Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aana

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Aana

    Khud perasti bhayanak beemari...................ghar tut jate hain is beemari ko le ker.log kabhi apni galati tasleem nai kerte akhir tak apni ana aur main k chaker mai lage rehte hain chahe us se kitna bara aur bhayank nuqsan kiu na ho jaye kane log tabah kiu na ho jaen but unko apni khud sakhta izat aur ana aur naak pyari hoti hai.is beemari ki wajah se woh jhut bolte hain dosron ko ilzam dete hain purane rishton ka ehsas nai rakhte k jinhon ne zindagi hari hoti hai aap ki khatir un rishton ko faramosh ker dete hain.... log is beemari jise khud perasti ya urf e aam mai main main aur main kehte hain .usme per k apni aulad tak ju bohot pyari cheez hoti hai usko qurban ker dete hain.ju humne kia woh sahi ju hamare sath hain sirf woh sahi aur agar galati se unke pass power hai tu woh logon ka jeena haram ker denge na khud chain se rahenge na dosron ko rehne denge......yeh ana ka chaker nihayat bura hota hai ya tu jhuk jao mit jao per ana perast logon ki naak khatam nai hoti unki her baat khud se shuru ho ker khud pe khatam hoti hai.usme aker woh aise faisly kerte hain ju dosron ki zindagi ko seraser tabah ker dete hain na sirf yeh per aisi zaban istemal kerte hain ju samne wale ka dil tor de..

  • #2
    Re: Aana

    Originally posted by MuQadas View Post

    haa dear ....aisy wohi log hote hain jinko akhirat ka koi dar nahi hota. Wo log Khuda tallah se bohaaaaat door hote hain...to hi wo Khuda ke bando ko tang kerte hain.... :(

    anaa chiez hi aisy he... yeh insaan ko ander khokla kerti jaati he... aur insaan samjhta hi nahi...aik waqt ata he...jab insaan khud pastaane lag jata he....lekin tab bohat dair hochuki hoti he.....

    Comment

    • #3
      Re: Aana

      Anaa bhi wahan hoti hay jahaN se humari kuch tawaqquat munsilik hoti hain :) Khud garz nai hona chahye - apne ird gird ke log aur un ke ahsasat ko mehsoos aur un ka ahtram karna chahye :)

      Nice Topic !
      Allah

      Comment

      • #4
        Re: Aana

        Originally posted by *Kashish* View Post
        haa dear ....aisy wohi log hote hain jinko akhirat ka koi dar nahi hota. Wo log Khuda tallah se bohaaaaat door hote hain...to hi wo Khuda ke bando ko tang kerte hain.... :(

        anaa chiez hi aisy he... yeh insaan ko ander khokla kerti jaati he... aur insaan samjhta hi nahi...aik waqt ata he...jab insaan khud pastaane lag jata he....lekin tab bohat dair hochuki hoti he.....
        aahan durust farmaya kashish appnay:rose
        Originally posted by Yaaram View Post
        Anaa bhi wahan hoti hay jahaN se humari kuch tawaqquat munsilik hoti hain :) Khud garz nai hona chahye - apne ird gird ke log aur un ke ahsasat ko mehsoos aur un ka ahtram karna chahye :)

        Nice Topic !
        bohat khoob reply karnay ka bohat shukria
        appkay khiyal main log khudgharz kion ho jatay hain halat unhay aysa bana daytay hain ya aik umer ko pohanch k logon main yeh bat aajate hai

        Comment

        • #5
          Re: Aana

          Originally posted by MuQadas View Post
          Khud perasti bhayanak beemari...................ghar tut jate hain is beemari ko le ker.log kabhi apni galati tasleem nai kerte akhir tak apni ana aur main k chaker mai lage rehte hain chahe us se kitna bara aur bhayank nuqsan kiu na ho jaye kane log tabah kiu na ho jaen but unko apni khud sakhta izat aur ana aur naak pyari hoti hai.is beemari ki wajah se woh jhut bolte hain dosron ko ilzam dete hain purane rishton ka ehsas nai rakhte k jinhon ne zindagi hari hoti hai aap ki khatir un rishton ko faramosh ker dete hain.... log is beemari jise khud perasti ya urf e aam mai main main aur main kehte hain .usme per k apni aulad tak ju bohot pyari cheez hoti hai usko qurban ker dete hain.ju humne kia woh sahi ju hamare sath hain sirf woh sahi aur agar galati se unke pass power hai tu woh logon ka jeena haram ker denge na khud chain se rahenge na dosron ko rehne denge......yeh ana ka chaker nihayat bura hota hai ya tu jhuk jao mit jao per ana perast logon ki naak khatam nai hoti unki her baat khud se shuru ho ker khud pe khatam hoti hai.usme aker woh aise faisly kerte hain ju dosron ki zindagi ko seraser tabah ker dete hain na sirf yeh per aisi zaban istemal kerte hain ju samne wale ka dil tor de..

          :jazak::SubhanAllhaa:Bohut achee sooch hai aap ki. Allah hum sab ku ana parasti say bacahye (Aamin)

          Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

          Comment

          • #6
            Re: Aana

            Originally posted by MuQadas View Post
            aahan durust farmaya kashish appnay:rose

            bohat khoob reply karnay ka bohat shukria
            appkay khiyal main log khudgharz kion ho jatay hain halat unhay aysa bana daytay hain ya aik umer ko pohanch k logon main yeh bat aajate hai
            Hum apni ANAA kisi doosre ko keu nai dikhatey - hum ooncha wahan hi dikhna chahte hain jahan humarey apnay hoN - is main umar ka koi concern nai - Anaa har aik main hoti hay - isi lye to izzat pyari hoti hay sb ko :)
            Allah

            Comment

            • #7
              Re: Aana

              Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
              :jazak::SubhanAllhaa:Bohut achee sooch hai aap ki. Allah hum sab ku ana parasti say bacahye (Aamin)
              aamen shukria

              Comment

              • #8
                Re: Aana

                khush raho...:rose

                Comment

                • #9
                  Re: Aana

                  Originally posted by ummid View Post
                  khush raho...:rose
                  is it another way to say "okay fine" :lol
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment

                  • #10
                    Re: Aana

                    Originally posted by Xai View Post
                    is it another way to say "okay fine" :lol
                    naheen yahaan agar wo such likhti to apni hi zaat ki nafi karti aur agar jhoot likhti to saray chittar martay 372-haha
                    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                    Comment

                    • #11
                      Re: Aana

                      Originally posted by aabi2cool View Post
                      naheen yahaan agar wo such likhti to apni hi zaat ki nafi karti aur agar jhoot likhti to saray chittar martay 372-haha
                      aap ney kyun na kuch likha :P
                      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                      Comment

                      • #12
                        Re: Aana

                        Originally posted by Xai View Post
                        aap ney kyun na kuch likha :P
                        mujhy aap k tabsray ka intizaar tha aap pehly farma laien phir main bhi likh don ga
                        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                        Comment

                        • #13
                          Re: Aana

                          aaj kal Muqaddas bari bari batian kar rahi hai :khi:
                          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                          Comment

                          • #14
                            Re: Aana

                            Originally posted by Aanchal View Post
                            aaj kal Muqaddas bari bari batian kar rahi hai :khi:
                            han ye to main nay bhi note kiya hy lagta hny munday sialkoti k tabsary ka gehra asar lay lia hy us nay 372-haha
                            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                            Comment

                            • #15
                              Re: Aana

                              Originally posted by Xai View Post
                              is it another way to say "okay fine" :lol
                              Lol.. yups... and more than that "so what?" :D

                              Comment

                              Working...
                              X