meray khiyal main sawal karnay wala hamesha faiday main rehta hai sab ko sochnay pay laga khud jawab ka intezar karta hai :khi:
khud pasandi aur khud shanasi main bilkul aysa hi farq hai jaysa k rashk aur hasad main
khud shanasi rashk ki tarhan insan ko nikharnay main madad dayte hai
jabkay
khud pasand hasad ki tarhan insan ko insan nahi rehnay dyte
to meray sawal yeh hain
Zindage say kitnay fesad mutmaeen hain
app khud ko kitnay fesad pasand kartay hain
khud ko 3 lafzon main beyan kejiya
zindage say kia chahtay hain
koi sher ,nasar ye nazam tehrer karain jo zindage ko behtar tareqay say beyan karay

Comment