasand aur khud shanasi kay farq say main satisfy nahin..... did u write it from any book..... or its ur own opinion.....
        shayed yeh mairi samajh hi nahin ayaa...
        For New Designers
        وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

        Comment

        • #5
          Re: Apni mesal to hai k jaysay koi darakht ..duny ko day k chaoon khud dhoop main jal

          bara aokha topic hay
          [FONT="Arial Black"]Mr. Khalil How much Fake IDs would you make in Pegham... ?

          See you Real Face in here 372-shed

          Muhammad Khalil's Real Face [/FONT]

          Comment

          • #6
            Re: Apni mesal to hai k jaysay koi darakht ..duny ko day k chaoon khud dhoop main jal

            khud shanasi kiya hai, pehle isko explain kero dear :D

            Comment

            • #7
              Re: Apni mesal to hai k jaysay koi darakht ..duny ko day k chaoon khud dhoop main jal

              Originally posted by MuQadas View Post
              meray khiyal main sawal karnay wala hamesha faiday main rehta hai sab ko sochnay pay laga khud jawab ka intezar karta hai :khi:
              khud pasandi aur khud shanasi main bilkul aysa hi farq hai jaysa k rashk aur hasad main
              khud shanasi rashk ki tarhan insan ko nikharnay main madad dayte hai
              jabkay
              khud pasand hasad ki tarhan insan ko insan nahi rehnay dyte

              to meray sawal yeh hain

              Zindage say kitnay fesad mutmaeen hain
              app khud ko kitnay fesad pasand kartay hain
              khud ko 3 lafzon main beyan kejiya
              zindage say kia chahtay hain
              koi sher ,nasar ye nazam tehrer karain jo zindage ko behtar tareqay say beyan karay
              itni mshkil mushkil sawal he..is me to sochna pare ga:embarasse
              aur socha paya te bunda gaya:embarasse

              Comment

              • #8
                Re: Apni mesal to hai k jaysay koi darakht ..duny ko day k chaoon khud dhoop main jal

                Originally posted by MuQadas View Post
                meray khiyal main sawal karnay wala hamesha faiday main rehta hai sab ko sochnay pay laga khud jawab ka intezar karta hai :khi:
                khud pasandi aur khud shanasi main bilkul aysa hi farq hai jaysa k rashk aur hasad main
                khud shanasi rashk ki tarhan insan ko nikharnay main madad dayte hai
                jabkay
                khud pasand hasad ki tarhan insan ko insan nahi rehnay dyte

                maja aya:thmbup:

                Zindage say kitnay fesad mutmaeen hain

                jo xindagi me guzar raah ho me us se koi zyada mutmaein nahi..is lehaz se k mein buhat si cheezain sochta ho k yeh kuro ga wo kuro ga...lekin wo ho nahi pata...mere apni waja se ya koi aur..to mukammal mutmain to na huwa...
                baki jo xindagi mujhay Allah ki taraf se di he...us se me 95% to ho...baki 5% bhi mutmain hi he..lekin "hazaro khuwaishein aisi k har khuwaish pe dum nikle"
                app khud ko kitnay fesad pasand kartay hain

                mujhay to apni hur adut chahe wo achi ho ya buri .... kharab hi lagti he
                so m3 3'4% hi pasand kurta ho ga
                khud ko 3 lafzon main beyan kejiya

                MSA:khi:
                zindage say kia chahtay hain

                k me morally aur physically is stage pe ajao k mujh se attached hur khas'o'amm khush rahe...:dua
                koi sher ,nasar ye nazam tehrer karain jo zindage ko behtar tareqay say beyan karay

                Hazrat ALi ka aik quol parha tha"ya to use apna jis ko tum chahte ho ya us k ho jao jo tumhe chahta he"
                Mr. Khan ka signature bhi kuch yahi keh raha he....
                Izzut or zillut Allah k hath me he..bunde ko bus dheet hona chahie:embarasse(is ko me ne +ve sense me lia he)
                ustad'e'muhtram ka aik sabak tha"kisi pe trust kurne se 2 batein ho sakti he..ya to app ko aik acha dost mil jata he ya aik acha sabak xindagi bhar k lie"
                bus abhi yahi yaad araha he:embarasse

                Comment

                • #9
                  Re: Apni mesal to hai k jaysay koi darakht ..duny ko day k chaoon khud dhoop main jal

                  Originally posted by *Rida* View Post
                  yeh khud pasand aur khud shanasi kay farq say main satisfy nahin..... did u write it from any book..... or its ur own opinion.....
                  shayed yeh mairi samajh hi nahin ayaa...
                  Originally posted by *Kashish* View Post
                  khud shanasi kiya hai, pehle isko explain kero dear :D

                  khud shanasi itna mushkil word hai mujhay nahi pata tha :mm:
                  insan ajeb cheez hai yeh woh makhlooQ ban gai hai jisay shayed apnay erd gird aroos paroos gaoon mohalay,shehar ,mulk aur pori dunya aur phir is dunya say bahar k saray khalaoon kay baray main jan laynay ka fakhar hasil hochuka hai . nahi janna to apnay baray main balkay ziyada durust hai k apnay baray main janna nahi chahata matlab khud shanasai say mehroom hai
                  khud shanasai say yahan mere murad k insna apnay appko bohat achi tarhan say pehchanta hoo aur woh agar ghalte karay to usay qubool karay dosron main burai talash karnay k bajay apnay greban main jhankay

                  aur khud pasandi main insan apni zat say aagay nahi dekh pata to yahan mere khud pasandi say murad ghroor hai

                  abbi bahi kia mainay sahi kaha

                  Comment

                  • #10
                    Re: Apni mesal to hai k jaysay koi darakht ..duny ko day k chaoon khud dhoop main jal

                    Originally posted by MuQadas View Post
                    to meray sawal yeh hain

                    me ke jawab haazir hain... :D

                    Originally posted by MuQadas View Post
                    Zindage say kitnay fesad mutmaeen hain

                    :thmbup:

                    Originally posted by MuQadas View Post
                    app khud ko kitnay fesad pasand kartay hain

                    :blush:

                    Originally posted by MuQadas View Post
                    khud ko 3 lafzon main beyan kejiya

                    beti, behan or dost... :rose

                    Originally posted by MuQadas View Post
                    zindage say kia chahtay hain

                    sirf usey bahrpoor andaaaz mein jeene ka muqa...
                    Originally posted by MuQadas View Post
                    koi sher ,nasar ye nazam tehrer karain jo zindage ko behtar tareqay say beyan karay

                    Comment

                    • #11
                      Re: Apni mesal to hai k jaysay koi darakht ..duny ko day k chaoon khud dhoop main jal

                      Originally posted by ummid View Post
                      [/font]

                      me ke jawab haazir hain... :D

                      :thmbup:

                      :blush:

                      beti, behan or dost... :rose

                      yeh to sabko pata hai kuch apni shaksiyat kay baray main 3 words likhteen khair :phool:

                      sirf usey bahrpoor andaaaz mein jeene ka muqa...

                      [font=Comic Sans MS]
                      wah umeed bohat achay jawabat hain aapkay
                      sher bhi khoob hai :clap::clap::clap:bohat bohat shukria:rose

                      Comment

                      • #12
                        Re: Apni mesal to hai k jaysay koi darakht ..duny ko day k chaoon khud dhoop main jal

                        Originally posted by MSA View Post
                        [/font]
                        maja aya:thmbup:

                        jo xindagi me guzar raah ho me us se koi zyada mutmaein nahi..is lehaz se k mein buhat si cheezain sochta ho k yeh kuro ga wo kuro ga...lekin wo ho nahi pata...mere apni waja se ya koi aur..to mukammal mutmain to na huwa...
                        baki jo xindagi mujhay Allah ki taraf se di he...us se me 95% to ho...baki 5% bhi mutmain hi he..lekin "hazaro khuwaishein aisi k har khuwaish pe dum nikle"

                        mujhay to apni hur adut chahe wo achi ho ya buri .... kharab hi lagti he
                        so m3 3'4% hi pasand kurta ho ga
                        bas itna sa:D

                        MSA:khi:

                        yeh kia jawab howa bhi
                        k me morally aur physically is stage pe ajao k mujh se attached hur khas'o'amm khush rahe...:dua
                        boohat khoob:clap:

                        Hazrat ALi ka aik quol parha tha"ya to use apna jis ko tum chahte ho ya us k ho jao jo tumhe chahta he"
                        Mr. Khan ka signature bhi kuch yahi keh raha he....
                        Izzut or zillut Allah k hath me he..bunde ko bus dheet hona chahie:embarasse(is ko me ne +ve sense me lia he)
                        ustad'e'muhtram ka aik sabak tha"kisi pe trust kurne se 2 batein ho sakti he..ya to app ko aik acha dost mil jata he ya aik acha sabak xindagi bhar k lie"
                        bus abhi yahi yaad araha he:embarasse
                        :jazak: bohat umdah jawab hain khush rahoo:salam:

                        Comment

                        • #13
                          Re: Apni mesal to hai k jaysay koi darakht ..duny ko day k chaoon khud dhoop main jal

                          thinkingg

                          Comment

                          • #14

                            Originally posted by kutkutariyaan View Post
                            thinkingg
                            app too reputation hi day doo kukru ku

                            Comment

                            • #15
                              Re: Apni mesal to hai k jaysay koi darakht ..duny ko day k chaoon khud dhoop main jal

                              sab theak hain na
                              ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                              Comment

                              Working...
                              X