Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aana

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Aana

    Originally posted by aabi2cool View Post
    naheen yahaan agar wo such likhti to apni hi zaat ki nafi karti aur agar jhoot likhti to saray chittar martay 372-haha
    me ko apni baat kehne ke liye kabhi kisi suprot ki zaroorat nahi pari.... :lpop:.... or na hi me ne parwaah ki ke log kya kehte hain.... :lpop:

    Comment

    • #17
      Re: Aana

      Originally posted by MuQadas View Post
      Khud perasti bhayanak beemari...................ghar tut jate hain is beemari ko le ker.log kabhi apni galati tasleem nai kerte akhir tak apni ana aur main k chaker mai lage rehte hain chahe us se kitna bara aur bhayank nuqsan kiu na ho jaye kane log tabah kiu na ho jaen but unko apni khud sakhta izat aur ana aur naak pyari hoti hai.is beemari ki wajah se woh jhut bolte hain dosron ko ilzam dete hain purane rishton ka ehsas nai rakhte k jinhon ne zindagi hari hoti hai aap ki khatir un rishton ko faramosh ker dete hain.... log is beemari jise khud perasti ya urf e aam mai main main aur main kehte hain .usme per k apni aulad tak ju bohot pyari cheez hoti hai usko qurban ker dete hain.ju humne kia woh sahi ju hamare sath hain sirf woh sahi aur agar galati se unke pass power hai tu woh logon ka jeena haram ker denge na khud chain se rahenge na dosron ko rehne denge......yeh ana ka chaker nihayat bura hota hai ya tu jhuk jao mit jao per ana perast logon ki naak khatam nai hoti unki her baat khud se shuru ho ker khud pe khatam hoti hai.usme aker woh aise faisly kerte hain ju dosron ki zindagi ko seraser tabah ker dete hain na sirf yeh per aisi zaban istemal kerte hain ju samne wale ka dil tor de..
      Muqadas, tum to bari seyani nikli
      :thmbup:

      Comment

      • #18
        Re: Aana

        Originally posted by ummid View Post
        Lol.. yups... and more than that "so what?" :D
        lol
        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Comment

        • #19
          Re: Aana

          Originally posted by ummid View Post
          me ko apni baat kehne ke liye kabhi kisi suprot ki zaroorat nahi pari.... :lpop:.... or na hi me ne parwaah ki ke log kya kehte hain.... :lpop:
          agar u ko parwa na hoti to yahaan jawab na dayteen meri baat ka is liye jhoot mut bolo sajan ji jhoot mut bolo
          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

          Comment

          • #20
            Re: Aana

            aap key kitney paisey baney :p main check bhej doon? 372-haha

            @topic:
            This topis has been discussed before.

            Aur meri soch aaj bhi nahin badli is muamley mein. An'na aur Khudprasti mein bohat farq. An'na musbit ho to is sey barh ker koi achhi shay nahin magar ham logon ney hamesha issey negatively liya hai. Merey nazdeek agar aap mein apney aap ko pehchaneney aur phir us ko ley ker aagey bharhney ki sakkat hai, yun keh aap apni shakhsiyat ko behtar bnaa sakein to an'na ka hona bohat achhi baat hai. Insaan mein itni an'na zaroor honi chahiyey keh woh khud ko pehchaan sakey. Aisi an'na kisi kisi ko milti hai. Haan jis an'na ka baat aap ney kii woh jhoot aur khudprasti per mabni woh an'na hai jiska anjaam zillat key siwa kuchh nahin.

            Originally posted by MuQadas View Post
            Khud perasti bhayanak beemari...................ghar tut jate hain is beemari ko le ker.log kabhi apni galati tasleem nai kerte akhir tak apni ana aur main k chaker mai lage rehte hain chahe us se kitna bara aur bhayank nuqsan kiu na ho jaye kane log tabah kiu na ho jaen but unko apni khud sakhta izat aur ana aur naak pyari hoti hai.is beemari ki wajah se woh jhut bolte hain dosron ko ilzam dete hain purane rishton ka ehsas nai rakhte k jinhon ne zindagi hari hoti hai aap ki khatir un rishton ko faramosh ker dete hain.... log is beemari jise khud perasti ya urf e aam mai main main aur main kehte hain .usme per k apni aulad tak ju bohot pyari cheez hoti hai usko qurban ker dete hain.ju humne kia woh sahi ju hamare sath hain sirf woh sahi aur agar galati se unke pass power hai tu woh logon ka jeena haram ker denge na khud chain se rahenge na dosron ko rehne denge......yeh ana ka chaker nihayat bura hota hai ya tu jhuk jao mit jao per ana perast logon ki naak khatam nai hoti unki her baat khud se shuru ho ker khud pe khatam hoti hai.usme aker woh aise faisly kerte hain ju dosron ki zindagi ko seraser tabah ker dete hain na sirf yeh per aisi zaban istemal kerte hain ju samne wale ka dil tor de..
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment

            • #21
              Re: Aana

              Originally posted by Masood View Post
              aap key kitney paisey baney :p main check bhej doon? 372-haha

              @topic:
              This topis has been discussed before.

              Aur meri soch aaj bhi nahin badli is muamley mein. An'na aur Khudprasti mein bohat farq. An'na musbit ho to is sey barh ker koi achhi shay nahin magar ham logon ney hamesha issey negatively liya hai. Merey nazdeek agar aap mein apney aap ko pehchaneney aur phir us ko ley ker aagey bharhney ki sakkat hai, yun keh aap apni shakhsiyat ko behtar bnaa sakein to an'na ka hona bohat achhi baat hai. Insaan mein itni an'na zaroor honi chahiyey keh woh khud ko pehchaan sakey. Aisi an'na kisi kisi ko milti hai. Haan jis an'na ka baat aap ney kii woh jhoot aur khudprasti per mabni woh an'na hai jiska anjaam zillat key siwa kuchh nahin.
              :rose

              Comment

              • #22

                yani aap baqol e shair ye kehna chahtay hain k . ..
                خموش ہوں کہ انا میں انانیت کی ہے بو
                وگرنہ اپنے میں اک وصف دیکھتا ہوں میں
                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                Comment

                • #23
                  Re: Aana

                  Originally posted by MuQadas View Post
                  Khud perasti bhayanak beemari...................ghar tut jate hain is beemari ko le ker.log kabhi apni galati tasleem nai kerte akhir tak apni ana aur main k chaker mai lage rehte hain chahe us se kitna bara aur bhayank nuqsan kiu na ho jaye kane log tabah kiu na ho jaen but unko apni khud sakhta izat aur ana aur naak pyari hoti hai.is beemari ki wajah se woh jhut bolte hain dosron ko ilzam dete hain purane rishton ka ehsas nai rakhte k jinhon ne zindagi hari hoti hai aap ki khatir un rishton ko faramosh ker dete hain.... log is beemari jise khud perasti ya urf e aam mai main main aur main kehte hain .usme per k apni aulad tak ju bohot pyari cheez hoti hai usko qurban ker dete hain.ju humne kia woh sahi ju hamare sath hain sirf woh sahi aur agar galati se unke pass power hai tu woh logon ka jeena haram ker denge na khud chain se rahenge na dosron ko rehne denge......yeh ana ka chaker nihayat bura hota hai ya tu jhuk jao mit jao per ana perast logon ki naak khatam nai hoti unki her baat khud se shuru ho ker khud pe khatam hoti hai.usme aker woh aise faisly kerte hain ju dosron ki zindagi ko seraser tabah ker dete hain na sirf yeh per aisi zaban istemal kerte hain ju samne wale ka dil tor de..
                  haan ese log hote hen hamare ird gird or akher me wo apna hi nuksan karte hen....insan me musbat anna honi chaey lekin jhooti anna siwaey nuksan k kuch nahi hoti....:)

                  Comment

                  • #24
                    Re: Aana

                    oh muqadas tum kiiu fiker ker rahi ho ana ki, yeh to aik drama hota he kuriyeeeee ...rehne de dil per naaa le

                    Comment

                    Working...
                    X