Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

stress

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: stress

    Originally posted by saraah View Post
    DR QASAI DR QASAI.............372-haha
    :fuming::fuming::fuming::fuming::fuming:
    ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

    Comment


    • #32
      Re: stress

      Originally posted by munda_sialkoty View Post
      kehtay hein "ub tum meri urdu ke pechay na paro"
      hein na hay372-haha
      ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

      Comment


      • #33
        Re: stress

        Originally posted by D@y W@lk3r View Post
        hein na hay372-haha
        :khi:
        :thmbup:

        Comment


        • #34
          Re: stress

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          :khi:
          :na:
          ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

          Comment


          • #35
            Re: stress

            Originally posted by Aanchal View Post
            assalamalikum
            aaj kal har insaan stress main rehta hai ..jis kay paas kuch nahi hai wo bhi stress main , jis kay paas thora hai wo bhi stress main , or jis kay paas zaida hai wo bhi stress main ...

            is stress say nikalnay ka tareeka kia hai :mm:
            insan stress main to lazmi bat hai k woh khush nahi
            agar insan etedal pasand ho woh dunya ko itna hi hasil karay jitni uski zarorat hoo to insna sukon mehsos karay ga khush rahay ga
            khushi Allah ki nemat hai insan na shukra hai ise llia woh ziyada der tak khush nahi reh pata
            kise ameer ko dekh k hasad o jalan ka shekar honay walay
            ya kise ghareeb ko dekh k haqarat ka izhar karnay walay kabhi khush nahi reh patay
            Insn madah parast hai woh khushi ko duna ki mukhtalif cheezon main talash karta hai....koi isay dolat main talash karta hai to koi heray jawahirat main koi isay husan main to koi taqat main dhondta hai yeh haqeeqat hai k insna agar in cheezon ko hasil karlay too usya khushi hote hai lakin yeh ziyada arsay barqarar nahi rehte
            khushi aik aysa jazba hai jo Allah ki taraf sya insna k dil main peda hota hai

            Comment


            • #36
              Re: stress

              Originally posted by Aanchal View Post
              assalamalikum
              aaj kal har insaan stress main rehta hai ..jis kay paas kuch nahi hai wo bhi stress main , jis kay paas thora hai wo bhi stress main , or jis kay paas zaida hai wo bhi stress main ...

              is stress say nikalnay ka tareeka kia hai :mm:
              khuda se dua maango...astaghfaar padho to stress khud bhag jata he :rose

              Comment


              • #37
                Re: stress

                Originally posted by *Kashish* View Post
                khuda se dua maango...astaghfaar padho to stress khud bhag jata he :rose
                bhagta nahi khatam ho jata hai:D
                Last edited by MuQadas; 10 March 2009, 21:38.

                Comment


                • #38
                  Re: stress

                  Originally posted by MuQadas View Post
                  bhagta nahi khatam ho jata hai:D
                  haa naa wohi :D

                  Comment


                  • #39
                    Re: stress

                    Originally posted by Aanchal View Post
                    assalamalikum
                    aaj kal har insaan stress main rehta hai ..jis kay paas kuch nahi hai wo bhi stress main , jis kay paas thora hai wo bhi stress main , or jis kay paas zaida hai wo bhi stress main ...

                    is stress say nikalnay ka tareeka kia hai :mm:
                    mujhe jab tension ya koi stress ho to me Darood Shareef parhti hon......sab theek ho jata he:alhamd:

                    Comment


                    • #40
                      Re: stress

                      Originally posted by *Kashish* View Post
                      khuda se dua maango...astaghfaar padho to stress khud bhag jata he :rose
                      mainay parha mager app to idher hi ho372-haha
                      ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                      Comment


                      • #41
                        Re: stress

                        Originally posted by D@y W@lk3r View Post
                        mainay parha mager app to idher hi ho372-haha
                        acha mai apki STESS hoon...:) thik he abhi chali jaati hoon... apke saamne nahi aoungi....khuda hafiz:rose

                        Comment


                        • #42
                          Re: stress

                          Originally posted by *Kashish* View Post
                          acha mai apki STESS hoon...:) thik he abhi chali jaati hoon... apke saamne nahi aoungi....khuda hafiz:rose
                          array yah naraz kiyun ho rahi hain...dekh aur stress barha diya....................
                          ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                          Comment

                          Working...
                          X